Sale rate and buy rate k darmiyaan jitne pip ka fark hota hai usay spread khete hai misaal k tor per EUR/USD ki buy rate 1.3146 hai or sell rare 1.3143 hai to spread 3 pip ka hai forex market me spread 1 permanent fact hai.
Spread ki misaal daily life me humhary yaha foreign exchange walo se currency tabdeel karte waqt dekhi ja sakti hai. Ager hum kisi foreign exchange k dealer k pas $1 khareedne jaye to wo humhai 90.50 rupe ka sale kare ga lekin isi dealer ko ager hum $1 sale karne k liye dein to wo 90.10 ka buy kare ga isi tarha wo 40 paise ka profit hum se kama raha hai. Bilkul isi tarha forex brokers spread ki shakal me trader ki trade se profit kamate hai. Koshish kare kam se kam spread wale broker k sath account khola jaye kyun k jitna spread kam hoga utna hi trader ka faida hoga.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим