Forex trading Mein nakami ki vajah lalaj emotional Aur jaldbazi Hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Forex trading Mein nakami ki vajah lalaj emotional Aur jaldbazi Hai.

    forex me bohat sare log fail hote hain or us ka reason ye hota hai k wo lalach karte hain or jald bazi se kam karte hain so ek bat hamesha yaad rakhe k forex me koi bi ek hi din me ameer nahi ho sakta balke us ko kafi time forex me spend karna hota hai or bohat zayada mehnat bi karni hoti hai tub hi wo forex me kamyabi hasil par pata hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Forex trading Mein nakami ki vajah lalaj emotional Aur jaldbazi Hai.

      Lalach jald baazi ye chezen trading mei loss deti hain achi tarah learn kro ap ko jis kaam k baray me maloom hi nahi ho ga tu wo kaam ap kesay karain ge jis ka ap ko experience hi nahi ho go wo kaam ap kesay karain ge is liay experience is very important jo bhi acha ahca traders hain wo apna experience se trading karta hain aur wo forex mein bhut ziada earning bhi karta hain.
      • #33 Collapse

        Re: Forex trading Mein nakami ki vajah lalaj emotional Aur jaldbazi Hai.

        yes dear aapne thek kaha hain forex trading main lalach karne wale trader kabi b kamyab nhe hain lalachi trader loss kar dete hian lalachi trder account wash kar dete hain lalachi trader kabi b kamyab nhe ho skte hai forex trading main bhot he mehant k sath kaaam karna hain forex trading main bhot he analysis karna hoga forex trading main hard work karna hoga jo b lalach k sath kaaam karta hain vo kamyab hone k chakar main loss kar dete hain
        ​Sadaf Khan
        • #34 Collapse

          Re: Forex trading Mein nakami ki vajah lalaj emotional Aur jaldbazi Hai.

          jub traders rules kay against ja kar trading karna start kar detay hain tu traders nakam ho jatay hain rules kay against traders tub jatay hain jub wo money management ko ignore kar kay lalach me a kar risk letay hain proper analysis karne ki bajaye jaldbazi me weak analysis kartay hain or jub decision letay hain tu wo emotion me kar wrong direction me trades open kartay hain
          • #35 Collapse

            Re: Forex trading Mein nakami ki vajah lalaj emotional Aur jaldbazi Hai.

            ji bilkul Forex trading mein hamari kami ki vajah emotion emotion Lal jaldbazi hai agar Ham in feeling ko control kar de Forex trading for hardworking Karen Forex trading co proper 1 job samajhkar kam Karen mehnat Karen achcha Na Lage achcha experience asar karne ki koshish karen to Ham achcha fayda sal kar sakenge.
            • #36 Collapse

              Re: Forex trading Mein nakami ki vajah lalaj emotional Aur jaldbazi Hai.

              wedding mein bahut sare log kam ho jate Hain jiski vajah Lal hoti hai aur iske alava alava bahut sare log jaldbaji bhi karte Hain aur bhi bahut sari mistakes hoti hai jiski vajah se vah failure ki taraf chale jaate Hain
              • #37 Collapse

                Re: Forex trading Mein nakami ki vajah lalaj emotional Aur jaldbazi Hai.

                Forex trading mn nakami ki sb sy bari wja jldbazi h agr hmn trading krty huy apny emotions ko qabo mn kr k trading krn r profit ka zyda lalch na krn to hi hmn trading sy faidy hasil hon gy
                • #38 Collapse

                  Re: Forex trading Mein nakami ki vajah lalaj emotional Aur jaldbazi Hai.

                  Emotion aur jald baazi se bachna chaye humay ap ke pass proper knowledge ya information na ho forex depend karta ha ap ke work par ke ap kitna had tak forex trading ap ko samjh aya ha or kiya problem ha un ko solve karna pare ga ap ko
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #39 Collapse

                    Re: Forex trading Mein nakami ki vajah lalaj emotional Aur jaldbazi Hai.

                    Ji bilkul trading Mein Na Kami Ek Baje bhi hai kya aap jaldbaazi karte hain lalach karte hain Jiski wajah se aapko loss hota hai trading karte waqt market ka analysis Karke Soch Samajh Kar aur Sabar se trade open Karen ki aap accha profit Hasil kar sake

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X