Forex Is hard working business.Not Shortcut Method of earning.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2566 Collapse

    Ji han bilkul forex ek hardworking business hai kyun k is main jab tak ap mere khayal main hard work ni kro gay pire mehnat se kam ni kro gay is main ap kbhy bhe kamyab ni ho sakte ho is main koi shortcut ni chalta hah is main apjo hard work he karna parta hah kyun k jab tak ap hard work ni kro gay ap shortcuts dhondo gay hard qork karne k ap is main kbhy bhe ek achy aur successful trader ni ban sako gay.so is lie harworking must hai is main mere khayal main
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2567 Collapse

      Dear forex trading aik bahot acha business hai is mein hardwork bahot hi important hai humein hardwork krna chahiye aur experience PR trading krni chahiye
      • #2568 Collapse

        je brother mei itefaq aap aur agar hm forex par shuru sy mahnat kary aur zeydaa sey zeydaa Demo per practise kary to hm kbhi na kbhi aachey traders zorree baan skti han lakin agyr hm shortcut ki tarf chaley jaey gy to sert humie loss he hao gaa aur hm koch sekh bhee nhi pae gy.
        • #2569 Collapse

          jee absolutely Forex es koshish busines not short ways of kamai yaa aik bohat risk karobar hai, iss mein aap ko jab tk tajruba nei hao gaa aap akbi kameb nahi hao skty hyn
          • #2570 Collapse

            gee meiry bhae Forex ik industrious busines ha, idhar koe shortcut kee chance nahin ha, shortcut tareeqa sy earnings bhee nahin hogee aur aapka times bhee zaya hogaa propar maloomat ki sath shuru kro karobar takeey koee issue na hoo appko.
            • #2571 Collapse

              Haan jee bilkal yei 1 actual aur struggling busenees ha, iss mein koe doubt nahi ha, aur yeh aek boaoht nice busenees ha, agr aap iss mein short tareka istmal ker raahy hein to yei khatarnak ha, aapka lose hao skta ha, bhtaer ha, ki na karain.
              • #2572 Collapse

                Forex menn humain zeada mehnat nahin kernee hooti ha, humain iss menn iss ke saari knowledge chaheay hhotee ha, jiss sy humain market menn tradings karna aasan hotaa ha, aur iss menn saari very nice work hooti ha, iss liye Forex menn humain chaortcut nahe es kee achi practise hi successfull kerwatee ha, aur hm successfull oty hen.
                • #2573 Collapse

                  bhai Forex shortcut ways bhi hao sakta hai agaear aapko Forex tradings ky mutalik bahot ziada ilaem hao aur aap iss miaen kafi more l kamai kar keh shoro kren to aap bahot good kama sakty hein aur sm har dafa me buhut baar mein hoon ount hasil saktey hain.
                  • #2574 Collapse

                    , asl main Forex itnaa bhi mehnat nahin ha, only aap ko apn zehan istemal kar na hotaa ha, analyses ky times takeh aap thik yay propar trend ko soch kr traders laaga sy aor ess sy good profits kma sakaey.
                    • #2575 Collapse

                      gee Forex market bhaut bri r hard market ha, ess mein koe shortcut nahi ha, earnings ky ley ess mein bohat struggle karni parrti ha, aasan nyi ha, par namumkin bhee nyi ha
                      • #2576 Collapse

                        yes daer koi b job start ki jahe to hum ko us me bout mehant karni parti han forex ak bout hard work kam hai hum ko zehni tor par is me bout mehant ki zarort hai
                        • #2577 Collapse

                          bilkul bhai yaha pe koi shortcut nhe ha agr koi ye smaj kar ata ha kay wo jald se jald ya rato rat yaha se rich ho jay ga to ye us ki galti ha aur wo aysa nhe kr skta kyu kay ye boht risky business ha aur es business ko sab se pehly learn krna chahye aur us pe jtna b time lgy wo best ha us kay baad he esy real toor pe start krna chahye kyu kay agr hum ayse he kry gay to phr humy loss b ho skta ha.
                          • #2578 Collapse

                            yah baat theek hai ke ham mai say ziada tar traders forex trading ke basics say b waqif nai hoty hain aur iss time he real account mai trading start kar daite hain . ziada tar traders yeh samjhtay hain ke forex trading short cut say paisay earn karnay ka assan tareeqa hai . jab kay Forex trading aik proper business hai iss ko achi trah learn kiye baghir karna bohot risky hai.
                               
                            • #2579 Collapse

                              jee bikukl forixak hrwaorking busenees hai, aor Forex eik shortcut tareka of earnings nei hai, aap jtni zaidaa hardworking krn gaa aap o otna zaidaa fiaed hao gaa aor aap utnaey achey trdrr hun ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2580 Collapse

                                hard worker traders market kay wo kamiyab trader hotay hai kay kabhi bi nakami ka shikar nai hotay ha wo har honay wali movemnet kay baray me chi taraha say jan letay hai wo check kar letay hai kay marketr me next kya hai likin short cut traders ko aisi koi bi technique ka pata hi nai hota hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X