Kia confused mind se achi trading mumkin hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia confused mind se achi trading mumkin hai?
    Friends jab hmra mind confused ho to hmein forex main trading avoid krni deni chhaye or hmra main focus leaning py hona chhaye takeh hum forex k mutaliq basics ko strong Kar skein. Ek trader jab market se expect kar rha hota hai k agr wo is level py market main pair ko buy kry ga tu market increase hogi. Lekin bad main wo fundamental anlaysis or technical analysis se market ko analyse krta hai tu wo confused ho jata hai is sorat main usy trade open ni krni chahye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kia confused mind se achi trading mumkin hai?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Irfan32 پيغام ديکھيے

    Trading mai hamara mood hamesha ek jaisa nahi rehta ahi, waqt k sath sath change hota rehta hai esi tarah ager kisi trading setup mai hame kuch samjh nahi aya ya koi esi confusion hoi jiska answer hamare pass nahi hota hai, to bajai is k hum apni trading analysis karanay k bajai hame apne senior trader say contact krna cahhayen or unhe apni confusion say agah karna chaheye, wo hame behtar guide karengay q k unhe in sare situation already face kar chukay hote hai to unhe andaza hota hai k kese kis problem ko handle karna hai.
    Last edited by ; 13-05-2020, 02:52 PM.
    • #3 Collapse

      Re: Kia confused mind se achi trading mumkin hai?

      bilkul bhi nahin mere Bhai yahan per agar aap logon ka mind confuse hai to aap usse acchi trading bilkul nahin kar sakte aap log Kochi training karne ke liye apne mind mein Koi bhi confusion nahin honi chahie aapka mind bilkul total to refresh hona chahie ismein koi bhi kisi bhi kishan ki confusing nahin honi chahie tabhi aap trading acche tarike se karna impossible hai
      • #4 Collapse

        Re: Kia confused mind se achi trading mumkin hai?

        Dear brother Forex trading me jab aap apna kam karte hain trading card Uske aapko bilkul relax Ho Kar kam karna padta hai agar aap relax Ho Kar kam Karenge aur bilkul fresh mind ke sath koi bhi trade open Karenge to aapko ismein fayda ho sakta hai confused mind Ke Sath Jo trade lagaenge hua aapko loss de sakti hai aur aap ismein na Kami ka Samna kar sakte hain Agar aapane acchi trading karni hai to aapko ismein relax hokar without any confusion trade Lagani Hogi aur acche se analysis Karke trade Lagani Hogi tabhi aapko accha profit Mumkin hoga.
        • #5 Collapse

          Re: Kia confused mind se achi trading mumkin hai?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Irfan32 پيغام ديکھيے
          Friends jab hmra mind confused ho to hmein forex main trading avoid krni deni chhaye or hmra main focus leaning py hona chhaye takeh hum forex k mutaliq basics ko strong Kar skein. Ek trader jab market se expect kar rha hota hai k agr wo is level py market main pair ko buy kry ga tu market increase hogi. Lekin bad main wo fundamental anlaysis or technical analysis se market ko analyse krta hai tu wo confused ho jata hai is sorat main usy trade open ni krni chahye.
          No Kbhy bhy nhy q ky agr hmara mind xondusezd hoga to hm negative behave karayngy aur hr kam ulta hot jyga is tryky sy naa trade pr aur na hy forum mn kaam keny pr hmara koy foxus ho skta hy is tryky sy kaam hmshaa sy glat hota jygaa...
          Visit My Profile
          • #6 Collapse

            Re: Kia confused mind se achi trading mumkin hai?

            Nahin dear Aisa kabhi bhi possible Nahin ho sakta ki Jab aap mentally Taur per confuse ho aur aap usmein trading Karen Kyunki Aisi situation mein agar aap koi bhi trade lagaenge to is situation ka effect aapke decision per Hoga aur aap Hamesha galat decision hi Lenge isliye koshish karen Jab aap bilkul fresh mind ho aur aapko mind confuse na ho to use time per aap trade Lagaya Karen Kyunki aapka decision totally depend karta hai aap ki mandali situation per
            • #7 Collapse

              Re: Kia confused mind se achi trading mumkin hai?

              G dear bilkul ais ahi hy agr hamry andr confidence nahi hy tu main kehat hun ky bahut hi asnai ky stah hm log kamayb tabhi hjo skaty hy jab is ko sekhty hwesy agr sahi kam nahi kiay jay ga tu hm log bahut hai sani ky stah achi tarde ki ja skati hy tabhi hmm log bahut hi kamaybi ky sath achi tarde ki ja skati hy wesy koi shak nahi hy ham logo ko lazmi lalch hi mareti rehti hy wesy koi shak nahi hy tabh iamaybi ilti rahy gi.
              • #8 Collapse

                Re: Kia confused mind se achi trading mumkin hai?

                gee nain dear agar hum forex main confused ho kay trading karin gay to hum forex main loss kar lain gay hamain chahya kay hum forex main dil laga kar or soch samjh kay kam karan ho ga pher he hum is main kamyabi hasil kar lain gy forex aik best online business hai achi earning tab he ho ge jab learning achi ho ge
                • #9 Collapse

                  Re: Kia confused mind se achi trading mumkin hai?

                  dear friend forex trading sik risky business ha is mn hmesha fresh minde k sath trading krni chayay aur jb apkay minde mn koe tention ho to trade bilkul na lgayn keun k tention mn apki aik chhoti c mistake bhi apko bshot ziada loss dy skti ha isliay hmesha fresh minde k sath trade lgayn
                  • #10 Collapse

                    Re: Kia confused mind se achi trading mumkin hai?

                    just confidence sy kaam nhi chly ga belkeh knowledge aour experince ka hona bhi zarori hota hy ap jitna achy experince and rules ko follow kerty hy trading krein gy to apka cobnfidence bhi increade hoga lekin over confidence sey over trading kerna apk liy bht brey loss ka sabab bun sakta hy koshisjh krein keh trend key sath chlin
                    • #11 Collapse

                      Re: Kia confused mind se achi trading mumkin hai?

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Irfan32 پيغام ديکھيے
                      Friends jab hmra mind confused ho to hmein forex main trading avoid krni deni chhaye or hmra main focus leaning py hona chhaye takeh hum forex k mutaliq basics ko strong Kar skein. Ek trader jab market se expect kar rha hota hai k agr wo is level py market main pair ko buy kry ga tu market increase hogi. Lekin bad main wo fundamental anlaysis or technical analysis se market ko analyse krta hai tu wo confused ho jata hai is sorat main usy trade open ni krni chahye.
                      Confused mind se koi bhi kam Sahi tarike se nahin Hota aur trading Main To aapko Kafi attentive mind chahie hota hai isliye agar aap confuse hai to trade na Karen is dauran balki apne aap ko satisfied Karen aur uska knowledge Hasil Karen confuse hone Ki Sabse Badi vajah aapki little knowledge hota hai isliye pahle aap Dekhenge aap mukunj kaun si chij se confuse kar rahi hai agar aapko samajh Nahin a Rahi to Kisi senior se bhi mashvara kar sakte hain is tarike se aap kamyabi ke sath apni post
                      • #12 Collapse

                        Re: Kia confused mind se achi trading mumkin hai?

                        Mind confused ho tab hamen Trading nahin kar rahi chahie use per hamara dimag bahut pareshan hota hai ham faisla karne ki takat nahin rakhte is ki vajah se ham trading per focus nahin de paate aur hamen loss ho jata hai is iliye hamen chahie Aur jab ham yah sochte hain ki aaj acchi movement on ho ge aisa zaruri nahin market ki movement badalti rahti hai Hamen khud per yaqin hona chahie Aur jab aapko lagta hai ki aaj market ki movement mein loss ho raha hai to hamen trade open nahin karni chahie hamen intezar karna chahie Analysis se ham market ko Trade kar sakte hain hamen samajh kar sab Kam karni han hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Kia confused mind se achi trading mumkin hai?

                          Forex mein achi trading ke liye hamen Forex trading fresh or active mind ke sath karni chahie aur Forex mein trading ke dauran hamara active rahna bahut hi zaruri hai jisse Forex main hum achi trading kar sakte hain aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur is tarah Forex mein hamara bonus account bhi mehfooz ho jata hai aur Forex mein achi trading ke liye sabar bahut hi zaruri hai isliye Forex mein hamen trading Sabar ki madad se karni chahie jisse Forex mein hamen kamyab trader ban sakte hain.
                          • #14 Collapse

                            Re: Kia confused mind se achi trading mumkin hai?

                            ji nhi confisue ho kar kabhi bhi ap achi trading nhi kar sakte hain is lye jab bhi ap ka mind fresh ho ap ko us time trading karni chahye take ap ko loss na ho.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kia confused mind se achi trading mumkin hai?

                              Apka swal h ky hum confuse mind sy tarding kar skty h tu g nh jb humra mind mn confusion ho hum sahi sy ye decioun na ly pa rhy ho ky ye trade hmye faida dy ge ya nuqsan ya es ki movment kasy ja rhi h tu es sy phir hm jb trade open karty h koi faida nh hota h qky hmra mind mn confusion hoti h ky sahi h ya galt

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X