aj kal market main survive karna bahut mushkil hae

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    aj kal market main survive karna bahut mushkil hae
    mujhe yad hae jab maine forex business main kam start kiya tha to market us waqt stable hote the hum asani se profit hasil kar lete the lakin aj kal coron ke waja se market unstable hae or is main hum jo bhe trade open karte hain hamare against chale jate hae to hamen cahiye ke hum is main mehat karen ache tarah se kam karen take hum is main kamayb ho saken q ke aj kal market main survive karna bahut mushkil hpo gaya hae
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: aj kal market main survive karna bahut mushkil hae

    Hamen market ki movement ko Samajh Ke market Mein kaam karna chahie Forex Kabhi Khatam na hone wala Achcha business hai Ham ismein 24 ghante Mein Se Kisi bhi waqt ka time table Banakar trading ya posting kar sakte hain Agar Ham kam karte hue Lalalc Karenge To Hamen sirf aur sirf nuksaan ho jaega is nuksan main market ka yah brokers ka koi Kasur Nahin hoga
    Last edited by ; 14-05-2020, 11:36 AM.
    • #3 Collapse

      Re: aj kal market main survive karna bahut mushkil hae

      I think yeah situation jo aap abhi Express kar rahe hain market ki yah 2 months before he lekin abhi Pichhle ek mahine se forex market bilkul apne friend ko follow kar rahi hai aur smooth smooth kar rahi hai abhi market Mein Koi flashcash Nahin ho rahe Koi gap Nahin a Rahe Koi big events Nahin a Rahe Ya market favourite Hai trading ke liye aggressive Jarur hai but market aapko turant main floor kar rahi hai aapko market ko review karna chahie aur apni is Jo khush fehmi hai usko clear Karen kay korona Virus ki vajah se jo market Mein Hona Tha vah ho gaya hai ab market bilkul smooth ho gai hai aur trend ko follow kar rahi hai
      • #4 Collapse

        Re: aj kal market main survive karna bahut mushkil hae

        hamain market main kam karny k liye is k rules ko mind main rakhna ho ga tab hi hum achi earning ho saky gi aur hamain is forum main part time main bi job kar k hi hum achi earning ho saky gi aur hamain market main part time main bi job kar k hi hum achy say perform karny m ain bi asani ho saky gi aur hamain is forum main kam kar k hi hum achy say earn ho skay gi
        • #5 Collapse

          Re: aj kal market main survive karna bahut mushkil hae

          hamy market ko achy sy samj kar kam karna chahe agar hum is main tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jay ga hamy loss hony ke har aik waja ko sahe karna chahey hamy kamyabe ky tools ko use kar ky kam karna chahey hum is main gar bath kar kam karty hain is main kam karny ky liey hamy office jany ke need nahe hote yai aik acha or bog karobar hain
          • #6 Collapse

            Re: aj kal market main survive karna bahut mushkil hae

            اصل پيغام ارسال کردہ از: sarfarazahmad پيغام ديکھيے
            mujhe yad hae jab maine forex business main kam start kiya tha to market us waqt stable hote the hum asani se profit hasil kar lete the lakin aj kal coron ke waja se market unstable hae or is main hum jo bhe trade open karte hain hamare against chale jate hae to hamen cahiye ke hum is main mehat karen ache tarah se kam karen take hum is main kamayb ho saken q ke aj kal market main survive karna bahut mushkil hpo gaya hae
            bilkul sahi kaha aapane aajkal market mein movements ajeeb tarah ki Ho Rahi hai isko Koi bhi mere khyal mein sahi tarike se samajh nahin Pa raha hai lekin jo log jyada experience rakhte hain aur usko halat ka knowledge hota hai to vah ismein bhi fayda utha lete hain aur is halat mein fayda uthana koi bhi mushkil Kam nahin hai lekin Agar Ham ismein kisi bhi pair ke friend ko follow Karen to Ham usse fayda utha sakte hain.
            • #7 Collapse

              Re: aj kal market main survive karna bahut mushkil hae

              g hn g ap ki ye baat bilkul thek hai k forex forum mein market crona se pehly sai way mein run karti thi lkn ab market stable nai hai jis vaja se hmein ab zayada focused rehny ki zaroorat hai q k mostly esa hota hai k hm trade jis direction mein lgaty hein market us k reverse move krna shuru ho jati hai jis vaja se hmein loss ho jata hai r profit milny k chances bahut km ho jaty hein isi leye focused reh k trade lgaein tb hi faida ho ga,..
              • #8 Collapse

                Re: aj kal market main survive karna bahut mushkil hae

                G bilkul apny thk kha q k covid ki wja sy Pori dünya surive Kr rhi hai .jis ki wja sy market par b bura aşar pat ha .ujkl hmy soch smj kar observe Kar k phr hmy kam trading krni chahay q k bht mushkl h survive krna so hmy in sub chezo Ka deyan rkhna paryga .
                • #9 Collapse

                  Re: aj kal market main survive karna bahut mushkil hae

                  Ji bilkul aapane theek hai aajkal market per survey karna bahut hi mushkil ho gaya hai kyunki karuna ki vajah se market Kafi disturb hai lekin yah hamare liye khush kismati ki baat hai ki market band nahin Hui mukammal taur per aur ham apna Kam islie kar rahe hain aur aur profit Hans kar rahe hain aur apne pracharya pure kar rahe hain isiliye aap market Ko mukammal taur per acche se analyse Karen sarve Karen Allah ke market disturb hai lekin aapko fir bhi yah profit de sakti hai agar aap is per soch samajh Kar kam karen to
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: aj kal market main survive karna bahut mushkil hae

                    doston aaj kal market Ki Surat Haal Kuchh Aisi ho gai hai ki kisi ko koi samajh Nahin A Rakhi market kis tarike se Mukt kar rahi hai Sath Sath Karuna Virus ki vajah se bhi Maut Ki machine kharab ho gaya to unko bhi samajh Nahin lag rahi hai tu aajkal market mein bahut Mushkil Ho Gaya understand karna chahie ki market mein kis tarike se kam kar sakte hain aur kis tarike se Ham Apne Ko batate Hue apne aap ko Kamyab Rakhe table banaa sakte hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X