Forex main Mehnat Kar K kamyabi Hasil Ki Ja Sakti Hy?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex main Mehnat Kar K kamyabi Hasil Ki Ja Sakti Hy?
    Assalam o alaikum!
    Hoping you all wll be fine
    Dosto kam Koi Bhi Hu mehnat bahut Zroori Hy mehnat kar K Kuch Bhi hasil Kiya Ja sakta Hy isi trah Forex main Jo Loog Seriously km karty Hyn Or Mehnat sy Kam Lety Hyn to woh yaqeenan Kaamyab Hu jaty Hyn.
    Meri ap sab Logon sy yhi Guzarish Hy Keh tamam Ahbab Mehnat Or lagan s uh Kam Karein
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex main Mehnat Kar K kamyabi Hasil Ki Ja Sakti Hy?

    Market Mein mehnat karne wala Banda hi Kamyab hota hai Kamyab hone ke liye hamen bhi mehnat se aur Lagan se kaam karna chahie forex business Pakistan mein famous aur legal Ban chuka hai Ham Apna professional career bhi banaa sakte hain Agar Ham ismein greedy Bankar kam Karenge To Hamara account Band Ho Jaega Hamen analysis ko aur indicators ko istemal karna hoga
    ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
    • #3 Collapse

      Re: Forex main Mehnat Kar K kamyabi Hasil Ki Ja Sakti Hy?

      forex trading mein mehnat karke kamyabi hasil ki ja sakti hai lekin agar aapane forex trading mein shortcut ke bare mein socho aur achcha tracter na bane to aapko kuchh bhi nahin Mil saktaforex trading made a birthday aapka knowledge group hoga aapka confidence bhi achcha hoga lekin agar aapane jawab kar diya to aap ke liye itna to karna sakte hain kamyabi ke liye lajmi hai ki aap din raat mehnat Karen aur kamyabi ke liye aapka sabse jyada mehnat karna aur kamyabi ke liye apne aap ko time dena hai tab jakar forest mein kamyab aur Ban sakte hain,
      • #4 Collapse

        Re: Forex main Mehnat Kar K kamyabi Hasil Ki Ja Sakti Hy?

        Forex Trading me Mehnat Kar K kamyabi Hasil Ki Ja Sakti Hy. Is me to koi shak nahi hai k. Mehnat ka phal har jagah meeta hota hai lekin forex me is ka maza hi kuch aur hota hai. Forex trading me mehnat aur lagan hi se ham bohut sari kamyabi hasil kar sakte hen. Mehnat hi k zarye se hum agay bhar sakte hen. Forex trading me risk bohut zyada hone ki waja se ye bohut tough karobar ban jata hai. Q k agar hamare pas is k bare me information na ho to hum nuqsan utha sakte hen.
        • #5 Collapse

          Re: Forex main Mehnat Kar K kamyabi Hasil Ki Ja Sakti Hy?

          forum main anlayse kar k hi trade karni ho gi aur kamyba tradr bany say pahhly is k rulees ko mind main rakhna ho ga tab hi hum achy say trade karny main bi asnai ho saky gi aur hamain market main bi enter hony say pahly is k bary main planing karni ho gi tab hi hum achy say trade karni ho gi aur forum main kisi bi waq trade kar k h hum loss sya bach sakty hain ta k earn ho
          • #6 Collapse

            Re: Forex main Mehnat Kar K kamyabi Hasil Ki Ja Sakti Hy?

            g han forex min kamyaabi mhenat kar ka hasil ki jaty hy hamin forex min os ka rules ko follow kar ka hum to achi kamyabai ko haial kar sakty hain hum feex min apna daily ka kaam karty hoy bahit ziyada serious ho ka kaam kairn to achi tarha hum apny kaam ki limit ko asaani ka sath poora kar saky hain aur is ka sath hum acha knowledge aur experience bhi haial kar sakty hain.
            • #7 Collapse

              Re: Forex main Mehnat Kar K kamyabi Hasil Ki Ja Sakti Hy?

              Dear main ap ki bat sy agree ekrta hun waiq agr hm log shai kam kerty hy tu lamzi hm logo ko asani ky stah kamaybi milti hy peer gar shai kam nahi karty hy tu main kehat hun ky hm log is main los s kerty hy wesy agr forex ki bat ki jay gi tu bahut hiasnai ky stah yi bat ki ja skati hy ky agr hm log shai kisma ki tarde tabhi kar skaty hy jab hm log learn kerty hy wesy agr nahi karty hy tu kamybi nahi mill skati hy.
              • #8 Collapse

                Re: Forex main Mehnat Kar K kamyabi Hasil Ki Ja Sakti Hy?

                hamy forex ko achy sy samaj kar is ky rules ko follow kar ky is main mehnat sy kam karna chahey pher hi ham success gain kar sakty hain or acha pasia kama sakty hai yai aik asa business hain jis main usa or china o r new yourk jesy bary bary muamlik smail hain or yai pakistan main be aik legal business ban cuka hain is main hamara koi be boss nahi hota hain
                • #9 Collapse

                  Re: Forex main Mehnat Kar K kamyabi Hasil Ki Ja Sakti Hy?

                  dear g han waqay main ap nay acha swal kia hay agr ham forex main anay k bad maina pnay kam ko last tak hard work k sat karty rahnay ki try kia karein gye to bad main ja kr k zaroor ham kamyb ho sakta hein s is main ham ko chye ho g k ha ismain achay say acha kam ko kr k he khud ko forex main improve karty ranay i try kia karein .
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex main Mehnat Kar K kamyabi Hasil Ki Ja Sakti Hy?

                    yes dear thek kaha hain apne forex trading main agar kaaam kiya jata hain tu kamyabi mitli hain agar kaam main hard work kiya jy tu kamyabi mitli hain Seriously forex trading main agar hum 1 bar achi tara pratice kar lete hain or 1 he baar forex trading main mehant k sath learning kar lete hain tu hum life time and long time forex trading main kamyabi hasil kar skte hain and kmayab ho skte hain humhain chahaiye k hum mehant kare hard work kare forex ko time de forex trading main learning kare forex main apne knowladge ko incress kare tab he hum kamyabi hasil kare gy and kamyab ho jygy
                    ​Sadaf Khan

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X