forex trding mn nakmi q hoti h..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: forex trding mn nakmi q hoti h..

    forex treading my jo log nakam hty hy na un ki asal vaja ya hti ha k vo lalch ki niyat ki vja sy kam karty hy un my sabar ni hta h tukky k st jald bazi my tread laga daty hy isi vja sy nakami hti ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: forex trding mn nakmi q hoti h..

      Skills or knowledge ka na hona business ke andar aapke liye nakami ki wja bnta hy. Skills aur knowledge guidelines hai vo teachers hai jo aapko aapke business ke andar achcha profit hasil karne mein help karti hai aapke future ko ek achcha aur kamyab future banane mein help karti Hain kisi bhi business ke andar agar skills and knowledge nahin milati to vah business kuchh time ke liye to run kar sakta hai lekin vah long-term ke liye fayda nahin de sakta forex be same waisa hi hai agar aap iske andar knowledge aur skills ka istemal karte Hain to kamyab Ho jaate Hain
      • #18 Collapse

        Re: forex trding mn nakmi q hoti h..

        Stock marketing Mein Na Kami Ki Sabse Badi vajah yah hai ki ham log Apne emotions ko control nahin kar paate ya FIR apni account management nahin kar paate Ek Aur Badi vajah yah hai ki ham log market analysis acche tarike se nahin karte Agar Ham ine chijon Ko cover karen to Fir yah Hamen profit Denge
        • #19 Collapse

          Re: forex trding mn nakmi q hoti h..

          Dosto forex trading me nakami hame is waja se hoskti hai ke ham lalach ke sath worknkrte hai agr ham lalach ke bagair bhi kam krne ke bawjod bhi hame loss hota hai tu ham apne aur knowledge ko forex forum ki madad se increase kren jise ham pta chl sake ke trads kis trah ki jati hai dears friends jab ham experience aur knowledge ke sath trads lagte hn ya market ko movement ke mutabiq kam krte hai tu ham profitt hi hasill hota hai ,forex me kamiyabi kelye knowledge aur experience ka hona lazmi hai jise ham earningbkr sakte hain
          • #20 Collapse

            Re: forex trding mn nakmi q hoti h..

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Ijaz Tashna پيغام ديکھيے
            aslamoalekum dear forex members Pakistan forex forum ik asa business h jis mn bht sy log kam kr rhy hn .khuch log is sy achi earning kr rhy hn ar khuch log nakam ho jaty hn.dear mery khyal mn Pakistan forex forum pr nakmmi ki barri waja knowledge ar experience ka na hona h.is liy gr hum forex sy achi earning krna chty hn to hmyn chy k hum apna knowledge ar experience increase kren
            Forex trading Mein nakam hone ki bahut sari bajwat hoti hai agar Ham Forex Varna kam hote hain to Uske Piche Koi reason hoga Forex Mein jyadatar log Mahina kam Hote Hain Jo acchi Lagan ke sath Kam Nahin Karte Aur frax Ko Jyada time nahin dete.
            • #21 Collapse

              Re: forex trding mn nakmi q hoti h..

              Bilkul knowledge and experience kam jo ga to trading me nakam ho jain hy Forex aik aesa online business hay jis main ham jitna ziyada knowledge gain karain gay jitni ziyada mehnat kar k learning karain gay and practice kar k practical knowledge gain karain gay hamen utna hi faida ho ga utni hi ziyada hamari earning ho gi and ham kamyaab trader ban jain gay forex market main trading karnay k liay hamen bohat ziyda mehant ki zrurt hoti hay agar ham hardwork k bagher shortcut say kamyabi hasil krna chahtay hen es online market me to yeh hamri bhol hay k ham kamybi hasil kar saken gay bal k me to yeh kahon ga k ham apna sab kuch luta dain gay kamyaab nai hon gy es trha hmen mehnt ki zrurt hy kamyabi k liay and manfa kamany k liay
              • #22 Collapse

                Re: forex trding mn nakmi q hoti h..

                G han app nay bahut achy bat kahy hy keh hamen forex men nakami sirf as lia hoty hy keh hum forex men bahut himat kay sath kam nahin karty hain as lia hamen forex men bahut himat kay sath kam karna chaheya as lia hamen forex men bahut dil lagy kay sath kam karna chaheya ur hum as menbahut dil lagy kay sath kam kar sakty hain
                • #23 Collapse

                  Re: forex trding mn nakmi q hoti h..

                  forex trading may nahkami ki sab say bari waja lalch hay ur knowledge ka kam hona hay ku ko hum bara profit kamay k lia bari trade laga dayty han jo k bad may loss ka bais banti hay ur hamri nakami ki tarf pahla qadam sabat hoti hay is lia sab say zaroori hay k hum knowledge ur exprience k sath hi trade karyn ur lalach na karyn.
                  • #24 Collapse

                    Re: forex trding mn nakmi q hoti h..

                    Forex trading mein Jab Ham risky trade lete Hain to Hamen nuksan hota hai per accident mein abhi money management se kam karna chahie jyada risky train nahin leni chahie thoda thoda karke Agar per accepting mein karne ki koshish Karenge to achcha fayda cancel kar sakenge Forex trading ek achcha profit wala business hai Hamen ismein Dil lagakar kam karna chahie tha ki Ham isase achcha fayda sal kar sakeForex trading mein Hamen money management se kam karna chahie aur hamare pass Jo balance hai apne balance chemical profit ratio rakhen.
                    • #25 Collapse

                      Re: forex trding mn nakmi q hoti h..

                      my jaan trading Macy liye Na Kami hoti hai kya mis Mein Kabhi Bhi Jyada profit Le Le paate aur humko chahie kam ismein Jyada Se Jyada mehnat Karke ismein kam karega usmein Jyada mehnat karte Hain To ham ismein aur phir bhi le payenge Jo log se chitra kamyabi hasil karna chahte hain vah ismein Karen
                      • #26 Collapse

                        Re: forex trding mn nakmi q hoti h..

                        g hn g ap ki ye baat bilkul theek hai k forex forum mein bahut se loog kaam kr rae hein jin mein se bahut se members sabr se kaam nai lety apni mehnat ko consistant nai rehty r learning gain nai krna chahty to esy loog forex mein jaldi nakaam ho jaty hein,..
                        • #27 Collapse

                          Re: forex trding mn nakmi q hoti h..

                          yes dear wesy to trading men loss aur profit hota q.k loss aur profit ye ahm hissa hy agr apko forex trading men nkami hoti hy to apko es men ziyadh time na deny aur mehnat aur lgn ky sath kam na krny ki wjah sy hota hy apko chahye k apko agr es men kamyabi hasil krni hy to apko es men ziyadh sy ziyadh time dena hoga tb he apko es men nkami sy bch skty hen
                          • #28 Collapse

                            Re: forex trding mn nakmi q hoti h..

                            Assalamu Alaikum
                            Kisi b kam ko karnay Kay lia mushkil at to ati hi hain aur forex naye anay walay members Kay lia new hai to mistakes b possible hai kamiyabi kay pechy nakami ka safar to hota hai AGR him apni knowledge aur island karain to bhot jldi WO waqt door nahi jab ap kamiyab trader ban Kay niklain gy
                            Thanks
                            • #29 Collapse

                              Re: forex trding mn nakmi q hoti h..

                              Forex ma nakami ki Bahut Si reason Se Hoti Hai, lekin Sabse Badi vajah yah hai ki Ham Iske andar learning Nahin karte. Jab Ham Forex ko karne se pahle isko learn kar lete hain aur mehnat Karke aur hardworking Karke Apne senior ke sath attach rahakar trade Karte Hain To Ham Forex ko Sikh Jaate Hain aur proper earning start kar dete Hain. Isliye Forex ma lalach Nahin Karni chahie Aur mehnat Ke Sath kam karna chahie.tab ja kr hum kamyab ho skty hen.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: forex trding mn nakmi q hoti h..

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: Ijaz Tashna پيغام ديکھيے
                                aslamoalekum dear forex members Pakistan forex forum ik asa business h jis mn bht sy log kam kr rhy hn .khuch log is sy achi earning kr rhy hn ar khuch log nakam ho jaty hn.dear mery khyal mn Pakistan forex forum pr nakmmi ki barri waja knowledge ar experience ka na hona h.is liy gr hum forex sy achi earning krna chty hn to hmyn chy k hum apna knowledge ar experience increase kren
                                Ji ha Mai dear Forex member aapki baat bilkul theek hai Forex trading Mein Na Kami Ki Sabse Badi Baja Forex trading se related Achcha experience aur knowledge Ka Na hona hai Agar Hamen Forex trading ke Business mein kamyabi Hasil karni hai To Hamen sabse pahle Forex trading market ka Achcha experience aur knowledge Jarur Hasil karna chahie Iske bagair Ham forex market Mein acchi trading Nahin kar Sakte

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X