Nzd vs usd down trend ma hy.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Nzd vs usd down trend ma hy.
    Assalam Walekum dear member ummid karta hun ki aap sab khairiyat se Honge agar aap metatrader 4 New Zealand dollar versus US dollar Ki Chahat ko observe Karen 2 price Bade strongly down move Mein trend kar rahi hai so main aapko yah Ek golden opportunity share karna Chahunga ki aaj Agar price Jo current level Hai isase niche daily candle close Karti Hai To ismein Kal Hamare liye ek strong bhi trade Hogi New Zealand dollar versus US dollar but Hamen aaj ki daily candle ki close ko observe karna hoga Jiski base per Hamen next De apni position open karni hai soya golden opportunity Hai Isko watch kijiye aur Jaise hi Breakout se niche price close ho aapane is per sell position leni hai
    منسلک شدہ فائلیں
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Nzd vs usd down trend ma hy.

    newzealand dollar against US dollar is moving to down position but abhi hamen wait karna chahie aur London and exception ka vate karna hamare liye vyast ho sakta hai jab Ham informations ka vate karenge aur confirm movement ka vate karenge. Hamari movement good hogi so hamen wait and watch working karni chahie tab hamari working best ho sakti hai aur agar Ham apni working nahin jaldi karenge aur koi friend open karenge to work in Gold Rahi hogi
    • #3 Collapse

      Re: Nzd vs usd down trend ma hy.

      hamen is trend ko use karke hi tech karni hogi tabhi Ham success gas for mein kam karne se pahle iski rules ko follow karna hoga tabhi market mein kam kar sakte hain aur hamen kam karne se pahle market ko analyse kar na ho pata ke market mein kaam karne main b asni ho gi hum is acha trader Ban sakte hain yah ek bahut hi acha business hai
      • #4 Collapse

        Re: Nzd vs usd down trend ma hy.

        Dear friend aapane to bahut hi behtarin analysis bahut acche tarike se share Kiya Hai yah Hamare liye bahut helpful ho sakta hai Hamen Agar Aaj trading karni hai To Hamen inhin pears ka istemal karne ki koshish Karni chahie Taki Ham is analysis ko Dekhte Hue trading kar sake aur Achcha result Hasil karne mein Kamyab Ho jaen Kyunki yah analysis Mujhe bilkul theek lag raha hai aur Iske according trading Karke Ham Achcha result Hasil kar sakte hain Hamen iska fayda Hasil karne ki koshish Karni chahie
        • #5 Collapse

          Re: Nzd vs usd down trend ma hy.

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Kinza128 پيغام ديکھيے
          Assalam Walekum dear member ummid karta hun ki aap sab khairiyat se Honge agar aap metatrader 4 New Zealand dollar versus US dollar Ki Chahat ko observe Karen 2 price Bade strongly down move Mein trend kar rahi hai so main aapko yah Ek golden opportunity share karna Chahunga ki aaj Agar price Jo current level Hai isase niche daily candle close Karti Hai To ismein Kal Hamare liye ek strong bhi trade Hogi New Zealand dollar versus US dollar but Hamen aaj ki daily candle ki close ko observe karna hoga Jiski base per Hamen next De apni position open karni hai soya golden opportunity Hai Isko watch kijiye aur Jaise hi Breakout se niche price close ho aapane is per sell position leni hai
          No Nzf/Usd mn aaj ayk news hy aur mujy yhy kllgta hy ky isky prices soon 0.61 sy 0.63 tk reach kr jyngy q ky RSI k 14 days period mn strong divergence aya hy aur iska mtlb mujy yhy lg rhaa hy k yh bullish side mn move krygaa ....
          Visit My Profile
          • #6 Collapse

            Re: Nzd vs usd down trend ma hy.

            Aapane market ka accha analysis kiya hai agar hamare pass Achcha balance Ho To Ham is per trade open kar sakte hain acchi profitable trading karne ke liye hamare pass Achcha balance Hona chahie
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Nzd vs usd down trend ma hy.

              Exactly bilkul theek kaha hai market ki movement ka Jyada chance yahi hai kya downtrend Mein Hi Rahegi lekin jo market Mein entry Lagane Lage to current situation market Ke Dekh leni chahie market kabhi bhi apna trend change kar sakti hai

              اب آن لائن

              Working...
              X