Dear traders, forex business mein ap ko kisi trade pe koi cheez conform nahi hoti ke ap ne Jo trade open ki hai wo profit mein close ho ge ya loss mein. Es liye es tarha ki satuation mein ap ko berha manage ker ke trade kerna perhti hai. Loss ki management aur profit ki management ko sath le ke chalna hota hai. Esi liye stoploss aur take profit ka use kiya jata hai. Jo traders en ka istemal nahi kerte un se k liye ye thread ahem hai ke jab wo market mein baghair kisi trust ke enter ho rahe haen tu unhaen chahyea ke wo stoploss na lagany wali ghalti kabhi na karaen.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим