Trend ko follow kryn

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trend ko follow kryn
    Dear members Forex marketing Mein Ek bahut Aham proverb istemal Hota Hai ke trend is your friend is Murad yah hai ki agar market ka Trend Upar Ki janib ho ya purchasing Mein Ho To Hamen chahie ki Ham apni trade ke liye purchasing ke entries ko prefer Karen aur Agar market ka point seling mein ho Ho To Hamen chahie ki ham sell karne ke liye acchi entry ka wait Karen Agar ham market ki situation ke against Jaenge to loss ke chances increase Ho Jaenge
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trend ko follow kryn

    Hamen chahie girlfriend ko Jarur follow Karen market Hamesha trend Mein Hi Munh karti hai agar Ham train mein rahakar trade Karenge to Ishara Ham market Mein sev evening kar sakte hain Ek bahut hi mashhur kahavat hai kya friend is friend matlab market Hamesha Ek train ko follow karte hue Munh Karti Hai ISI Mein Hamen follow karna chahie
    • #3 Collapse

      Re: Trend ko follow kryn

      Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men trend is our friend hota hey iss liay jab market fast movement men hoti hey tu aik trend k sath move karti hey iss liay uss waqt trend ko follow karen aur apnay balance k hisab se lot size select karen tu zaroor kamyabi hasil kar saktay hen lekin agar trend k opposite trade laga detey hen tu bara loss ho jata hey
      • #4 Collapse

        Re: Trend ko follow kryn

        Mere dost bahut acchi baat ki hai kya hona chahie ki market mein jo train chal raha hota hai usko follow karna chahie Kyunki Usi train ko follow karte ho aap log ko Kamyab ho sakte hain kabhi bhi aap Logon Ko Nahin chahie kisanon ko chahie ki Hamesha market ko band rakhne chahie aur news aur dusre ke bare mein Rakhna chahie
        • #5 Collapse

          Re: Trend ko follow kryn

          Agar aap ek profitable trade karna chahte hain to aapko Hamesha friend ko pahle Road karna chahie Uske bad friend ke sath follow karte hue koi bhi trade Karni chahie Kyunki agar aap friend ko jane wali train ke opposite trade Karenge to usmein aapko nuksan ho sakta hai aur aap last Utha sakte hain isliye Hamen chahie ki Ham pahle yah friend ko follow Karen trend ko Jaane case Pratap ki market ki stand Mein Hai Uske bad apni trading ki taraf aaen apni trade select Karen
          • #6 Collapse

            Re: Trend ko follow kryn

            trading k liye lazmi hota hai k hum na trend ko bar bar follow karen or hum trend ko follow kar k he kamiyab ho sakty hain ..hamen trend k khilaf trading nahi karni cheye ..market ki news ko bhe follow karna cheye or analysis ko bhe sath k sath continue rakhna cheye ..
            • #7 Collapse

              Re: Trend ko follow kryn

              trend me trading karne se hi ap profit earn kar sakte hain jo traders trend me trading kartay hain un ka analysis strong hota ha or trades profit me jati hain jo traders trend kay against trades open kartay hain market ki high or long movement hone ki waja se un traders kay account wash ho jatay hain trend me trading karne se hi ap ko big profit mill sakta ha
              • #8 Collapse

                Re: Trend ko follow kryn

                Assalam.o.alaikum
                G han bhai nay theek kaha hy Pakistan forex trading men trend is our friend hota hey iss liay jab market fast movement men hoti hey tu aik trend k sath move karti hey iss liay uss waqt trend ko follow karen aur apnay balance k hisab se lot size select karen tu zaroor kamyabi hasil kar saktay hen lekin agar trend k opposite trade laga detey hen tu bara loss ho jata hey...
                $#@#i Khan
                • #9 Collapse

                  Re: Trend ko follow kryn

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Fairynaz پيغام ديکھيے
                  trading k liye lazmi hota hai k hum na trend ko bar bar follow karen or hum trend ko follow kar k he kamiyab ho sakty hain ..hamen trend k khilaf trading nahi karni cheye ..market ki news ko bhe follow karna cheye or analysis ko bhe sath k sath continue rakhna cheye ..
                  Trend ko follow karna itna important nahi rahkta hai ager ap kay pas achy analysis hai tu ap daikh sakty hain market nay kitna move kiya ha or kaisy move mazeed kary gi tu a ko analysis ki zarorat parti hai usi ki base pay ap ki market move karti hai or phir ap against trend be ja sakty hain ager market oversold ho chuki ho tu ap ko us se be mazeed faida hota hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Trend ko follow kryn

                    trend ko follow karke aur apne trade ko continue karna isi tarah se expert traders apne trade ko acche se manage kar lete hain jaisa ke har ek member ke liye jaruri hai ki vah bhi isi tarah se hi apne ped ko manage kar le aur isi tarah kar lene se hi members ko fayda hota hai aur vah acche se friend ko follow karke hi apne trade ko kamyab banakar aur profit le sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Trend ko follow kryn

                      trend ko follow karna bhut zarori hai agar haam market main mojood trend ko ignore kar k trade open karty hain wo hamesha he loss main jati hai is liye hamain market k trend ko ni chorna chaiye r market main hamain follow akrna hoga apny trend ko tak haam market ki move ko samjh k trade open akr sakain
                      • #12 Collapse

                        Re: Trend ko follow kryn

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Coconut708 پيغام ديکھيے
                        Dear members Forex marketing Mein Ek bahut Aham proverb istemal Hota Hai ke trend is your friend is Murad yah hai ki agar market ka Trend Upar Ki janib ho ya purchasing Mein Ho To Hamen chahie ki Ham apni trade ke liye purchasing ke entries ko prefer Karen aur Agar market ka point seling mein ho Ho To Hamen chahie ki ham sell karne ke liye acchi entry ka wait Karen Agar ham market ki situation ke against Jaenge to loss ke chances increase Ho Jaenge
                        bilkul bhai jaan hamara train for bahut hi jyada follow karna chahie Agar ham trading cat and ko follow karke reading karenge To hamen ismein bahut hi jyada munafa Nahin Sakta Hai bahut hi jald
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Trend ko follow kryn

                          Trend ko follow ker kay trading kerna boht zarori hay. que kay trend kay mutabiq trade kabi kabi boht acha profit de jati hay aur kabi kabi loss kerti hay. ager trader ko trend ka idea ho jaye to har correction per trader trend ki favor main trade laga ker market main kafi profit earn ker sakta hay. is liye jo trader kamyab trading kerna chahtay hain un ko chahye kay wo trend ko follow ker kay trading karen.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X