Forex Is hard working business.Not Shortcut Method of earning.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2356 Collapse

    Aslam o alikum janab mere khayal me bhaion ne theek kaha ke forex trading hard working se hi seekha jata hai iss me ham jitni learning karin ga iss me knowledge barta jae ga aur iss me experience hota jae ga aur issi se forex trading me success hai
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2357 Collapse

      Haaan g bhaai g aap nee saahi kaha hai bhaia g me janta ho keh forex business me koi bhi shortcut zariya nahi hai isliye mehnat lazmi hain bagai g
      • #2358 Collapse

        bilkul theak kaha hai apne forex aik hard business hai is business mai humay daily basis per mehnat karni parti hai ye kaam humare liye asaan nhe hota hai forex business mai koi shortcut method nhe hota hai and humay is kaam mai enter hone say pehle proper learning karni hoti hai us k baad he hum is kaam mai kamyaab hosakte hai
        • #2359 Collapse

          Ji bhai theak kaha ap ny ham is ko easy le kr karty hain aur wesy bhi business koi bbhi ho us main hard working lazmi karni parti hai wrna koi bhi kaam ho ap us main kamyab nahi ho sakty.,
          • #2360 Collapse

            hard working is very much essential to become success in forex trading business. in forex trading business if we find any shortcut option to earn profit then we may fall in huge loss in trading.
            • #2361 Collapse

              no no my dear. here you have no to do hard work. it is the most comfortable business among the whole world. but if you get it like a short cut way for success then it will be wrong because here has so much risk my dear.
              • #2362 Collapse

                Well said,yaha easy baty to sub he karty hy muger kitna acha hota ky ap kam az kam koi aik asye bat bata daty jis per hum amal kar ky forex trading business main koch sheek sakty,MASHALLAH ap 2013 sy es business main hay.
                 
                • #2363 Collapse

                  aap ki ye baat to darust hai k ager ham mehnat say forex ko seekhay tou is main zaroor kamyab hotay aur is sab k liye kafi mehnat ki zaroorat hoti hai. is k elawa kuch traders aisay bhi hai jo bohat ki kem mehnat say forex main kam ker rehay hai aur kamyab hai kio k un k pass kuch aisi technique hoti hai jo technically forex say earning k liye istemal ki jati hai.
                  • #2364 Collapse

                    G han dear apne bilkul sahe kaha, forex trading koi short cut rasta nhe he jis me ham raton rat ameer ho jaen balke ye aik buht mehnat wala kam he jis me ham buht careful kar k profit kamane ke koshish karte hen, ur hard work se he hemen experience hasil hota he jis se ham trading me kamiabe hasil kar pate hen
                    • #2365 Collapse

                      G haan yeh ek behtareen business hai jis main ap ko mehnat kerni hai kiyun ke Forex depend kerti hai ap ki hard-work per or AP ki trading skills per hai kiyun ke always yaad rakhey ke Forex main apne experience le ker ana hai
                      • #2366 Collapse

                        yes dear forex pure business hy aur hmain is baat ko apny mind main set ker lena chaeay k forex main koi short cut nahi hy, balky forex ko properly seekhna parhta hy, tab hi forex sy earning b possible ho gi
                        • #2367 Collapse

                          forex is a very heard work and bohat hi mushkil kam hai kue k is me profit k lie main kam karna hota hai jub profit aye ga to phir is ko hum sahe tarah istam ker sakte hai jub is me loss ho ga to phir aap is ko kabi be istamal nahi kare ge
                          • #2368 Collapse

                            hum log forex pr short cut apnate hain jes ke wajase start me tu shad humee profit b mele but bad me atna loss ho jata ke dobara trading he nahi karty.Yes forex is a hard business. For be a successfull man you have to hard work in Forex trade market.
                            • #2369 Collapse

                              Ji han friends forex ko hum jitna seekhain gey utna hi humaray liyay acha hay . Forex main koi bhi shortcut nahi hay agar ap koi bhi shortcut lgaain gey to ap ko bohat baray nuqsan ka samna karna par skta hay ap ko chaeyay keh ap mehnat sey trading karain or faida hasil karain .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2370 Collapse

                                bilkul bhai aysa he ha dear world ma koi b kam aysa nhe ha jiska ap koi short way dekhy har kam ka aik method hota ha aur jab ap us method per chlty hain to phr success to lamzi hissa ho jati ha aur forex ma to humy pehly esy achi trah sekhna chahye aur phr hmy demo pr kafi zyada practical krna chahye phr real ma ana chahye.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X