Mehnat Se Mushkilaat Khatam Ho Jati Hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mehnat Se Mushkilaat Khatam Ho Jati Hain
    Aslam O Alakum
    Dear forex members hamain forex business main mehnat karni chahye jab ham mehnat karte hain to hamari mushkilaat asan ho jati hai jab ham acha kaam karte hain to hamain acha kaam karne ka moqa milta hai our ham mehnat ke ke bhot zyada age ja sakte hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mehnat Se Mushkilaat Khatam Ho Jati Hain

    Agar Ham mehnat Karenge To Hamen kamyabi mil Jayegi Forex Ek Achcha business hai Hamen ismein Kamyab hone ke liye Apne emotions ko Kabu Mein Rakhna Hoga FIR Kabhi Khatam na hone wale business hai Ham Apna professional career bhi bana sakte hain Ham IS MAI LALACH Karke kam Karenge To Hamen sirf aur sirf nuksan ho jayega
    ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
    • #3 Collapse

      Re: Mehnat Se Mushkilaat Khatam Ho Jati Hain

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Kamran3536 پيغام ديکھيے
      Aslam O Alakum
      Dear forex members hamain forex business main mehnat karni chahye jab ham mehnat karte hain to hamari mushkilaat asan ho jati hai jab ham acha kaam karte hain to hamain acha kaam karne ka moqa milta hai our ham mehnat ke ke bhot zyada age ja sakte hain.
      Forex ke upar ab Jitna kam Karenge Inshallah aapka Aastha Aastha musibati aur tension khatm Ho Jaenge aur Mushkil aadami khatm Ho Jaenge lekin ine sab se bachne ke liye aapko knowledge bhi Hasil karna hai learning Mein Rahana Hai Jitna Jyada learn kar sakte hain learning Karen FIR aap Dekhe Inshallah ke aap Kitna Jyada Kamyab hote hain isliye agar aap Chahte Hain ki aap Mushkil se bacche to uska Ladka Hua Hai Bhala karne wali chahie
      • #4 Collapse

        Re: Mehnat Se Mushkilaat Khatam Ho Jati Hain

        dear g han ap nay achi bat ko share kia hay agar waqay main ham apnay kam ko hard work k sat karty rahnay ki ry kia karein gye to bad main ja kr k ham ko kamybi mil sakti hay is main ham ko achay say acha kam ko last tak kartay rahna ho g is main ham ko chye ho g k ham is main apnay kam ko last tak bes say best method k sat karty raha karein .
        • #5 Collapse

          Re: Mehnat Se Mushkilaat Khatam Ho Jati Hain

          g han dear forex jaisy business min kamyaab hona bahut mushkil hy magr hum foex min ziyada sy ziyada any waly mushkilat ki asani ka stah kahatam kar sakty hain os ka lia hamin forex minziyada sy ziyada mhenat karni cahye hum jitna ziyada mgenat karin gy otna hi hum forex min achy sy rules ko follow kar ka kaam kairn to hum acha knowledge hasil kar sakty hain aur asani ka sath kamyaab ho sakty hain..
          • #6 Collapse

            Re: Mehnat Se Mushkilaat Khatam Ho Jati Hain

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Kamran3536 پيغام ديکھيے
            Aslam O Alakum
            Dear forex members hamain forex business main mehnat karni chahye jab ham mehnat karte hain to hamari mushkilaat asan ho jati hai jab ham acha kaam karte hain to hamain acha kaam karne ka moqa milta hai our ham mehnat ke ke bhot zyada age ja sakte hain.
            G bilkul esa hi hai, insaan mehnat kar k paisa kamata hai apni liefe luxury banata hai or wohi mhenat apko ek bara or ek namwar admi banany mai madad deti hai, esi lie apko chaheye k ager ap chahaty hai k apki life mushkilat say free guzray or ek pur sakoon life hu ap ki to apko ajse nahi bul k abhi say mehnat start kardeni chaheye, ager ap aj dill laga kar mehnat karugay or ek target set kar k usko achieve karnay ki koshish karugay to ek ek kar k ap k target achieve hote jaingay or ap success ki taraf berehtay jaingay.
            • #7 Collapse

              Re: Mehnat Se Mushkilaat Khatam Ho Jati Hain

              G han dear apne suna hoga k mehnat kamyabi ki kunji hai tu duniya mein wohi log har kam mein kamyab hoty hain jo mehnat karty hain tu dear forum friends forex trading mein bhi jitni zayada mehnat karyn gy tu itna faida hoga kyun k forex market mein knowledge aur harworking k baghair success na mumkin hai is liye ap dil laga kar kam karyn tu kamyab ho jayn gy
              • #8 Collapse

                Re: Mehnat Se Mushkilaat Khatam Ho Jati Hain

                hamy forex ko achy sy samaj kar is main acha or alla qualites ka kam karna chaey pher hi ham kamyab oho sakty hain or acha bonus hasil kar akty hain ham is main bage rpaiso ky account bana kar be kam akr sakty hain yai aik aam job ki nisbat bohat hi acha business hain is main hamara koi boss nahi hota ham is main awony boss ap hi hoty hain yai iak real business hain
                • #9 Collapse

                  Re: Mehnat Se Mushkilaat Khatam Ho Jati Hain

                  han g apki bat to thk hy keh mhnat sey yhan per tmam ushkilat ka khatima ho jata hy mhnat ki wja sey hi to hm success ki traf jaty hein pak forex foum mei jitna ziada hm mhnat aour lagan sey apna kaam krein gy hamin usi key resuls good suecess ki soorat mein hasil ho sakin gy.
                  • #10 Collapse

                    Re: Mehnat Se Mushkilaat Khatam Ho Jati Hain

                    aslamoalekum g han dear forex members bilkul insan ki zindgi mn kamybi k rasty mn mushkilat b zaror ati hn.lkn in mushkilat sy kabi b insan ko ghbrana ni chy balky himat sy ar mardana war in ka muqbla krty rhna chy akhir kar ap ki mhnt rang lay gi ar ap ki mushkilat khtm ho jaen gi
                    • #11 Collapse

                      Re: Mehnat Se Mushkilaat Khatam Ho Jati Hain

                      Asalam o Alikum dear friends umeed karta hon kay ap sab theek hon gay dear member jesa kay ham sab janty haan kay forex ak bahut he acha business ha is jesa koi bhi business nai ha lakin is ko karny kay leye hammy bahut he ziada mehnat ki zarirat hotii ha is ki markit ko samjhany ky leye hammy is ki education ki zarorat ha jis kay bhaghir forex ko karna bahut he mushkil he nai balky na mumkin bhi ha jab ham forex ko achi tarhaa learn kar lay gay phr hammy is kay demo accont pa parectice karni chaheye ta kay jo kuch seekha ha is ko achi tarhaa analys kiaa ja sakee or phr apny analysis ko bhi stronge kia jaye ta kay jab ham real accont pa kaam karee to hammy is ki markit ko analys kar kay is main entry lenii chaheye ta kay is markit say apna profit hasil kar kay appny accont main jama kar sakee
                      • #12 Collapse

                        Re: Mehnat Se Mushkilaat Khatam Ho Jati Hain

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Kamran3536 پيغام ديکھيے
                        Aslam O Alakum
                        Dear forex members hamain forex business main mehnat karni chahye jab ham mehnat karte hain to hamari mushkilaat asan ho jati hai jab ham acha kaam karte hain to hamain acha kaam karne ka moqa milta hai our ham mehnat ke ke bhot zyada age ja sakte hain.
                        Hamari Jindagi Mein Jo abhi Muskurahat Hoti Hai Ham usko Mahina Se Hi HAL karte hain isliye Mahina Se Har Mushkil Ka Hal nikala Ja sakta hai aur Har Mushkil Ko khatm Kiya Ja sakta hai Forex trading mein jo log acchi Kar Kar Degi aur acchi mehnat ke sath kam karte hain vah Ek na Ek Din Jarur Kamyab hote hain aur acchi mehnat ke sath Achcha prapt bhi hasu kar lete hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: Mehnat Se Mushkilaat Khatam Ho Jati Hain

                          Ji han bilkul aapane theek kaha hai ki agar Ham mehnat Karen Forex ke andar To Ham Masjid Iske andar mehnat Karke aur acchi tarike se Iske purvak Karke to Mamun class ko kam kar sakte hain aur apni kamyabi aasani se aap dikha sakte hain isliye Hamen chahie ki Ham Iske Upar Din Raat mehnat Karen Itna Jyada mehnat Karenge utna Ham class ko kam Karenge aur apni kamyabi ko aasani se Yad kar Sakenge aur apne andar confidence lakh Karachi trade lagakar Chhapra se Karenge
                          • #14 Collapse

                            Re: Mehnat Se Mushkilaat Khatam Ho Jati Hain

                            g han ap nay shi kha hy agar hum es main mehnat say kam kurtay hain to es say hum achay say kamyab ho saktay ahin or hum es main apni tmam mushkilat bhi pori kur saktay ahin to humain es main jo bhi mushkil ho jay es min humain mehnat kurni chahiyaaay agar hum mehnat kurtay hain to hum es main say apni tmam mushkilat ko dor kur saktay hain or es main hum mehant say kamyab bhi ho sakat ahi to humain es main hur mushkil ko apni mehnat say dor kurna chahiyaaay or es main achay aay kam kur kay es main kamyab hona chahiyaaay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Mehnat Se Mushkilaat Khatam Ho Jati Hain

                              g bilkul durust mahnat main he azmat hay mahnat karnay walay log he hamasha khush o khuram pay jatay hain lihaza hamain mahanat kay bal par he aapne mushkilat ka azala karnay ke zarorat hay
                              Thank you for your attention

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X