Forex ma market trend ko talash karny ka best or easy method ye hai, plz read??@??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex ma market trend ko talash karny ka best or easy method ye hai, plz read??@??
    Friends forex ma market trend ham es tareeky sy find kar sakty hai, pehle hamy apny chart ko m5 time frame ma convert karna chahe or dakhna chahe k es ma buy ki candle zayada hai ya sell ki, secondly m15 ma m30 ma or h1 ma b hamy dakhna chahe k en time frames ma kon si candles zayada hain buy ki ya sell ki, agr sell ki zayada hain to es ma matlab hai sell ka trend hai other wise buy ka trend hai, plz comment??@##
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex ma market trend ko talash karny ka best or easy method ye hai, plz read??@?

    agar Ham aasani ke sath market ko dekhna chahte Hain to hamen technical analysis Karne padte hain aur jab tak Ham theek tarike se technical analysis nahin kar lete hain tab tak Ham market ko nahin samajh sakte hain isliye hamen koshish karni chahie ki Ham market ke theek tarike se analysis Karen tab kamyabi milegi agar maarpeet ke theek tarike se analyses nahin karenge to fir kamyabi nahin Mil sakti hai aur ham hamesha hi nakam hote hain
    SOME THING IS BETTER THEN NOTHING
    • #3 Collapse

      Re: Forex ma market trend ko talash karny ka best or easy method ye hai, plz read??@?

      G bilkul ap ki bat theek hy waqi agr hm log market ko boina analysis ky bina kam kerty hytu hm log kabi bi ismain kmayb nahi ho skaty hy is ky liay sab sy best yahi hy kuy hm logo ko jab bi koi tarde lyni ho us ky liay hm log market nain asani ky sath hm log kamybi ky sth tarde achi milti hy wesy agr nahi karty hytu hm log sahi point per sy tarde nahi ly skaty hy tabhi main kehta hun ky asnai kys ath agr forex ko hasil kiay jay tu kamaybi mil sakti hy.
      • #4 Collapse

        Re: Forex ma market trend ko talash karny ka best or easy method ye hai, plz read??@?

        Dear brother aapane bilkul sahi kaha hai aur aapane bahut hi acchi information share ki hi dear brother market Mein Koi Bhi trade open karne se pahle aapko market ka trend Maloom karna hota hai aur uske mutabik Prit Lagai Jaati Hai trading Mein Jaisa ke mashhur hai ki market trend hi aapke friend hote hain Agar aapko friend ke bare mein Maloom Ho Gaya to aap samjhe trading Mein Kamyab ho gaye hain aur friend ko Talash karne ke liye aapko trend line draw karni padati hai.
        Last edited by ; 13-05-2020, 01:57 PM.
        • #5 Collapse

          Re: Forex ma market trend ko talash karny ka best or easy method ye hai, plz read??@?

          Market ko continuously watch karty rahane se hi members ko sahi se aur achcha experience mil jata hai aur isi tarah se hi unko idea ho jata hai ki market ka trend kis taraf hai aur uske bad hi koi bhi member use market se help lekar aur acche se koi bhi trade open kar sakta hai aur is tarah se agar members trade ko manage karenge to fir vah apni trade se achcha profit bhi le sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: Forex ma market trend ko talash karny ka best or easy method ye hai, plz read??@?

            Yes dear ap nay theek kaha hay, different time frames ka use kar kay hum trends ko analyse kar sakty hain, M5 time frame ki help say him short and scalping trade kar sakty hain, jab keh H1 and H4 time frame say hum apni trade ko hold kar sakty hain or reasonable profit kay liye ye time frames use kar kay trends ko apny liye helpful bana sakty hain.
            • #7 Collapse

              Re: Forex ma market trend ko talash karny ka best or easy method ye hai, plz read??@?

              Dear bro app ne tu achi information share ki hai hum ne is k bary mein nhi socha tha apki baat theek hai jis timeframe mein ziada candles buy ki hon ya sell ki hon phr trend ko find krna asan ho jata hai market usi taraf movement krti hai lekin small timeframe se D1 tk dekhna chahiye.
              • #8 Collapse

                Re: Forex ma market trend ko talash karny ka best or easy method ye hai, plz read??@?

                اصل پيغام ارسال کردہ از: ab8989 پيغام ديکھيے
                Friends forex ma market trend ham es tareeky sy find kar sakty hai, pehle hamy apny chart ko m5 time frame ma convert karna chahe or dakhna chahe k es ma buy ki candle zayada hai ya sell ki, secondly m15 ma m30 ma or h1 ma b hamy dakhna chahe k en time frames ma kon si candles zayada hain buy ki ya sell ki, agr sell ki zayada hain to es ma matlab hai sell ka trend hai other wise buy ka trend hai, plz comment??@##
                ji Bhai aapane bahut acchi baat ki hai aur hamen is business mein aise Hi knowledge mein aisa ho sakta hai ki Ham senior members ke post se achcha knowledge Hasil Karen aapke post mein bahut acchi knowledge Wali baten hai aur isase hamen bahut kuchh sikhane ko mil sakta hai aur har new member ko chahie ki vah is per Amal Karen aur isase apna trading skill improve karaen.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex ma market trend ko talash karny ka best or easy method ye hai, plz read??@?

                  han g bht hi achi informations share kihein apuy keh hamin trend ko phly d1 h1 and sabhi frame mein heck out kerna chahiy aour sbhi frame jis chez ka candles ziada hun whi order apko lea chahiy for example aer sellmi candles ziadabun rhi hrin to sell ka trend uny gaagr biy ki candles zida houn to buy ka tred bun sakta hy.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex ma market trend ko talash karny ka best or easy method ye hai, plz read??@?

                    g han dear ap ne bhot ache information share ke hy pak forex trading market mein trends ko follow kerne kilye hamain best timeframe ka use kerna cheye jitna acha ham market ke chart ko move kerta dekty han utna hamain acha profits bhe zror milta hy knowledge or experience fully gain ker ke learning kerne cheye then achi earning bhe zoror hoge

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X