Currency pairs mai lot size ziada rakh lain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Currency pairs mai lot size ziada rakh lain
    Forex trading kay doraan traders jab currency pairs pay trading kertay hain tou unn ka spread Kamm hota hai jiss wajah say trade profit mai janay say bhi bohat Kamm profit ho raha hota hai. Traders ko currency pairs mai ziada profit lainay kay liye apna lot size ya volume ziada rakh laina chaiye takay profit ziada ho sakey. Currency pairs ka spread aur movement dono he Kamm hoti hai iss liye traders ko apni strategies uss kay mutabiq Bana laini chaiye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Currency pairs mai lot size ziada rakh lain

    agar Ham currencies bare mein lot size ko jyada rakh lete Hain to fir bhi kam chal jata Hai lekin agar Ham gold aur crude oil per lot size ko jyada karte Hain to hamara account bahut jald hi loose ho jata hai so hamen currency is per apne lot size ko increase karna chahie lekin hamen kabhi bhi crude oil and gold per apni lot size increase nahin karna chahie Varna hamara bahut jyada loss ho sakta hai aur is lost ki vajah se Ham bahut hi pareshan ho sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: Currency pairs mai lot size ziada rakh lain

      hamen hamesha koshish karni chahie ki Ham currency pair per kam karen to yah hamare liye bahut accha hota hai aur agar Ham currency pair bhi badi lot ke sath trading karte Hain to hamara nuksan ho sakta hai isliye hamesha hi chhoti lot ko istemal karna chahie tha ab hamen paida hoga aur hamari trading acchi hogi agar badi ladko istemal karenge to hamen fayda bhi nahin hoga aur hamara nuksan ho jaega
      SOME THING IS BETTER THEN NOTHING
      • #4 Collapse

        Re: Currency pairs mai lot size ziada rakh lain

        g han dear ap ki baat thek hy hamin forex min cruncy pair par treading karny ka lia lot size hamin apny account ka hissab sy rakhan chye hamin lot size ziyada nahin rakhani chaye balke hamin fire xmin treading kanry sy makreet ko achy sy aynalize karna chaye jitji achi hamin aynalizing ho gi otna hi kam lot ka sath hum acha profit haial kar sakty hain q k forex min hamin kamyaabi sirf mhenat kar ka hasil ki jaty hy.
        • #5 Collapse

          Re: Currency pairs mai lot size ziada rakh lain

          Je han, currencies par commodities ki nisbat lot size tora bigger hota hai, kiu k ik to en ki movement bhot slow hoti hai or dosra ye daily bus kuch pips he move karti hai, agr commodities par big lot set kar leyn to acct wash hony ma dair ni lagti kiu k en ki movement fast hoti hai or dosra ye daily bhot zayada up ya down move kar jaty hain,
          • #6 Collapse

            Re: Currency pairs mai lot size ziada rakh lain

            Han g ap sahi kah rahy hain k hamain forex main currency pair py hamesha lot size ziada rakhna chahay hamain forex trading main sabr sy kam Ken chahay q k sabr ka phal metha hota hy
            • #7 Collapse

              Re: Currency pairs mai lot size ziada rakh lain

              Hamen Har pair Mein small lot size hi set karne ki koshish Karni chahie Kyunki a small lot size mein nuksan ke chances kam hote hain lekin maximum lot size mein nuksan bhi maximum ho sakta hai Chahe currency pairs Ho metal Soya crude oil koi bhi Pare Ho Hamen kabhi bhi maximum lot size istemal karne ki koshish Nahin Karni chahie Taki Ham Achcha experience acchi learning Hasil karne mein Kamyab ho jaen aur apni trade ko successful banaa sake Jitna maximum lot size Hoga utani hi Hamen tension Hogi Hamare emotions aaenge aur Hamen nuksan ho jaega
              • #8 Collapse

                Re: Currency pairs mai lot size ziada rakh lain

                Jihad dear currency pairs karne ke liye hamen lot size market ke hisab se rakhne chahie to fir bhi kam chal jata hai lekin Ham agar gold aur koyal per lot size jyada rakhenge To hamen loss ka samna karna padega hamen trading karne se market ko acche se analyses karna chahie itni acchi hamari analysing Hogi utna hi Ham kam lot size lagakar profit Hasil kar sakte hain hamen soch samajh Kar To Ham karna chahie learning ke bagair Ham profit Hasil nahin kar sakte
                • #9 Collapse

                  Re: Currency pairs mai lot size ziada rakh lain

                  Hamen lot size Apne account balance ko dekh kar lagana chahie ki Kitna hamara account balance lot size bardasht kar sakta hai aur hamen Apne knowledge ke hisab se lot size lagana chahie agar hamen good experience hai aur gold knowledge hai trading ka to ham laga sakte hain lot size bada hamen ismein trading ke donon Soch samajh Kar kam karna hoga tabhi ham kamyab ho sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Currency pairs mai lot size ziada rakh lain

                    Lot size ko km rkhna behtr hy is se risk km hota hy r account bhi safe rehta hy islie lot size km rkhna chaye
                    • #11 Collapse

                      Re: Currency pairs mai lot size ziada rakh lain

                      ager ap ko acha currency pair mil jata to us pr lot size ziada use krn. aur acha bonus bana kr trading krn.😀
                      • #12 Collapse

                        Re: Currency pairs mai lot size ziada rakh lain

                        yes ager account balance zeyda ho to ham currency pairs mein big lots size ka use ker sakty han jitna zeyda time ham pairs ka strong analysis na keryn tab tak trade nahi lagne cheye es liye phly market ka knowledge or experience hona cheye then achi success hasil ker sakty han
                        • #13 Collapse

                          Re: Currency pairs mai lot size ziada rakh lain

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
                          Forex trading kay doraan traders jab currency pairs pay trading kertay hain tou unn ka spread Kamm hota hai jiss wajah say trade profit mai janay say bhi bohat Kamm profit ho raha hota hai. Traders ko currency pairs mai ziada profit lainay kay liye apna lot size ya volume ziada rakh laina chaiye takay profit ziada ho sakey. Currency pairs ka spread aur movement dono he Kamm hoti hai iss liye traders ko apni strategies uss kay mutabiq Bana laini chaiye
                          My dear forex member Hamen kabhi bhi apni trading Mein lot size ko Jyada Nahin Rakhna chahie Hamen Forex market Mein Hamesha Apne balance ke mutabik lot size use Karke trading Karni chahie Kyunki Agar Ham kam lot size use Karke forex market Mein trading Karenge To isase Hamen loss hone ke chances kam Honge aur Hamara account safe Rahega aur Agar Ham Big Lot size use Karke trading Karenge To isase Hamen loss hone ke chances Jyada hote hain aur Hamara account bhi wash hone ka Khatra Hota Hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Currency pairs mai lot size ziada rakh lain

                            Aapane Sahi kaha hai currency per per Ham acchi lot open kar sakte hain lekin Hamen balance dekhna Hoga Hamen over trading Nahin Karni chahie acchi profitable trading karne ke liye Hamen money management ke mutabik trading Karni chahie money management ke mutabik trading Karenge to profit Hasil Karenge
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Currency pairs mai lot size ziada rakh lain

                              Kranti main market ki movement Itni Jyada Tej Nahin Hoti Agar allot Thodi Jyada bhi rakhte hain to manage Kiya Ja sakta hai lekin currency per bhi minimum alert se trade Karni chahie plan Hona chahie trading karne ka tab capital sev rahega

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X