Dear traders, akser traders market se fight kerna start ho jate haen aur un ka target bhi bahut small hoga hai. For example ager scalping ki bat ki jaye tu yeh aik bahut risky mathod hai lekin es se humaen kiya hasil hota hai. Sirf thora sa profit aur us ke liye hum kitna berha risk le laite haen. Tu aisi trading nahi kerni chahyea. Humaen risk kem aur profit ziada laina chahyea.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим