Har post mein ek Hi topic ko istemal Na Karen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Har post mein ek Hi topic ko istemal Na Karen
    hamen koshish karni chahie ki Ham apni post ko behtar se behtar banaen aur hamari pahle koshish honi chahie ki ham har post mein ek Hi topic ko istemal Na Karen kyunki jab Ham ek hi topic ko sambhal karte Hain to hamari post in delete ho jaati hai isliye hamen different topic per guftgu karni chahie tab hamari poston theek hogi aur agar Ham ek hi topic ko bar bar istemal karte rahenge to fir hamari post acchi nahin hogi jiski vajah se hamari post delete ho sakti hai
    SOME THING IS BETTER THEN NOTHING
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Har post mein ek Hi topic ko istemal Na Karen

    Every post mein hamen different topic ko use karna chahie jab Ham different topic pay discussion karenge to hamari discussion bhi good hogi aur hamari posting bhi good hogi so hamen try karna chahie ki ham always hi different types ke topic ko use karte hue good posting karne ka TRAI Karen jaab knowledge full posting karenge to hamari post ine value increase hogi
    • #3 Collapse

      Re: Har post mein ek Hi topic ko istemal Na Karen

      G apki baat bulkul thek hai. Har post pe aik topic istemal nahi hona chaheye. Is se malomat nahi phelta hai. Hamen posts me zyada se zyada malomat rakhen aur ye dekhen k aya mere malomat ka asar ho sakta hai k nahi. Pak forum hamen do tarah ki saholeyat ya faide keh lo deti hai aik hamen ye just simple posts k badle acha khasa bonus provide kar raha hota hai to dosri taraf hum is forum se bohut kuch seekh bhi sakte hen. Is forum me kafi sare members hen jin k pas acha khasa behtareen knowledge aur experience hai. Hum un ki knowledge aur experience k bare me malomat hasil kar sakte hen.
      • #4 Collapse

        Re: Har post mein ek Hi topic ko istemal Na Karen

        ji han hamen post ko read karke is post ke bata bhi reply karna chahie isase hamen achcha bonus hasil hoga aur acche Ban sakte hain is form mein kaam karne se pahle uski usko follow karna hoga Taki hamen market mein kaam karne mein bhi saniyon post mein apni mistakes ko avoid karna hoga aur tabhi Ham macha bonus kar sakte is form mein hamen kam karne ke liye pahle learning karni hogi tabhi Ham acchi yaar nahin kar sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: Har post mein ek Hi topic ko istemal Na Karen

          humain es main har post main 1 he topic nahin rkahna ho ga our humai es main mahant ssay humain es main kam karna ho ga to he hum es main kamajb ho skty hain hum es main rat main our day main be hum es main trading akr skty hain hum es main kam kar kay hum boht sa pisa kma skty hian agr hum es main lalche bn kar hum es mian kam karain gain to humain es main loss ho ga
          • #6 Collapse

            Re: Har post mein ek Hi topic ko istemal Na Karen

            Ji han bilkul hamen hr post mein ek topic Ko istemal nahin karna chahie Forex mein Ham din mein bhi kam kar sakte hain aur raat ko bhi kam kar sakte hain hamen chahie kya Ham jyada se jyada mehnat Karen aur soch samajh Kar kam Karen aur uske Amitabh ki Ham apni post ka reply karen hamen chahie ki Ham Dil lagakar aur learning karne ka bhi Ham acchi tarah earning kar sakenge
            • #7 Collapse

              Re: Har post mein ek Hi topic ko istemal Na Karen

              aslamoalekum dear forex members bilkul hymn Pakistan forex forum pr posts krty waqt ik he topic pr bhes ni krni chy.hymn koshish krni chy k hum Pakistan forex forum k Barry mn jitna ho sky hr post mn knowledge shair kren
              • #8 Collapse

                Re: Har post mein ek Hi topic ko istemal Na Karen

                Han g ap sahikah rahy gal I hamain forex forum mai posting krty waqt her post main aik hi topic py bat nahi krny chahay hamain jo thread diya gaya ho hamain is k mutabik pist krny chhay jis sy hamain acha bonus mil sakta hy
                 
                • #9 Collapse

                  Re: Har post mein ek Hi topic ko istemal Na Karen

                  Dear acchi baat ki hai aapane yahan per Har Koi mehnat experience knowledge help Iske bare mein baat kar raha hai Chupke Agar Dekha Jaaye to is form ka maksad yah hai ki Yahan per Forex trading se relevant information share Kijiye analysis share kiya jaaye lekin Yahan per koi bhi member Aisa nahin kar raha Aisa bilkul bhi nahin karna chahie Hamen Har post ke andar Ek different topic rakhne ki koshish Karni chahie Taki Ham dusron Ko Behtar tarike se help provide kar Saken dusron ke kam Mein unko acchi madad De sake
                  • #10 Collapse

                    Re: Har post mein ek Hi topic ko istemal Na Karen

                    hmain mukhtalif topics pe kaam karna hai ta ke ham quality ka kaam karain agar ham quality ka kaam karain ge to ham kameyab ho saken ge is liye hmain m,ehnat se kaam karna hai agar ham quality ka kaam akrain ge to ham buhat hi acha aur buhat hi kameyab rader ho sakte hai lekin hmain pehle agar knowledge ho ga to aesa ho sakta hai is liye hmain mehnat se sab kuch muil sakta hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Har post mein ek Hi topic ko istemal Na Karen

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Player پيغام ديکھيے
                      hamen koshish karni chahie ki Ham apni post ko behtar se behtar banaen aur hamari pahle koshish honi chahie ki ham har post mein ek Hi topic ko istemal Na Karen kyunki jab Ham ek hi topic ko sambhal karte Hain to hamari post in delete ho jaati hai isliye hamen different topic per guftgu karni chahie tab hamari poston theek hogi aur agar Ham ek hi topic ko bar bar istemal karte rahenge to fir hamari post acchi nahin hogi jiski vajah se hamari post delete ho sakti hai
                      Agar Hamen Forex form Se Achcha bonus Hasil karna hai aur Hamen Forex form se Forex trading se related acchi information Hasil karni hai To Hamen Hamesha apni post ki quality ko accha karna chahie aur apni post Mein Hamesha Forex trading se related Achcha knowledge share karna chahie Hamen Har post Mein Ek Hi Top Ko istemal Nahin Karna chahie Hamen apni Boss mein topic ko change karke post Karni chahie
                      • #12 Collapse

                        Re: Har post mein ek Hi topic ko istemal Na Karen

                        Han g ap sahi kah rahy hain k hamain forex forum main her post main aik topic py bat nahi krny chahya hamain forex forum mum acha aur high quality Walla kam krna chahay q k forex aik acha business hy yeh achi earning krny ka acha zarea hy hamain forex forum main dil laga k kam krna chahay
                         
                        • #13 Collapse

                          Re: Har post mein ek Hi topic ko istemal Na Karen

                          g bhai ap nay bohat achee bat share ki hy yahan aur mai nay kudh bhee ye chez feel ki hy k hamary han aik hi topic py threads hoty hain hain jo k achee bat nahi hy forex mein kamyabi k liye zaruri hy k hum her roz kuch new topic ka use karen jiska kuch hi logo ko pata ho kafe new members a rahey hain her din tou un k liye nae chezen samjhna bohat zaruri hain yahan ap aik post karo us ksath 10 aur thread bana lety hain log please aisa bilkul; na karen
                          • #14 Collapse

                            Re: Har post mein ek Hi topic ko istemal Na Karen

                            Pak forex ek bhut acha aur kamyab business hay pak forex forum ma posting ek topic use nai karna chlye pk forex ma oske bary ma posting karna chlye aur oske related hu kar posting karna chlye phir wo kamyab hu sakty hya phir acha profit hasil kar sakty hay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Har post mein ek Hi topic ko istemal Na Karen

                              g han ap any shi kha hy humain hur posts pay aik he topic use nhi kurna chahiyaaaay agar hum ai he topic hur aik post main use luray gay to hum aik achi or quality wali post nhi kur sakay gay or jub hum achi posts nhi kuray gay to humain aacha bonus bhi gain nhi ho ga q keh es main humain jo bhi bonus gaain hota hy woh humain humaray achay kam ki wajha say or humaraai quality posts ki wajha say he gauin hota hy to humain es main bar bar aik he topic ko use kur kay apnay posts ki quality ko bigarna nhi chahiyaaay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X