forex aik wasee business hain ham is main apny dostoo ko motivate kar sakty hain hamy is main acha or alla qualites ka kam karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kr skaty hain ham is main day main trading kar sakty hain or ham is main apni mrzi sy night main be kam kar sakty hain yai kabe be band na hony wala aik real business hain is main hamara koi boss nahi hota
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим