Mistakes are our teachers

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Mistakes are our teachers

    Forex ma mistakes Har Bande Se Hoti rahti hain lekin jo log apni mistakes sy sikhate hain aur unko note karte hain aur dobara Aisi mistakes Nahin Karte To Aise log Forex Kendra Kamyab ho sakte hain. Forex ke andar mistakes Hamen bahut kuch sikhati Hain isliye hMain Apne mistakes ko note karna chahie Aur ine Ko ignore nahin karna chahie balki in per acchi Tarah focus Karke in mistakes ka solution nikal Kar Hi trade Lagane chahie.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Mistakes are our teachers

      No bikul ghlt kaha, teachers sb kuch btata nd guide b karah hain, mistkae hm student ke hti jo hm ni pochtay, kam sa baghta hain, mehnat ni krtah or blame teachers pe lgatah hai
      • #18 Collapse

        Re: Mistakes are our teachers

        Assa;am o Alaikum mistakes wohi hamari teachers hn jin se ham kch seekhty hn baqi agr mistakes py mistakes krty rehna h to us se loss hota h ar is ka koe faaida ni hamary liay hamari mistakes tb hi fruitful hn jb tk k ham is se lesson hasil krty hn agr mistakes se seekhna kch ni to is se behtar hai k ham fprex forum py apna waqt zaya na krain insan ki asli kamyabi apni ghalti se seekhny ma ha ar yahi hamara best teacher h
        • #19 Collapse

          Re: Mistakes are our teachers

          agar ap mistakes se lesson hasil karte hain to hi ap ko faida hota hai or jub tak ap apni mistakes ko note kar k lesson hasil nahi karo gey tub tak ap ko koi faida nahi ho ga is lye hamesha mehnat karte raho or acha kam karte raho or achi tarah se learning bi karte raho to ap ko faida hi faida hota rahe ga or ap bohat acha kam bi kar pay gey.
          • #20 Collapse

            Re: Mistakes are our teachers

            dear bilkul forex main hamri galtian he hamri teacher hoti hain kyon ky jab ham galti karty hain tu hamy forex main sekhny ky lea aik new knowledge ka pata chalta hai ju ham galt ki ho is lea jab bhi ap sya galti hoti hai tu us main search karain ky kis wajah say ap nay ki hai phir us ko thek karain aur again na hony dain jesy jesy ap galtion say sekhty jaty hain wesy he ap ky pas forex ka acha experience ata jata hai jis say ap success hoty jaty hain.
            • #21 Collapse

              Re: Mistakes are our teachers

              MISTAKES ARE OUR TEACHERS?
              MEMBERS ye bat bilkul thk khi gai hy k galtian hamain sabk sikhny ka moka deti hain agr ham mistakes na karain to hamin kabi b learning nhi ho sakti or hamri knowladge b increase nhi hoti jab ham mistakes krty hain to ham us mistakes ko sudharny k liye mehnat krty or sochty hain k nnext time ye mistake na ho tb hi ham kamyab bana shuru ho jaty hain mistakes hi hamain kamyabi ki tarf le jati hain mistakes hi nakami ki trf jo log sabk hasil krty hain wo kamyab ban jaty hain or jo log mistakes ko ignor krty hain wo apna loss krty hain
              (THANKS KR DIA KRO YAR)
              • #22 Collapse

                Re: Mistakes are our teachers

                Kehtay he na ki har nakami kamyaabi ki ek seerhi hoti hay or ye bhi suna ho ga k jo kaam kary ga ghalti bhi ussi say ho gi. To ap yaqeen kare mery dosto k jab tak hum ghalti nahi kre hum nakam nahi hu gay tab tak hume kamyabi ka theek say pata bhi nahi chaly ga or hum bilkul andhery me jee rahy hu gay or Q k agar kam kre gay to mistake to hu gi or unhi mistakes sy hum next seektay jae gay.
                • #23 Collapse

                  Re: Mistakes are our teachers

                  han g ap ny tk kaha h my ap ki baat sy agre karta ho hmy mistake ko samjna chahiy zada sy zada mhynat karni chahiy hm apni mistakes ko ignore kary gy to loss hta ray ga
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    Re: Mistakes are our teachers

                    Hamen market Mein mistak ko Khatam karna hoga piR hi Ham Kamyab Ho Sakenge Agar Ham Apne mistake ko Dur Karenge aur Agar teaching Nahin Karenge To Ham ismein Hamesha acchi kamyabi Hasil kar Sake ge Forex 1 online aur kabhi na khatm hone wala business hai jismein Hamen mehnat aur unke Sath work karna hoga tabhi Ham ismein acchi kamyabi Hasil kar sakte hain mehnat karne se hi kamyabi Hogi aur ham mistake per control karna hoga tab Hi Naam achha bonus again kar Sake ge

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X