Dosron k sath market analysis share karen.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Dosron k sath market analysis share karen.

    Dear friend agr hamry pas acha experience aur knowledge hy market mn hamry analysis hy tu hum ko Pak forex forum mn apni thread ky zarye apny analysis Share Karny cahiye Kiun ky agr hum Pak forex forum mn achi information wala Kam Karen gy tu hum ko bonus bhi acha hi Mily ga forex trading bahut hi dangerous business hy jis mn bahut risk lena parta hy agr hum market ki movement ko samjh sakty hain tu hum ko apny analysis Share Karny cahiye taky kisi ki help bhi ho jay aur Mambar sy acha response bhi mil jay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Dosron k sath market analysis share karen.

      Jee han huney new members juniors ki help kerni unhe proper guide kerna chaiye hay. Forex trading me humarey pass jo achi baat ho jo achi strategies hoon or bhi jo bhetar methods hoon unhe share karna chaiye hay takey juniors ki guidence hosakey. Magar yad rakhein ke junior member seniors ki strategies ko indicators ko analyzing and trading plans ko same to same apply kerne se bhetar hay usey learn karein usey samjhein q ke aisa lazmi nai ke jo logic ya stretegy seniors ko profit deti hay wo apko bhi dey. Q stretegy senior ki hay mind naj bhetar hay khud bhi learning karein or chezoom ko samjhana shuru karein.
      # Wants Successful Trader & Also Wants Empower Other.
      • #18 Collapse

        Re: Dosron k sath market analysis share karen.

        Ji bilkul ager ap apne analysis dosroon ke sath share karaen tu ap es tarha dosroon ke help ker bhi sakte ho aur dosroon se help le bhi sakte ho. Misal ke tor pe ager ap forum pe apna analysis share kerte haen tu Forum pe Jo new traders hoon ge un ko knowledge mil jaye ga aur Jo experts hoon ge wo a ap ki ghalti ap ko bata sakte haen.
        • #19 Collapse

          Re: Dosron k sath market analysis share karen.

          ji haan apny sahi kaha hai k hamain dosroon k sath apny analyses share karny cahaiye agar haam analyses share karain gy tu hamin kafi acha repose bhi mily ga agar kisi ka koi issue ya koi kuch batana cahye ga tu us main bhi hamain kafi achi learning mil jaye gi,
          • #20 Collapse

            Re: Dosron k sath market analysis share karen.

            G han Anylsis Markeet ka Share karein Tu Hi aasani Se Accha Sa fayda Pakistan forex Mn De kar good learning ay gi acha sa trading ho gi acha sa Profite asaani se acchi kamyabi Pakistan Forex Mein asaani SY Hi Hasil ho ga Forex Mein Hamesha Dil lagakar kam Kya Karen Ham Jitna Jyada Dil lagakar kam Karenge Hamen kamyabi aasani se Milegi isliye acchi kocchi Se Achcha Sa Naam Pata karen to yah aapko Achcha Sa fayda Hoga Achcha fayda ke liye Khoob mehnat Karen nahin aati acchi kamyabi hai
            • #21 Collapse

              Re: Dosron k sath market analysis share karen.

              Mere Khyal se apne analyses dusre doston ko bhi share karne chahie Taki unko bhi fayda ho Kuchh log sirf Khud to Kamyab Ho Jaate hain lekin dusron ko vah Kuchh Nahin batate Aise Logon ki kamyabi ka bhi koi fayda nahin hai agar aap Kamyab Hai To dusron ko bhi Kamyab Karen
              • #22 Collapse

                Re: Dosron k sath market analysis share karen.

                Ji han bilkul Hamen dusron ke sath market ki analysis share Karni chahie aur Agar Ham Ek dusre ke sath Apne market analysis share karte rahen chaiya To Hamen in Mein donon chijon ka fayda Hoga Uska Bhi knowledge mein izafa Hoga aur Hamare Bina knowledge per Hoga aur kahin na kahin Koi Galti Hogi To Ham aur per Kabu Pa Lenge
                • #23 Collapse

                  Re: Dosron k sath market analysis share karen.

                  kuchh new members hote hain jinko market ko analyse karna nahin aata agar Ham jo bhi analyse karenge unko dusre logon ki share karte rahenge yah Jo log new hote hain unke saath apne analysis share karenge to unhen bhi marketing ka accha knowledge or experience game hota rahega Jahan se vah bhi achcha profit and kar sakenge aur hamare analysis se vah bhi fayda utha sakenge
                  • #24 Collapse

                    Re: Dosron k sath market analysis share karen.

                    Kuchh log trading Mein skillful hote hain UN Logon ki moral responsibility hai ki vah junior members ke sath Apne market analysis ke methods aur trading skills ko share Karen Taki junior member bhi unke skills ko adopt kar Saken aur use tarike se market ka analysis kar sake aur ek accha profit achieve kar sake
                    • #25 Collapse

                      Re: Dosron k sath market analysis share karen.

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Ladla Niazi پيغام ديکھيے
                      Is Forum mein bahut se new traders bhi maujud hain jinko abhi trading ke bare mein jyada mehnat Nahin Hai Tu Meri Tamam senior traders se request hai ki aapke pass jo bhi trading strategies aur analysis Ho vah is Forum Mein Jarur share Karen Taki jitne bhi new traders Hai Unki guidance ho sake aur unko acchi trading information mil sake aur uski Mata Betwa Pani trading strategies ko adjust karte hue acchi earning kar Saken.
                      Ji han my dear for ex member aapane bahut acchi baat ki hai agar Kisi Ko market analyse karna Aati Hai To unko chahie ke vo log apni market ke analyse ko Apne dusre members ke sath bhi Jarur share Karen Taki vah log bhi forex market Mein acchi trading Karke acchi earning hassil kar Saken senior members ko Apne junior members ki help Jarur Karni chahie aur unke Sath Apna experience aur knowledge Jarur share karna chahie
                      • #26 Collapse

                        Re: Dosron k sath market analysis share karen.

                        Han g ao sahi kah rahy hain k hamain forex trading market Mao analysis kr k aik dosray k sath signal share krna chahay hamain forex trading main lalach nahi krny chahy q k lalach krnays y hamain loss hota hy hamain forex trading main sabr sy kam Ken chahay q k sabr ka phal metha hota hy
                        • #27 Collapse

                          Re: Dosron k sath market analysis share karen.

                          Hamen market ke andar analysis Karke Apne seniors ke sath share karna chahie aur Unse guideline Lekar hi trade Lagane chahie. Jab Ham Apne analysis dusron ke sath share Karenge to hamare experience Mein Insaaf Hoga aur Hamara knowledge mein bhi izafa Hoga Is Tarah dusre log hamen bhi guide Karenge aur ham expert trader Ban jaenge. Isliye Hamen market ko analyse karna chahie aur analysis ko share bhi karna chahie . Esy krny sy hm acha profit kama skty hen.
                          • #28 Collapse

                            Re: Dosron k sath market analysis share karen.

                            yes dear your right humhain chahaiye k hum dosreo k sath hard work kare pr apne analysis dosro k sath share kare jitna hum achi analysis share karte hain tu hum kamyab ho jate han humhain apne kaaam ko best karna hoga humhain chahiye k hum hard work kare k analysis ko learn kare analysis ko agar ziyda time diya jata hain tu achi learning b hasil ho jati hain dosro k sath achi infomation share karna hoga tab he kamyabi mile gi
                            ​Sadaf Khan
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #29 Collapse

                              Re: Dosron k sath market analysis share karen.

                              Assalam o Alikum,

                              Agr hmein market ya traif G sa related koi aci information ya experience milta h to usy hmein apny dil ma e nai rkna cheaye bulky dosryon k sat lazmi share krna cheaye r es sa hmein dosryon sa thanks b pir zyada milty hein.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X