Identification of exit point

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Identification of exit point
    Dear members stock marketing Mein Jab Ham koi bhi trade open Karte Hain to use Waqt Ham Apna take profit Kisi specific point per adjust Karte Hain take profit ko adjust karna bahut jyada technical aur important hota hai jo Insan Apne take profit ko Sahi Jagah per enter nahin kar pata vah kabhi bhi achcha profit Hasil nahin karta Kyunki Aksar aisa hota hai ki market take profit se thoda pahle reverse Ho Jaati Hai isliye Hamen Sahi exit point Ka Pata hona chahie
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Identification of exit point

    Exactly Jab Bhi forex market Mein trading ke liye Ham Apne trading plan ko banate hain aur pahle use Jab demo account apply karte hain to use perfect trading plan Mein sabse important hota hai take profit ko adjust karna means ke kis time Humne market se exit karna hai so take profit sabse important. Hai aur iske liye Hamen Jo timeframe Humne use kiya hai ya duty time from Humne choose Kiya Hai uski support and resistance ko find out karna Hota Hai Jab Bhi Ham Koi position lete hain to uski support and resistance ke according Ham Apne Jo hightake profit ko adjust karte hain aur Jaise hi market se hit Karti Hai To Ham exit from the trade Ho Jaate Hain sabse best opportunities rahi hai
    • #3 Collapse

      Re: Identification of exit point

      Yes dear aapane yah bahut hi acchi post Ki Hai Kyunki is. Ki vajah se Hamara Aksar nuksan Ho Jaya Karta Hai Kyunki Ham sometime trade Kisi acchi Jagah se open kar lete hain lekin usko close Kismat Karna Hai Iski identification bhi bahut jaruri hai market mein jo candles ban rahi hoti hai vah usko identify kar rahi hoti hain ki yah kaun si stage per jakar close honi chahie isliye Humko trade close karne ke liye uski perfect exit bhi Pata honi chahie Taki Aisa Na Ho ki jo Humne profit Kiya Hua Hai vah Wapas ho jaaye
      • #4 Collapse

        Re: Identification of exit point

        Dear brother apki baat theek hai traders market se us waqt exit hoty hein jb doji candle banti hai woh trend change hony ka waqt hota hai jb doji candle bany tu us waqt exit ho jana chahiye profit book ho jata hai.
        • #5 Collapse

          Re: Identification of exit point

          Mere dost exit. Ki jo hoti hai vah yah hoti hai kya abhi koi train mein se nikalna padta hai agar aap Logon Ko Apna Kaun Baat karvana chahie to aap log ko chahie ki Hamesha. Ka Naino Ko chahie ki Jyada Se Jyada share Karen ki aap log Kisi bhi train close karni ho to uske liye aap Logon ke pass mein kaun Jita Bhi Kya kar sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: Identification of exit point

            Ji aapane bahut acchi baat ki ki Hamen Jab Bhi Koi take profit ka option set karna Ho To Hamen usse pahle Apne analyse ko bahut acche tarike se complete karna hota hai ki aap ki market kis level per Aakar Wapas Jayegi to Agar aapko aapane take profit ke option ko set karna a Gaya to aap ko post-trade Mein profit Jackie Nahin Hoga isiliye Hamen chahie ki Ham exit. Ko Jarur identify Karen apni trade Lagane Se Pahle Hamen Ek behtarin take profit ka option Lagan Mein Koi Mushkil Na Ho
            • #7 Collapse

              Re: Identification of exit point

              Bilkul dear member aapki baat sahi hai jab Bhi Ham Forex trading Mein trade Karte Hain To to Ham trade open karne ke bad take profit adjust Karte Hain agar trader take profit exit adjust nahin karta to trader kabhi bhi apni trade Mein Kamyab Nahin ho sakta kyunki take profit exit Point per adjust karna bahut hi important Hota Hai
              • #8 Collapse

                Re: Identification of exit point

                g hn g ap ki ye baat bilkul theek hai k trade open karty waqt hm us mein TP R SL ki limit set karty hein r trade hmeesha axhy entery points se lety hein lkn srf entery point hi important nai hota hmein apny exit point ko bhi calculate krna hota hai tb ja k hm axhi trade kr sakty hein,..
                • #9 Collapse

                  Re: Identification of exit point

                  Trading se related jain members ke pass experience jyada hota hai unko sab bhi point ke bare mein acche se maloom hota hai ki unko kis market mein enter ho jana hai aur uske bad usko kitna jyada profit le lena hai aur uske bad usko kis point per market se apne khet ko exit kar lena hai aur yahi trading experience member ke liye jyada useful sabit hota hai aur vah jyada isi tarah profit le sakte hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Identification of exit point

                    ji haan agar aap market main trade karna chaty hain tu hamain kafi achi prediction akrni hogi k aya k hamain yahan par esa konsa point hai jo hamain kafi acha profit dy sakta hai tu achy waqat r entry point ko daikhain jis sy haam kafi achi position ly kar trade kar sakty hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X