Forex ki zyada se zyada knowledge hasil karne pe koi pabanddi nahi
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex ki zyada se zyada knowledge hasil karne pe koi pabanddi nahi
    Forex Trading ka karobar kuch cheezen pe mushtamil hai jese, experience, skills, analysis, trading techniques aur knowledge. To ye sari cheezen knowledge k zarye hi barti rehti hai. Aur jitna ap hasil karengay ap pe koi restrictions nahi hai. Knowledge ka har jagah pe apna aik khas muqam hai. Is se hum achi tarah waqif hen. Forex trading me knowledge ki waja se hamara skill level up ho jata hai. Jis hamen trading ki analysis me bohut had tak asani hoti hai. Knowledge k bagher forex trading ki techniques samajhna nehayat mushkil kaam hai. Forex trading real account me shoro karne se pehle hamen knowledge me izafa karna hoga jo hamari kamyabi ka khas waja hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex ki zyada se zyada knowledge hasil karne pe koi pabanddi nahi

    Hamen Achcha knowledge Hasil Karke market mein mehnat se aur Lagan se kam karna chahie aur ek se ek online aur Kabhi Khatam na hone wala business hai Ham ghar mein battery ka kam kar sakte hain ismein kam karne ke liye Hamen Kisi bhi office mein jaane ki jarurat Nahin Hoti ismein UK or USA Jaise countries involved hai ya business Pakistan mein legal ban cuka hain
    • #3 Collapse

      Re: Forex ki zyada se zyada knowledge hasil karne pe koi pabanddi nahi

      Je han, forex ma knowledge hasil karny ki kio limitation ni hai, ye ham par depend karta hai k ham ketni knowledge gian karna hai, secondly ye hamary interest py b depend karta hai k ham knowledge hasil karny ma ready b hai k ni, pehle 3 mah serf achi learning hasil karny sy he ham profit k kareeb kareeb ponch sakty hain,
      Last edited by ; 13-05-2020, 02:24 PM.
      • #4 Collapse

        Re: Forex ki zyada se zyada knowledge hasil karne pe koi pabanddi nahi

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Sanakalsom1166 پيغام ديکھيے
        Forex Trading ka karobar kuch cheezen pe mushtamil hai jese, experience, skills, analysis, trading techniques aur knowledge. To ye sari cheezen knowledge k zarye hi barti rehti hai. Aur jitna ap hasil karengay ap pe koi restrictions nahi hai. Knowledge ka har jagah pe apna aik khas muqam hai. Is se hum achi tarah waqif hen. Forex trading me knowledge ki waja se hamara skill level up ho jata hai. Jis hamen trading ki analysis me bohut had tak asani hoti hai. Knowledge k bagher forex trading ki techniques samajhna nehayat mushkil kaam hai. Forex trading real account me shoro karne se pehle hamen knowledge me izafa karna hoga jo hamari kamyabi ka khas waja hai.
        Yes knowledge hasylnkrny k liyy koyy pabandy nhy hy kysy k liyy bhy jytna ho skay aap yahaan sy knowledge hasyl kr skty ho aur jb tk chaho koyy rok tok waaly baat nhy hy just kaam apny snbhl kr krna hoga yhaan p ...
        Visit My Profile
        • #5 Collapse

          Re: Forex ki zyada se zyada knowledge hasil karne pe koi pabanddi nahi

          Forex pay members ko jitna jyada ho sakta hai knowledge hasil kar lena chahie aur isi tarah se hi member achcha knowledge hasil karke aur kamyab ho sakte hain aur aise members ke jinke pass knowledge nahin hota hai unke liye kafi mushkile ho jaati hai isliye members ko chahie ki vah maximum time form per online hokar aur knowledge hasil karne ki koshish karen aur isi tarah se unko fayda bhi ho sakta hai
          • #6 Collapse

            Re: Forex ki zyada se zyada knowledge hasil karne pe koi pabanddi nahi

            Forex k bary mein jitni learning ki jaye koi pabandi nhi hai kionkeh ye bht bara business hai is mein knowledge k liye apko pak forum k ilawa aur bhi platform use krny chahiye kionkeh jitni achi posts aur threads ki quality hogi us mein apka apna faifa hai posting mein bhi aur trading mein bhi kionkeh forex ka knowledge trading mein bhi kaam ata hai.
            • #7 Collapse

              Re: Forex ki zyada se zyada knowledge hasil karne pe koi pabanddi nahi

              ji bilkul mere Bhai aapane sahi farmaya hai Paras trading business mein acchi se acchi kahana Vijay hasil karne ke liye yahan per Koi bhi pabandi aaye nahin kar sakta aur jab tak ham log forex make energy hansi nahin karenge tab tak ham log forex trading business mein kamyabi hasil nahin kar sakte isliye ke knowledge hona bahut important hai
              • #8 Collapse

                Re: Forex ki zyada se zyada knowledge hasil karne pe koi pabanddi nahi

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Sanakalsom1166 پيغام ديکھيے
                Forex Trading ka karobar kuch cheezen pe mushtamil hai jese, experience, skills, analysis, trading techniques aur knowledge. To ye sari cheezen knowledge k zarye hi barti rehti hai. Aur jitna ap hasil karengay ap pe koi restrictions nahi hai. Knowledge ka har jagah pe apna aik khas muqam hai. Is se hum achi tarah waqif hen. Forex trading me knowledge ki waja se hamara skill level up ho jata hai. Jis hamen trading ki analysis me bohut had tak asani hoti hai. Knowledge k bagher forex trading ki techniques samajhna nehayat mushkil kaam hai. Forex trading real account me shoro karne se pehle hamen knowledge me izafa karna hoga jo hamari kamyabi ka khas waja hai.
                G haan yah bilkul free of cost business hai aur ismein aapko Koi investment karne ki jarurat nahin hoti ismein aapko jyada mehnat Karne ki jarurat hoti hai aur jo bhi log ismein jyada mehnat ke sath kam karte hain vah ismein bahut fayde mein hai aur isase regular bahut accha profit Hasil kar rahe hain isliye har member ko chahie ki agar vah is business mein profit karna chahta hai to ismein mehnat ke sath kam Karen.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex ki zyada se zyada knowledge hasil karne pe koi pabanddi nahi

                  han g bilkul koi bhi papendi nhi hy jin key pas acha aour ziada knowledge hota hy wo forum sey ziada sey ziada benifits bhi hasil ker jaty hein lihaza ham sab members ko chahiy keh ham knowledge and experince per concentrete krein jis rrrah yhan earninig ki koi limits ngi hein same isi trah yhan per learninig ki bhi koi lmits nhi hein
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex ki zyada se zyada knowledge hasil karne pe koi pabanddi nahi

                    Forex ke andar kamyabi Hasil karne ke liye Hamen Iske bare mein knowledge Ka Pata Hona chahie. Knowledge Jitna Bhi hasil Karte jaen uske upar Koi pabandi Nahin Hai. Lekin Forex ke knowledge ko Hasil karne ke liye Hamen Apne senior se Forex ko sikhana padega Iske alava Ham internet Ka bhi use kar sakte hain aur pak Forex forum Aur mt5 Ke Upar bhi different questions ke answers ko padh kar aur post Karke bhi knowledge gain kar sakte hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex ki zyada se zyada knowledge hasil karne pe koi pabanddi nahi

                      G haaan forex forum mn knowaldge hum jtna bh knowladge hasil karty hmry liye utna zayda faida h tu jtna zayda hum learn kary gy utna hi earn kar skty h pakistan forex forum mn koi bh limits nh h jtna ho sky hum knowaldge hasil kary ye hmry liye faida h hum apny seniors sy ya teacher sy es ky about sekh skty h
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex ki zyada se zyada knowledge hasil karne pe koi pabanddi nahi

                        g han dear bilkul pak forex business ka jitna knowledge hasil kiya jeye utna kam hy ager ham pak forex business mein knowledge kerne kilye quality wale posting kerty han to zror acha profits bhe kaama lety han ye business hamain success tab deta hy jab informative hota hy es liye jitna cheye befikar ho kar kam keryn then kamyab bhe hon ge
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex ki zyada se zyada knowledge hasil karne pe koi pabanddi nahi

                          dear forex members ji han bikul koi pabandi nhi is lye hamain kisi sharam ke baghiar zyada se zyada forex ki learning karni chahye jab ham learning achi our zyada karen ge to hamain earning bhi achi hogi.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex ki zyada se zyada knowledge hasil karne pe koi pabanddi nahi

                            Knowledge tu bhot achi cheez hai is k bagir kisi b field main banda nakam hai. Forex main b knowledge hi kam ata but experience b zaroori hota hai without experience emotions involve ho jatay jo nuksan karwa diya krtay is liya practice b zaroori hoti hai knowledge plus experience forex main kamyabi ko easy bana diya krtay hain

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X