Fundamental aur technical analysiss ko priority dain...!!!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Fundamental aur technical analysiss ko priority dain...!!!
    Bhai logon aapko Mera Suraj Hai ki aap technical analysis aur fundamental analysis donon ko taji Den agar aap sirf technical analysis was Jaenge to Is Tarah aapki trade acchi Nahin Banegi aur aapko fundamental analysis ka knowledge na hone ki vajah se trade Mein loss ho sakta hai at the same point aapko technical analysis ke sath fundamental analysis dekhna hota hai aur fundamental analysis ke sath sath technical analysis ko bhi follow karna hota hai Kyunki technical analysis aapko ek breaking point bata sakte hain aur fundamental analysis aapko market ki direction bata sakte hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Fundamental aur technical analysiss ko priority dain...!!!

    Ji apki bat best hay agar ham ye do types kay analysis karen to, forex men acha profit lena mumkin ho sakta hay agar ham aisay he trade open karen yani kay with out best analysis to profit kay chance 50 50 ho jaty hen islye trade ko soch smjh kar trade karen jab he faida ho sakta hay aor hamen fully mehnat karni chaye takay achay traders banen,
    • #3 Collapse

      Re: Fundamental aur technical analysiss ko priority dain...!!!

      hamen chahie ke ped lagane se pahle fundamentals aur technical analysis ko acchi Tarah se ek dafa view kraine in 2 chijon ko bass banakar agar ham Apne trade lagaenge to yatin hamen vahan se Acha profit milega aur ham log se bhi ban sakte hain koshish karen jab bhi ham trade lagaen usse pahle fundamentals technical analysis corporate basis per study Karen incorporated basis per time de taki main yahan per jyada se jyada profit mil sake aur kam se kam loss bardasht karna pade
      • #4 Collapse

        Re: Fundamental aur technical analysiss ko priority dain...!!!

        Forex trading do kiski Hoti Hai Ek fundamental hoti hai dusri technical Hoti Hai fundamental Mein Ham news production ko check karte hain Iske.aur technical Mein Ham analyses aur tool ka use karte hain most log technical trading krte hn.
        • #5 Collapse

          Re: Fundamental aur technical analysiss ko priority dain...!!!

          Dear brother aapane bilkul sahi kaha hai Forex trading Mein kam karne ke liye sabse pahle aapke pass knowledge Ka Hona bahut Jaruri hota hai agar aap market Mein kam karte hain to aapko train Lagane ke liye technical analysis aur fundamental analysis ke bare mein pata Hona chahie tabhi aap usmein trade open kar sakte hain Kyunki technical analysis bahut jyada Jaruri hote hain trade open karne ke liye aur fundamental analysis ke sath aapko market ke bare mein bhi Pata Hona Jaruri Hota Hai.
          Last edited by ; 14-05-2020, 05:57 AM.
          • #6 Collapse

            Re: Fundamental aur technical analysiss ko priority dain...!!!

            G haan.dosto apne sahibkaha hai keh forex me ham bunyadi takeniki ke tazeye ko trjee de jise ham forex,tradingvki pori informations hoske dera friends forex me bunyadi takneeki takzya ko samjhne ke ham achi threads lagain jise hame knowledge ahr experience hasil hoske
            • #7 Collapse

              Re: Fundamental aur technical analysiss ko priority dain...!!!

              Yes dear agar forex market mein kam kar k profit earning karni ha tu hamyn apny analysis par focus karna hoga kyun k jitny bhi achy trader hain un k technical aur fundmental analysis achy hoty hain aur hamyn bhi chahye k ham apny analysis ko strong bana k trading karyn tu hamyn faida hoga
              • #8 Collapse

                Re: Fundamental aur technical analysiss ko priority dain...!!!

                jab bhi Ham Koi trade open karen to usse pahle hamen koshish karni chahie ki market ko acche se analyse Karen market ko analyse Ham do tariko se kar sakte hain ek market ka technical analysis hota hai jismein Ham usko follow karte hain yah candlestick patterns ko follow karte hain aur dusra hota hai fundamental jismein Ham different countries ke halat ko dekhte hain aur yah koshish karte Hain ki hamen pata chale uski currency lo hone wali hai ya uski currency ab jaane wali hai agar Ham fundamental and technical donon analysis karke trade open karenge to yakin hamari trade bahut jyada profit mein ja sake gi
                • #9 Collapse

                  Re: Fundamental aur technical analysiss ko priority dain...!!!

                  Jo log market ke fundamental aur technical analysis ko priority Dete Hain aur aur Sahi tarike se analysis ka experience Hasil karte hain vah Hamesha 1 exact point se inter aur exit hote hain aur Unka Hamesha ka profit unke nuksan Se Jyada hota hai aur Unki account management bhi Ho Jaati Hai Aur Yahi log successful Hote Hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Fundamental aur technical analysiss ko priority dain...!!!

                    Agar fundamental ko aap Salon Karke Jahan per kam Karenge acche se analysis Karenge to bhi aapko accha Sa fayda Hoga Achcha Pradarshan karne ke liye Har Koi koshish Karta Hai Achcha Naam Pata karta hai jo bhi Din Raat Ek Kar Ke Jahan per kamyabi ke liye fundamental ko use Karke Yahan per kam Karta Hai unko milati hai isliye koshish acchi Hogi to kamyabi acchi Hogi isliye Hamesha hi mehnat koshish acche concert experience ine Sabko milakar Ham Jab Forex message posting Karenge to Hamari quality bahut acchi Hogi
                    • #11 Collapse

                      Re: Fundamental aur technical analysiss ko priority dain...!!!

                      gee han dear app nain theek kaha hai hamain forex main trading say pahly market ko analysis kar kay pher he kam karna ho ga pher he hum is main kamyab hongay forex aik best online business hai forex main acha profit tab he hasil hota hai jab hum forex main technical analysis or fundamental analysis kar kay pher he hum forex main trad karty hain pher he hum is main kamyab hoty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Fundamental aur technical analysiss ko priority dain...!!!

                        G haan.dosto apne sahibkaha hai keh forex me ham bunyadi takeniki ke tazeye ko trjee de jise ham forex,tradingvki pori informations hoske dera friends forex me bunyadi takneeki takzya ko samjhne ke ham achi threads lagain jise hame knowledge ahr experience hasil hoske
                        • #13 Collapse

                          Re: Fundamental aur technical analysiss ko priority dain...!!!

                          Dear member forex trade main do trah ki analysis hoti hain ak fundamental analysis or dosri jo ha wo ha technical analysis .in analysis ki madad say ham apni trade ko bahtreen or kamyab bana saktay hain lakin baz member's kia kraty hain keh wo sirf fundamental analysis kartay hain or technical analysis ko bikl ignore kar ditay hain jissay nuqsan ye hota ha leh market ki situations ko sahi say nahi smja ja sakta or result hamray loss ki surat main nikalta ha tu islaiy zarori ha keh ham dono analysis ko use karain
                          • #14 Collapse

                            Re: Fundamental aur technical analysiss ko priority dain...!!!

                            technical analysis or fundamental analysis karna ap par hi depend hota hai or ap ko chahiye hota hai k ap in sub analysis ko step by step achi tarah se learn kare tub hi ap ek ache trader sabit ho pay gey or phir ap bohat achi tarah se trading bi kar pay gey is liye ap ko chahiye hota hai k ap acha kam karte rahe or apni learning ko bi strong karte rahe.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Fundamental aur technical analysiss ko priority dain...!!!

                              Forex mein achi trding ke liye trading se pahle market ka analysis hamare liye bahut hi zaruri hai jisse forex main ham achi trading kar sakte hain isliye Forex trading mein hamen market ko trading se pahle achi tarah analyse karna chahie aur Forex trading mein hamen koshish karni chahie ki ham market ka fundamental aur technical analysis Karen aur zyada se zyada market mein apna time invest Karen jisse Forex mein hamen achi information aur acha knowledge hasil hoga aur Forex mein hum achi information aur ache knowledge se achi trading kar sakte hain aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur Forex main hamen koshish karni chahie ki Forex trading money management ke sath Karen kyunki forex mein achi kamyabi hasil karne ke liye money management bahut hi zaruri hai aur is tarah Forex main hum loss se bhi bach sakte hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X