what is good quality?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    what is good quality?
    dosto Jab Se Forex forum join kiya hai to to acchi quality ki posting yah Thread ke bare mein sunte aa rahe hain lekin yah Koi Nahin bata raha ki acchi quality ki posting Kaise ki Jaati Hai on ki kya special qualities honi chahie Aur un Ka margin level kya hona chahie size Kitni Hona chahie wording Kaisi honi chahie informative Kitni honi chahie quantity Kitni honi chahie to Bhai acchi posting ya threads ki kya qualities ho sakti hain ta ke fourm per ham Achcha work kar Saken?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: what is good quality?

    hamy is main quality wala kam karna chahey pher he hum is mai acha bonus hasil kar sakty hai hum is main jitna meyare or information wala kam karty hai yai hamy ise ky hesab sy earning dyta hai hum is ko apna life time career be bana sakty hai yai kabe be katam na hony wala karobar hai hum is mai pair or currency mai traidng karty hain yai aik legal karobar hain
    Last edited by ; 13-05-2020, 07:43 AM.
    • #3 Collapse

      Re: what is good quality?

      Dear Agar aapane Forex Pompa Achcha Kaun Sa Hasil karna hai to aapko ismein good quality work karna hoga Kyunki aapko ismein tabhi Achcha bonus Milega Jab aapki post thread ke related Hogi aur acchi quality ki Hogi to aapko ismein bahut fayda Hoga aap Jitna Achcha Pakistan Forex forum per kam Karenge to aapko ismein itna hi jyada bonus Milega quality must be related to Threads aur agar aap friends ke related baat karenge aur informative ped lagaenge to aapki post ki quality automatically acchi Hogi aur aapko accha bonus milega.
      • #4 Collapse

        Re: what is good quality?

        forex main humain es main acha experience ko hasl kar kay humian e smain kam karna ho ga to he hum es main kamajb ho skty hain agr hum e smain bgir learning kay hum es main kam karain gain to humain es main loss ho ga our humara account be wash ho jay ga our hum es main dalay limite kay mutabk hum es main 50 posting our hum es main 4 thread bnaty hain
        • #5 Collapse

          Re: what is good quality?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: seemab پيغام ديکھيے
          dosto Jab Se Forex forum join kiya hai to to acchi quality ki posting yah Thread ke bare mein sunte aa rahe hain lekin yah Koi Nahin bata raha ki acchi quality ki posting Kaise ki Jaati Hai on ki kya special qualities honi chahie Aur un Ka margin level kya hona chahie size Kitni Hona chahie wording Kaisi honi chahie informative Kitni honi chahie quantity Kitni honi chahie to Bhai acchi posting ya threads ki kya qualities ho sakti hain ta ke fourm per ham Achcha work kar Saken?
          bhai jaan aap yah Janna chahte Hain ke quality kya hoti hai acche aur Main aapko aaj kal toh batana Chahta Hoon ke agar aap acche acche tried karenge acche post karenge achcha Jani ke quality wala post
          • #6 Collapse

            Re: what is good quality?

            gee han dear agar hum forex main achi quality kay sath kam karin gay to he hum isamin kamyab hon gay hamain forex main dil say or lagan say kam karna ho ga pher he hum acha bonus hasil kar lain gay forex main agar kamyab hona hai to hamain is main acha kam karna ho ga pher he acha bonus hasil kar kay achay say trad kar lain gay
            • #7 Collapse

              Re: what is good quality?

              Yes brother aapane bahut acchi baat ki hai ki Har Banda quality ka naam leta rahata hai lekin quality ko define nahin karta ki quality Kis chij Ko Kahate Hain Main Apni Khyal ke mutabik aapko Kuchh baten batana Chahunga ki Jab aap hosting karen to sabse pahle Baat Kiya Iske minimum character pure hone chahie aur uske bad usmein jo aap language istemal Karen vah bahut hi Aasan honi chahie aur Aisi honi chahie Jisko Har Banda aasani ke sath understand kar sake aur aur uske bad jo aap post Karte Hain To usmein Logon ke liye bahut Suna Lage Aur information honi chahie Jis ko padhakar logon ko fayda bhi ho sake
              • #8 Collapse

                Re: what is good quality?

                Dear members good quality ka matlab hai ki aapka work bahut Achcha Hona chahie aapke work mein mistakes Nahin honi chahie hard work Hona chahie Forex ke rules ko follow karte hue work Hona chahie aur koshish karen ki copy paste wala kam bilkul Bhi Na Karen Kyon ka forex form per ye allow Nahin Hota keh copy paste wala kam Karen.or knowledge or experience hasil kar kay kam karain tu apkay kam.ki quality bahtir ho sakti hab
                • #9 Collapse

                  Re: what is good quality?

                  Dear bro post ya thread ki quality wo achi hoti hai jis mein sirf forex ki information share ki gai ho jis mein aap knowledge aur apna experience loss wala ho ya profit wala share krein us mein members ko aik lesson mil jata hai k is tarah trading krogy tu profit aur loss hoga phr mobile pe uski quantity kam se kam 7 lines ki ho wording neat and clean ho read krny waly ko koi mushkil na ho aur jis pe ziada thanks bhi milny chahiye aisi post ya thread ki quality achi samjhi jati hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: what is good quality?

                    g bhai jan ap ya kah rahan ha ka ham name to forex ma bohat lata han ma hi nai har banda kahta ha ka qualti achi homi chahiya agr hmari quality achi hu gi hamy bounes acha milta ha or es ka sath hamy bohat si i nformation bi milti ha ham qualti ka name la la kar bohat khuch kahta han magr aik new trader ko bi btay ka qualti achi wali post konsi hoti ha jis hamy posting karta wakta kya karna chahiya jis sa hama acha bounes mila is ka liya zarori ha mara khyal sa achi quality wali post ma hamy rules ka khyal rakhna chahiya jo sawal hu os ka sai sai jawab dana chahiya or jawab bi osi post ka mtabik hu post karta howa hamy wo bat karni chahiya jo har kisi ko samj a jay hamry bat karna ka tarika bohat hi sada hona chahya taky wo bat har kisi ko samj a jay or bat ko khul ka byan ki jay jis sa post parna waly ka har option clear hu jay os ko kisi or ki post read karna ki zarurat pash na ay es tara hany aik sequnece ka sath byan ki jay achi posting ka liya inforamtion or mehnat ki bohat zarort ha jo post karna ma mehnat karta ha wo hi kamyab ha
                    • #11 Collapse

                      Re: what is good quality?

                      Good quality Vahi Hoti Hai jismein Ham asaan Alfaaz Ka istemal krny ke sath sath behtarin knowledge or experience ka istemal karne ki koshish Karte Hain dusron ke sath share karne ki koshish Karte Hain Jab tak Ham Apne Karm ki quality ko strong Nahin banaenge Ham kabhi bhi acchi kamyabi Hasil nahin kar Sakenge aur Kaam Ki quality Kofta banane ke liye Hamen chahie ki daily basis per apni learning Apne experience ko strong banane ki koshish karen aur usi ko Apne trading se relevant istemal Karke dusron ke sath share karne ki koshish karen
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: what is good quality?

                        Forex trading business ke related Ham Agar post karte hain aur ham to de. Baat karte hain to Hamari post ki quality acchi Hogi Hamen Yahan acchi quality wala kam karna hai Achcha kam Karenge To Ham Yahan Achcha fayda Hasil Karke Forex trading business Mein profit Hasil kar sakte hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X