Forex Is hard working business.Not Shortcut Method of earning.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2551 Collapse

    G bilkul agar hum is business me shortcuts find kary gye to hum kabhi bhi aik successful trader nahi ban sakye gye isi liye humy chahye k hum is business me zyada se zyada hard work kary and is business ka acha knowledge and experience gain kary isi trha hum is business me aik professional trader ban sakty han.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2552 Collapse

      ji forex trading ko kuch log amir binany ka shortcut kehty hain lakin ye bahoot hard working business hy pori dunia ke economy ko study ker k market ma enter hona asaan kam ni
      • #2553 Collapse

        hamain trade karny k liye hard work karni ho gi ta k loss kam ho saky aur short cut ko avoid kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade kar k run karein gay aur hard work kar k hi hum profit hasil karein gay
        • #2554 Collapse

          Assalam O Alaikum wa rehmtullah!bhai jan forex dosry kamo ki tra bht mehnat talb kaam hy aisa nai hy k ap bethy bithai kam kar k ratu raat ameer ho jayn gy iesa bilkul b nai ap ko is main bht working karny parti hy han mgr expert ho jany k bad to definitly forex easy lgny lagti hy
          • #2555 Collapse

            yes dear ap ki bat bilkul thik hai ais business mai agar hum kamyab hona chaty hai to hum ko achy tareeky sek kam karna pary ga ta k ais mai hum acha profit bana saky aor ais se faida hasil kar saky agar ais mai hum short cut lagye gay to aus ka humy hi nuqsan ho ga.
            • #2556 Collapse

              Forex trading ka knowledge gain karna kafi mushkil sabar azma aur lambay arsay ka kaam hai jis kay liye bohot he ziada hard work aur mehant chaiye hoti hai ager traders kay pas hard work karnay ke liye time na ho tu phir un ko forex trading join he nai karne chaiye kion k iss k liye hard work lazmi hai .
                 
              • #2557 Collapse

                Learning is basic. Agr hm learning k bagair forex k business ko start kr dain gy to yaqeeni loss krain gy. is lea pehly learning phir earning. Aur learn krny k bad instaforex k demo account pr practice krni chahiye jb aap achi tarha se demo trading main kamyabi hasil kr lain gy to aap ko instaforex k real account pr earning krna koi mushkil nahi lagy ga.
                • #2558 Collapse

                  bhai Forex tradings zeada hard busines nahe hai ess busines ko karny kay leay mahnat ke zaroorat hooti hai, agar hm propar mahnat kren gye to hm ess mn zaroor successfull hao jeay gye other ess busines ko karny kay leay koe shortcut tareka nhee hai jiss ko hm istemal kar ky earnings kar skeen is busines ko karny ki leay tajruba aor skill ke zaroorat hooti hai, phir hm ess karobar mn kamyabi hao sakty hn.
                  • #2559 Collapse

                    g han my friend mary khyal sy forex trading main koi b shortcut rasta ni ha is main hum jitni mahnt karyn gay jitna is ko time dayn gay r properly is ko seekhy gay utna hi hum is business main kamyab ho gy r profit b zeada ho ga n
                    • #2560 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Rizwan Trader پيغام ديکھيے
                      Members hum Forex ki basic ko nahi theek se samaj patay jis ki waja se hum Forex main fail ho jaty hain.Ager hum achi learning or experience jab hasil kar lety hian tu hum asani se yeh bat samaj jaty hain k Forex ik acha business profitable es leye hain k yeh ik hard working busienss hai jis mai trader apni mehnat se skill,experience and knowledge ko hasil kar k earning karta hai.Yeh short cut method of earning nahi hai k jis mai hum apni luck ya ideas ki base pay earning karain
                      Hope hum yeh samaj jain k hum es main proper mehnat kar k he achi earning kama sakty hain.
                      Happy Posting and Tradings.
                      :cool::cool::cool:
                      Dear main ap ki bat sy agry karta hon forex ak real international business hy as ko shortcut sy hasl ni kya ja sakta as business main wo hi trader kamyab trader hota hy jo as pay mehniat karta hy agher ap ya samjty hhy ka bagher learning ka ap forex main kamyab ho jay gy to asa kuch ni hy us ka lay ap ka pass knowledge aur exprince hona chay aur ya hardwork ka bagher trader kamyab ni hota
                      • #2561 Collapse

                        haaen Forex main mehnat bhaot zeada important ha, humaey analyses krna hotaa ha, aur analyses ky bad humaey trading krna parrta ha, trading pe nzar rkhnee hooti ha, trading ko manage krna bhi hotaa ha.
                        • #2562 Collapse

                          is forex main trade karny k liye hard work karni ho gi aur short cut ko avoid kar k hi hum achi trade karein gay aur rules ko follow kar k hi hum achi trade karein gay aur profit hasil karny main bi asani ho saky
                          • #2563 Collapse

                            yei 1 actual busines ha es kaa koe bhee aap ko short cut nahin mill skta hai iss ko aap Demo par sikh kr yaa aap ko forex kaa elaem sikh ker hi krna hao gaa aor aap ko pataa hao gaa ki aap ko es busines mei woh koch ur itnaa jaladi miltaa hai ki aap ko online dunyaa kee kisee b works mein nahin milaa hao gaa
                            • #2564 Collapse

                              Forex trading aik full time jobb hai jiss main appko wqaat k saath sath money aur experience bhi lagan parta hai ye kio shortcut treeka nhi hai paisy kamany ka mukhtaliff log mukhtalif kamm krty hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2565 Collapse

                                Assalam o Alaikum wa rehma tullahi wa bara katuh bhai mery main ap ki baat sy bilkul sehmat hun lekin hamein khud ko itna kabil banana hy ky ham short cut ky bary main sochy he na thank you very much.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X