USD kal strong hua thaa...!!!
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    USD kal strong hua thaa...!!!
    Assalamu Alaikum dear members main ummid karta hun aap sab khairiyat se Honge, dear cal USD ki news thi Aur usmein Agar aapane Dekha Ho to us strong Hua Hai Jiski vajah se market Nahin bahut jyada ab movement ki hai aur USD Ke gest Jo Bhi pair the Unki movement down hui hai aur Market Mein cal bahut jyada fast movement ki thi is Aisi news Ki Surat Mein Hamen trading Nahin Karni chahie Hamesha ke sath kam karna chahie Taki Hamen ismein fayda Ho saky.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: USD kal strong hua thaa...!!!

    Yes my brother you are right US dollar yesterday uptrend mein Gaya aur strong hua tha aur ab main samajhta hun to US dollar ek Bar fir se Don aane Wala Hai kyunki mujhe iski movement strong nahin lag Rahi aur mujhe aisa feel hota hai ki yah ek Bar FIR aaega but abhi hamen vate karna chahie aur New York session Dhaka mein Koi trade open nahin karni chahie kyunki news aaj session mein ek bar again big movement hogi
    • #3 Collapse

      Re: USD kal strong hua thaa...!!!

      US dollar per hamen najar rakhni chahie kyon kijiye hamare liye bahut hi kimti baat hoti hai kyunki US dollar ki vajah se market mein movement hoti hai aur agar Ham is per najar rakhenge to tabhi hamari trading thik ho sake gi aur agar Ham is per najar nahin rakhte Hain to hamari trading theek nahin ho sakti hai isliye hamen is per najar rakhni chahie tab hamari trading theek ho sakti hai Varna Ham kabhi ayi kamyab nahin ho sakte hain
      Last edited by ; 14-05-2020, 06:07 AM.
      SOME THING IS BETTER THEN NOTHING
      • #4 Collapse

        Re: USD kal strong hua thaa...!!!

        Ji bhai ap nay bahot nice information pass ki hay hamen new pay kam ni karna chaye aor agar karen to kam lot say kam karen kay agar profit na ho to loss kam say kam ho jakay recover able loss ho, agar ham fundamental analysis ko zehan men rakh kar kam karen to hamen zeada loss ni ho ga kayn kay pata ho ga kay falan day men news hay to pehlay sy he precaution lay leni chaye trade close karen ya phi hadge to loss kam ho ga
        • #5 Collapse

          Re: USD kal strong hua thaa...!!!

          ji pyare dost aapane bilkul theek farmaya aise hi hai US dollar shooot Kar Gaya tha uski moment kafi up rahi hai to hamen chahie kya and aane Wale dinon mein stage ko apni focus mein rakhen ki trade lagate wakat hamen usi hisab se apna loss ratio rakhna chahie jitna pyar kar sake jyada profit ke liye mein chahie ki taraf ka swarg aur market ko acchi Tarah se overview Karke UPS ups and downs ko dekh kar trade lagaen taki ham minimum loss mein jaen aur jyada se jyada profit ho
          • #6 Collapse

            Re: USD kal strong hua thaa...!!!

            G han dear ap ne theak kaha hai kal usd strong hua tha aur agar ham ne is market mein kam karna hai aur achi earning karni hai tu hamyn chahhiye k ham news ko bhi follow karyn aur jab koi currency strong ho tu ham us k related tamam pairs lo movement ko observe karyn aur apny analysis dobara karyn aur market ka trend check kar k trade lagayn
            • #7 Collapse

              Re: USD kal strong hua thaa...!!!

              G han kal meny bhi Usd index ko watch kia kal Usd kafi strong hua aur market mein kafi pairs fsst movement kr rhy thy jitny major currency pairs thy un mein bht achi movement hvi aur achi entries bhi kafi ziada thien tu hum jb bhi koi trade open kreun tu pehly Usd index pe zaror dekhna chahiye kionkeh is se trade easily kisi aik direction mein open ki ja sakti hai.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: USD kal strong hua thaa...!!!

                kal ki bate choro or aj ki bat karo so agar aj koi usd par trading karta hai to us ko chahiye k wo achi tarah se uds ki market ko analysis kar ley ta k wo achi tarah se kam kar sake or agar ap bi aj usd par ya phir kisi bi or market me trading karna chahte hain to ap ko bi chahiye k ap achi tarah se analysis kare or phir us k bad hi kam kre tub hi ap achi trading kar pay gey.

                اب آن لائن

                Working...
                X