Forex pa kam ko tawajo aur dehan sa karen....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex pa kam ko tawajo aur dehan sa karen....
    "« Salam dear forex fellow man ap k sath apna ak experience share kerna chahta ho.. Seniers members sa request ha k islah karen.
    Experience ye k man jab b pori attention or is mind sa forex a kam kerta hon to jo jo chez yani knowledge meri nazer k samna sa guzerta ha wo mera mind man save ho jata han lakin jab b man full attention sa kam ni kerta to kuch b mind man ni ata is liye man kehta hon k forex knowledge gain kerna ka plate form ha isliye knowledge k baghair kam fazol ha....
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex pa kam ko tawajo aur dehan sa karen....

    Hamen mehnat se aur Lagan se market Mein kaam karna chahie Forex 1 online business hai Ham 24 ghante Mein Se Kisi bhi waqt ka time table select Karke ismein kam kar sakte hain Agar Ham kam karte hue Koi mistake kar denge To Hamen sirf aur sirf nuksan ho jaega is nuksan main market Kaya broker ka koi nahin Hota Ham Apna lifetime care abhi banaa sakte hain
    ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
    • #3 Collapse

      Re: Forex pa kam ko tawajo aur dehan sa karen....

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Muhammad Mahdi پيغام ديکھيے
      "« Salam dear forex fellow man ap k sath apna ak experience share kerna chahta ho.. Seniers members sa request ha k islah karen.
      Experience ye k man jab b pori attention or is mind sa forex a kam kerta hon to jo jo chez yani knowledge meri nazer k samna sa guzerta ha wo mera mind man save ho jata han lakin jab b man full attention sa kam ni kerta to kuch b mind man ni ata is liye man kehta hon k forex knowledge gain kerna ka plate form ha isliye knowledge k baghair kam fazol ha....
      Ye bat to yaqeeni hai k jis cheez py ap concentration karengay wo cheez ap k zehen mai baith jaigi or jis cheez ko ap attention de kar nahi seekhaingay wo cheez hamare zehen mai thori c bethegi or kacchi hunay ki waja say jb hum use remind nahi karengay to zehen say bilkul out hu jaigi or hame phir say uski understanding k lie time dena parega, double time dene say acha hai k ap ek hi dafa mai cheez ki understanding le or full concentration k sath learning kare ta k bar bar apko cheez remind na karni pare or jo time ap bar bar repeated cheezo ko dete hai usse behtar hai market ko de den to kafi faida bhi huga.
      Last edited by ; 13-05-2020, 03:17 PM.
      • #4 Collapse

        Re: Forex pa kam ko tawajo aur dehan sa karen....

        Forex main kaam krna gar ek k liye assan ni hota or har koi forex main kmayabi bhi ni hasil kar skta hai. Forex ek aisa business hai jis main bht zyda tawajjah or focus ki zarorr hoti hai. Apki ek choti si ghalti apko bht Barry loss ko wjh ban skti hai. Apki pheli mistake ap k liye learning ki wjah ho skti hai lekin usko jald se jald khtm krny ki koshish krni chhaye is se phly k wo ap k liye ek adat ban jye.
        • #5 Collapse

          Re: Forex pa kam ko tawajo aur dehan sa karen....

          Dear brother aapane bilkul sahi kaha hai Forex trading Mein kam karne ke liye aapko ismein Dhyan Dena padta hai aur Tarjuma ke sath kam karna padta hai agar aap to bhejo ke sath kam Karenge aur Achcha kam Karenge to aapko ismein Jyada fayda Hoga aur Chhapra fatafat kar Sakenge Kyunki trading Ek Aisa business hai jis mein jitni Jyada mehnat ki Jayegi aapko usne Itna Jyada fayda Hoga aur aap kamyabi Hasil kar sakte hain.
          • #6 Collapse

            Re: Forex pa kam ko tawajo aur dehan sa karen....

            yahi baat ham samajh rahe hain har insan ko Ki hamen har kam to vajah se karna pary ga tawajo ke bina ham per forex par kamyab nahin ho sakte Jaise ki aapane bataya jab aap kisi kaam par focus dete ho to aap use apne mind mein save kar lete ho isi tarah har insan ko tavajo dekar apne dimag mein har chij ko sev karna hai yahi hamen forex bata raha hai aur isi tarah ham forex par chalenge Aur jab ham tavajjo se kam karenge tab ham post acchi tarah se samajh payenge apne senior se aur ham threade bhi acchi tarah se karenge
            • #7 Collapse

              Re: Forex pa kam ko tawajo aur dehan sa karen....

              ji han kue keh online aour international syestem hy ager ham is mein careless ho ker kaam krein gy to hamin iss mein nakami bhi ho sakti hy loss ho sakta hy choti si mistake hmatey liy big loss ley sati hy lihaza yhan per kamiyab onuy key liy fresh and active ho ker kam kernuy ki zarorat hy , ap iss mein jitna fresh mind and relax ho ker kaam krein gy to suxcess bhi apko mily gi.
              • #8 Collapse

                Re: Forex pa kam ko tawajo aur dehan sa karen....

                g han dear forex online business min hamin soch samjh ka aur dehaan ka sath kaam karna chaye jab hum firex min soch aamjh ka sabar ka sath kaam kairn gy to achi kamyabai ko haial kar sakty hain jab hum forsx min soch samjh ka postin kary hain to acha quality wali psotin hity hain jis sy hum acha boness hasil kar sakty hain agr hum treaidng min soch smajh kar treading kaien tonacha profit haial kar samty hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex pa kam ko tawajo aur dehan sa karen....

                  Forex trading mein hamesha soch samajhkar work our trading karni chahie kyunki Forex trading ek risky business hai jismein profit ke sath hamen loss bhi hota hai aur Forex trading mein hamari ek mistake ki wajah se hamen bahut bada loss ho sakta hai jiski wajah se Forex mein hum nakam ho sakte hain isliye Forex trading mein hamen koshish karni chahie ki ham apne emotional mind ke sath trading na Karen aur Forex trading mein laalach aur jaldbazi se bache aur Forex trading mein kamyabi hasil karne ke liye hamen fresh or active mind ke sath trading karni chahie aur Forex trading mein hamesha sabar ke sath work karna chahie jisse forex mein ham kamyab sakte hain aur acha profit bhi hasil kar sakte hain aur ek ache trader bhi ban sakte hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex pa kam ko tawajo aur dehan sa karen....

                    g han dear bilkul pak forum par work tawajo or dehan se kerna cheye jitna zeyda ham mehnat se learning practice kerty han utna hamain zror ache success bhe milty han ye business hamain mehnat kerne se achi success deta hy jab bagir knowledge or experience ke trading keryn ge to nuksan hoga
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex pa kam ko tawajo aur dehan sa karen....

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Muhammad Mahdi پيغام ديکھيے
                      "« Salam dear forex fellow man ap k sath apna ak experience share kerna chahta ho.. Seniers members sa request ha k islah karen.
                      Experience ye k man jab b pori attention or is mind sa forex a kam kerta hon to jo jo chez yani knowledge meri nazer k samna sa guzerta ha wo mera mind man save ho jata han lakin jab b man full attention sa kam ni kerta to kuch b mind man ni ata is liye man kehta hon k forex knowledge gain kerna ka plate form ha isliye knowledge k baghair kam fazol ha....
                      Walakum Slam ji han dost apne sahi kaha jab bhi hamain forex busines main kaam karna chahye dehan our soch samajh ke sath karna chahye jab ham soch samajh ke kaam karen ge to ap ko is ka result acha hi hasil hoga.
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex pa kam ko tawajo aur dehan sa karen....

                        bhajan chahie commerce Mein Forex per Jyada dhyan De aur thankyou ke Forex site Hai jahan se ham Ko Kafi Jyada profit mil sakta hai agar humse Jyada Se Jyada profit Lena chahte Hain To hamen bhul sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex pa kam ko tawajo aur dehan sa karen....

                          dear forex main hume acha kam krne k liye is main knowledge lena parta ha hamra jitna zada is business main knowledge hoga hum utni hi jaldi kameyab be ho sakte hein ye business hamre liye eik sab se acha onlines business ha hume is main samjdari se kam krte rehna lazmi ha tab hi hum is main success full trader ban sakte hein hume daily kam krna hota ha
                          :1f60d: hard work :1f60d:
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex pa kam ko tawajo aur dehan sa karen....

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Muhammad Mahdi پيغام ديکھيے
                            "« Salam dear forex fellow man ap k sath apna ak experience share kerna chahta ho.. Seniers members sa request ha k islah karen.
                            Experience ye k man jab b pori attention or is mind sa forex a kam kerta hon to jo jo chez yani knowledge meri nazer k samna sa guzerta ha wo mera mind man save ho jata han lakin jab b man full attention sa kam ni kerta to kuch b mind man ni ata is liye man kehta hon k forex knowledge gain kerna ka plate form ha isliye knowledge k baghair kam fazol ha....
                            Forex per kam karne se pahle Hamen frocks ke bare mein acchi Tarah tavajjo dene chahie Agar Ham frocks per kam ko tavajjo aur Dahan ke sath Karenge To Hamen Ho rakhne bahut jald kamyabi Hasil Hogi to Tumhen members ko chahie ke Forex per Jyada Se Jyada tavajjo Den aur acchi mehnat ke sath kamyabi Hasil Karen.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex pa kam ko tawajo aur dehan sa karen....

                              forex ek risk wala busniess hain is main tawaju k sath kaaam nhe kiya tu loss kiya jahs kta hain or hasil kuch b nhe ho skta hain is liye forex main 90% los loss kar dete hain is waja say he karte hain k merket main kaam py dehan nhe dete hain forex ki merket main bhot he relx ho kar kaam krna hain bhto he dehan sya kaaam karna hian bhto he analysis karna hain tab he merket main profit gain hoga and achi learning k sath sath earning hoti profit free main nhe milta hain kaaam main dehan dene say milta hain kaam main dehan nhe tu earning nhe sirf or srif loss he hota hain
                              ​Sadaf Khan

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X