Trading k duraan apna faisla bar bar change na karen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading k duraan apna faisla bar bar change na karen
    Hamesha jo faisla keya ussi pe chalain ye success ka eham step hay baki ap apni hard working karain learning karain jitna ap ko experienc hota jata hy utna hi ap is mein kamyabi sy trading karty hen to is mein ap ko experienc k sath hi trading karni chahye. mehnat se humary andar buhat yada himat aur hosla bhi aye ga jis say hum achi tarah apna kaam karny kay kabil ho sakain gay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading k duraan apna faisla bar bar change na karen

    hamen apni decisions ko again and again change nahin karna chahie kyunki agar Ham apne decisions ko change karte rahenge to hamen kabhi success nahin milegi so hamen apne decisions ko change nahin karna chahie aur hamen always hi proper analyses ke sath trading karni chahie agar Ham trading mein apni decisions ko change karte rahenge to trading kabhi successful nahin ho sakti hai
    • #3 Collapse

      Re: Trading k duraan apna faisla bar bar change na karen

      Aapki jitne bhi decision hai trading Mein yah jitne bhi Faisal Hain woodfield Karte Hain Aapke emotions aapki feelings per aapko while trading Apne motions aur apni feelings ko and control Rakhna hoga aur Agar aapane trading plan offer ki final kar liya to Fir usse reading plan ke sath strongly strike Ho jaen usko strongly follow Kijiye Apne Jazbaat ko control Kijiye Jab aap apne trading plan ke sath discipline ke sath trading Karoge to add the end of successful trader bologe ki jarurat hai aapke pass Sabar Ka Hona important Hai Jab Bar Bar Apne trading plan aap change Karoge To bahut hi Mushkil Hota Hai Kuch karna
      • #4 Collapse

        Re: Trading k duraan apna faisla bar bar change na karen

        Hamain is forum planning bna kr kam karna hoga tabhi Ham success honge is for mein kam karne se pahle iske bare mein learning karni hogi tabhi Ham successful trader Ban sakte hain is baare mein kam karne se pahle demo account mein practis karni hogi Taki hamen market mein kam karne mein bhi sani ho aur ham successful trader bn kar apni jarurat ko asani se pura Karen
        • #5 Collapse

          Re: Trading k duraan apna faisla bar bar change na karen

          Bahut acchi baat ki hai dear aapane Hamen kabhi bhi trading Ke dauran Apna decision change karne ki koshish Nahin Karni chahie Jab Ham Apna trading ke dauran decision change Karte Hain To Ham confusion Ka Shikar Ho Jaate Hain Jiske bad Hamen nuksan ke alava Kuchh Bhi Hasil Nahin hota agar successful trading karna chahte hain to trading se pahle Ek decision Le Le aur use hi apni trading Mein Har Tarah Se follow Karne Ki Har Mumkin koshish karen Taki Ham apni trading se nuksan ko aasani se kam karne mein Kamyab Ho Jaaye Jitna ham log Sab Ko kam Karenge utna hi Hamare account ke liye Behtar hoga
          • #6 Collapse

            Re: Trading k duraan apna faisla bar bar change na karen

            G bilkul agar trading karni ha to aik hi baar soch ke trade karo jo bhi sochna ha lot lagane se pehle hi soch lo phir baad ma pachtana na parre
            • #7 Collapse

              Re: Trading k duraan apna faisla bar bar change na karen

              Yes sir trading main apna faisla br br change NH krna chaye is se hmra account wash bhi ho skta hy forex trading bhut acha online business hy forex per acha work krne se acha bonus hasil ho skta hy
              • #8 Collapse

                Re: Trading k duraan apna faisla bar bar change na karen

                Ji Bhai bahut acchi baat ki hai aapane Hamen Forex ke andar trade ke liye ek bar analyse Karke Jo Bhi decision Le Lena chahie usko Bar Bar change nahin karna chahie balki Usi par focus karna chahie aur uske andar Hai Hamare se agar koi mistake bhi ho jaaye to us mistake ko note kar lena chahie aur future mein Aisi mistake dubara repeat Nahin Karni chahie Is Tarah karne se Ham trade ke andar successful trader Ban Jaenge aur Forex Mein expert Ban jaenge.
                • #9 Collapse

                  Re: Trading k duraan apna faisla bar bar change na karen

                  Ji bilkul yeh bat ap ki bilkul theek hai. Her trader aik strategy ke mutabiq trading kerta hai. Aur strategy ke kuch rules Hote haen jin pe ammal kerna perhta hai. Agar trade loss mein chali jati hai aur ap us ko protect kerne ke liye bar bar apna faisla change kerte haen tu ap ki winning ratio bahut kem ho jati hai. Es liye ap ko chahyea ke ap jab aik faisla ker laen us ko change na karaen apny planning pe strict rahaen.
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading k duraan apna faisla bar bar change na karen

                    g haaan ap nay shi kha hy humain trading main bar bar apna faisla change nhi kurna chahiyaaay humain aik he faisla kurna chaahiyaaay or es par he humaain qaim rehna chahiyaay agar hum bar bar apna faisla trading main change kurtay rehtay hain to es say huma chay say kam nhi kur saktay hain jis say humain loss ho jata hy to humain iasa nhi kurna chahiyaaaay humain aik bar he faisla kurna chahiyaaaay or es pay he humain qaim rehna chahiyaaay or es main he aachay say kam kur kay achi se earning gain kurni chahiyaaay
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading k duraan apna faisla bar bar change na karen

                      Ji bilkul theek Kaha Forex trading ke dauran Hamen Apna Faisla Bar Bar change nahin karna chahie acche experiential learning ke sath kam karna chahie tabhi aap acchi profit able trade Laga Karachi earning bekar Sakenge aur Kamyab trader abhi band Sakenge Forex all world mein famous business hai Forex Mein Bar Bar Faisla change karne wale log jyadatar Los hi Karte Hain Forex Mein Hamen acche experience ke sath kam karna chahie tabhi Ham Achcha fayda Hasil kar Sakenge aur Kamyab trader Ban Sakenge.
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading k duraan apna faisla bar bar change na karen

                        ap k forex me sahi decision le kar hi kam karna hota hai or jub tak ap acha kam kar sako or achi tarah se trading kar skao or isi waja se ap ko forex me kamyabi bi hasil hoti hai so agar ap ne forex me sahi decision le kar kam karo gey to ap ko is ka bohat faida ho ga is liye ap ko hamesh acha kam karte rehna chahiye.
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading k duraan apna faisla bar bar change na karen

                          G haan apko bat bilkul sahi j jb hum koi kam karty h tu us mn hum apny hi faisly py qaim rahy apny faisly ko bar bar change na kary confuse na ho confusion sy hi hmye phir nuqsan hota h es liye zayda sy zayda ye kary jb hum koo trade open karny lgy tu phly achi trha soch samjh ly taky koi bh nuqsan na ho
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading k duraan apna faisla bar bar change na karen

                            g hn g ap ki ye baat bilkul theek hai k hmari trade ka main point hmary trading decission pr depend kr raha hota hai to jitna strong hmara trading decission ho ga hm utna axhy se trade kr skein gy hmein trade karty waqt apny decission ko baar baar change nai krna chaheye ek hi faisle pr qaim rahein r apni struggle ko continue rakhein tb hi hm us trade se axha profit gain kr skein gy r hmara knowledge bhi improve ho ga,..
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading k duraan apna faisla bar bar change na karen

                              trading ak achi traha soch samjh ker kernay wala kam hae jis ko hum ache raha krn to hamn faida bahut ho sakt ahe ur is mn kisi kism ki confusion ni honi chahea kun k ager hamn confusion ho gi jub to hum galt faisaly kerna start ker dtay hn ur forex ki trading mn faisaly baar baar change ker koe theek tariqa ni haae kun k ager hum faisal baar baar change krn gay to hum apna confident loss ker dyn gay ur confusion ka shikaar rahay hn islea hamn chahea k jo bhe faisal first ho jae wahn last tak rahay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X