achi kamybi achi mehnat aor rules ko follow karnay m hoti hay .

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    achi kamybi achi mehnat aor rules ko follow karnay m hoti hay .
    dear ham ko ik bat ko mind main set kr lena chye agar ham chatay hein k agar ham ko achay say kamybi miley aor ham agayki janib bhi asani say ja sakein to is main ham ko chye ho g k ham is main apnay kam ko last tak best say best method k sat karty raha karein aor forex k rules ko follow kr k he agay ki janib jana ho g ham ko .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: achi kamybi achi mehnat aor rules ko follow karnay m hoti hay .

    agar hum kamyab hona chaety hain to hamy learning gain karne ho ge per he hum pasia kama saky gy yai aik best business hain yai aik wasee business hain yai aik amm business ke nisbat acha business hain yai aik uniqe busness hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain
    Last edited by ; 14-05-2020, 02:26 PM.
    • #3 Collapse

      Re: achi kamybi achi mehnat aor rules ko follow karnay m hoti hay .

      Yes brother achi kamyabi mehnat or rules ko follow karny ma he hoti hai, forex k rules etny muskil ni hai k en par amal karna bhot muskil ho ga, rules bhot simple hain or en par amal karna necessary hota hai, forex ma mehnat b long term karna hoti hai, ik din mehnat ki or aglay din badla leny ponch gae to asa mumkin ni hai,
      Last edited by ; 14-05-2020, 02:27 PM.
      • #4 Collapse

        Re: achi kamybi achi mehnat aor rules ko follow karnay m hoti hay .

        hamy forex ko achy sy sama kar is ky ruls ko follow kar ky is main mehant sy kam karna chahey pher hi ham kamayb ho sakty hain or acha bonus hasil kar ky apni lie sy gurbat ko kathem kar sakty hain ham is main bage rpaiso ky account bana kar be kam kar saktry han yai kabe be band na hony wala aik real business hain yai usa or china or new youkr mian aik unique busienss hain
        • #5 Collapse

          Re: achi kamybi achi mehnat aor rules ko follow karnay m hoti hay .

          forex maikn humain es main mahnat say huamin es main kam karna ho ga to he hum es main kamjab ho skty hian hum es mian kam kar kay hum es main sucess ho skty hain hum es main part time be kam kar skty hian hum es main full time be kam kar skty hian agar hum es main lalche bn akr hum es main kam karain gain to humain es main loss ho ga forex 1 on line business hain
          • #6 Collapse

            Re: achi kamybi achi mehnat aor rules ko follow karnay m hoti hay .

            Dear friend s hmen aik bt to apne dimagh set kr leni chahye k agr hm acha mrtba aur kamyabi hasil krna chahte hn to hmen akhir tk apne kam ko best method se krna chahye aur apne kam men koi laprwi nai krni chahye jaise k hm jante hen k hr kamyabi k peche kri se kri mehnat hoti ha isi lye hmen is forex fourm men mehnt se kam krna chahye
            • #7 Collapse

              Re: achi kamybi achi mehnat aor rules ko follow karnay m hoti hay .

              G muje b yahi lagta ha k insan ko mehnat krni chahiey ar kamyabi k liay efforts krni chahiey ta k insaan taaraqqi kr sky is k sath sath rules to hr kaam k liay hoty hn chahy mazhabi taraqqi krni ho ya dunyavi taraqqi to ma tottaly agree krta hun is baat py.
              • #8 Collapse

                Re: achi kamybi achi mehnat aor rules ko follow karnay m hoti hay .

                Bilkul ya baat confirm ha k humyn koe b business karna ha chaey wo online ho ya offline ho humyn wo pori mehnat sy agr nahi karyn gy tu hum ko us main loss uthna pary ga. Forex b bilkul aik eysa he online business ha jis main humyn forex ka mukmal knowledge or experience hasil krny k bad forex py trading krny k leay forex k rule ko follow karna chaey agr hum forex k rules ko follow nahi karty tu forex business sy humyn loss hony ka khtra hota ha jo k loss koe b trader bardasht nahi karta.
                • #9 Collapse

                  Re: achi kamybi achi mehnat aor rules ko follow karnay m hoti hay .

                  Je bilkul forex trading ma wohi kamyab hota ha jo is ma mehnat karta ha, q k forex trading aik bohat hi complicated work ha jis ma bohat hi struggle ki zarurat hoti ha, is lye successful traders banany k lye hamain chaye k ham dil se mehnat karain, apni trading strategy ko follow karain, rules ko follow karain, break na karain, is lye 2 chezon ma hamain mehant karni chyae
                  a) forex ko ashi tarh se learn karain
                  b) trading ki demo pe ashi tarh se practice karain
                  agar hamain chaye k hamara bonus ziadah aye to hamain is forum me mehnat karain, apni posts ki quality ko behtar karain
                  • #10 Collapse

                    Re: achi kamybi achi mehnat aor rules ko follow karnay m hoti hay .

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: yasiriqbal پيغام ديکھيے
                    dear ham ko ik bat ko mind main set kr lena chye agar ham chatay hein k agar ham ko achay say kamybi miley aor ham agayki janib bhi asani say ja sakein to is main ham ko chye ho g k ham is main apnay kam ko last tak best say best method k sat karty raha karein aor forex k rules ko follow kr k he agay ki janib jana ho g ham ko .
                    Hamari kamyabi Ka Razz Hamari acchi mehnat hoti hai isliye Agar Hamen Forex trading Mein kamyabi Hasil karni hai To Hamen Hamesha Forex Mein acchi mehnat ke sath Achcha kam karna chahie aur Hamen Hamesha forex market ke rules ko bhi follow karna chahie Agar Ham Forex Mein acchi mehnat ke sath aur rules ko follow karke kam Karenge To Hamen isase bahut jyada fayda Hasil ho sakta hai
                    • #11 Collapse

                      Re: achi kamybi achi mehnat aor rules ko follow karnay m hoti hay .

                      Agar koi bhi member yahan per mehnat kar raha hai aur apni mehnat ke sath so rules ko acche se follow nahin kar raha hai to uski mehnat ka koi bhi fayda nahin hai is se achcha hai ki members yahan per kam na karen kyunki kam ko acche se karna isliye bhi jaruri hai ki number rules ko bhi acche se follow karte hain aur form per rules ko agar foreigner kiya jaaye tu is tarah se form iska fayda nahin deta
                      • #12 Collapse

                        Re: achi kamybi achi mehnat aor rules ko follow karnay m hoti hay .

                        Dear yahan bath kaam ki hay quen kay ham ko paysa chahiya hota hay or hamari kosish rahti hay kay ham sara paysa aik hi din may kama lane to hi bath ban sakti hay iss kay liya phir kosih bi karni hay or jitni achi kosish ho gi utna hi acha paysa mil sakta hay quen kay bath analyzing ki hay.
                        • #13 Collapse

                          Re: achi kamybi achi mehnat aor rules ko follow karnay m hoti hay .

                          Dear forex friends aap ki baat bilkul theek hy k achi kamyabi achi mehnat sy milti hy iss liye hamain chahaiy k ham forex main bhut ziyada mehnat kar k kamyabi hasil krain aur acha bonus hasil karny ki koshish krain takh hmain acha bonus hasil ho saky aur ham achi learning kar k achi kamyabi hasil krain.
                          • #14 Collapse

                            Re: achi kamybi achi mehnat aor rules ko follow karnay m hoti hay .

                            dear agr hum forex men kamyab ho na chahty hen to hum ko achi learning hasil krna ho ge achi leraning ky sath achi kamyabi milti hy aur hum jitna es men mehant kren gy aur es ky rules ko follow kren gy to hum ko es men mazeed he achi kamyabi mily ge aur hum achi earning kr sken gy to hmen kamyabi k liye mehnat krna ho ge
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: achi kamybi achi mehnat aor rules ko follow karnay m hoti hay .

                              ji han dear ap ny bt bilkul sahi kahe hai agar Ham mehnat Karenge To Hamen Yahan per Hamari mehnat ka phal zarur Milega isliye Jyada Se Jyada mehnat Karen jitni mehnat Karenge Itna Jyada bonus Milega aur iske sath Hamen rules ko follow karna chahie rules follow karna bahut zaruri hai agar Ham Yahan per rules follow Nahin Karte To Ham Yahan per Kamyab Nahin ho sakte

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X