Forex Is hard working business.Not Shortcut Method of earning.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #916 Collapse

    you are right but that is also short cute of method of earning in this type method you will earn extra money if you like to chace him and i agree that company give you lots of money and every one join him
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #917 Collapse

      i think mery khayal se Forex ik acha business profitable es leye hain k yeh ik hard working busienss hai jis mai trader apni mehnat se skill,experience and knowledge ko hasil kar k earning karta hai.Yeh short cut method of earning nahi hai......
       
      • #918 Collapse

        off ocurse forex trading ek hardworking learning aur skilsl based business hai jitna zada ho ga autna he loss akm aur profit zada ho ga aur ap achy trader ban jayo gay shortcut trader ka liya koi jaga aur earning nehi hai
        • #919 Collapse

          jee han main ap se agree hon forex tardign aik hard working business hi jis main kamyb hone ke lye ap ko prioepr learning ekrni ho gi then hi ap iss business main kamyb ho ge or profit bi le sakoo ge
           
          • #920 Collapse

            brother forex ma wohi log kamyab hotay han jo forex par hard working kartay han hard working karnay walay kabi nakam nahi hotay and shourtcut method sa earning forex par nahi hoti keun is par aap ko proper method use karna hota hai
            • #921 Collapse

              G rizwan bhai forex trading aik big aur worldwide business he aur har business ki tarah is me bhi hard working ki zaroorat he ye koi jadoo, juwa, ya lotri nhi ke jis men earning easy ho jae bal ke ye aik mehnat talab kam he.
              • #922 Collapse

                forex bohut ziada hard working hain is m ap bohut mehnat kartey to tab apko iska phal milta hain.is ma koi shortcut rasta ni hain jis sa ap earning kar sako.apna forex karni hai to ziada sa ziada time do.
                • #923 Collapse

                  gi bhai ma ap ki bat sa agree kar ta ho ya short cut busness nai ha ya hard ha lakin ager ap is ki trading ki traning lo kis acha teacher sa to ya asan ho jata ha bhai
                  • #924 Collapse

                    Ji han forex koi shortcut nahi hai success hasil karne ka ya earning karne ka....ye aik business hai js ki demand hai hard working.....is business main agar hamen successful hona hai tu hamen ye bat bhi mind main rakhni chahiye k hamen mehnat karni hogi.....
                    • #925 Collapse

                      forex ek highly risky kaam hai or i ko krney k lia hard work to krna he hoga yai koi shortcut key thori hai jo log isey shortcuk key samajh kr kaam krtey hai un ko shuro mai to profit bohat hota hai mager baad mai jb loss hota hai to aisa hota hai k un ki sari investment b khatam hojati hai
                      • #926 Collapse

                        forex me jes ka experiences or market ki knowledge nahi ho gi us ko forex hardworking hi lagta hay, koshish ye karni chaye k planing k sath trading ki jay to app ko forex bahot hi easy lagy ga.
                        • #927 Collapse

                          Forex trading main hamain hardworking say kam karna chheya kyon kay Forex trading aik proper business ha or is main shortcut kamyab nhe ha is leya kay ham shortcurt say tp waqti tor par profit hasil karlain gay lakin is say hamain bad main loss ho ga.
                          • #928 Collapse

                            Dekho bhai jan dunia main koi b aisa kam nai jo bina mehnat ho jai koi b kam karny k liye us k liye mehnat to karni he parti hai lekin main itna keh sakta hon k dosry business se kam is main hmain mehnat karni parti hai kiun k hm isi ghr bethy karty hain
                            • #929 Collapse

                              bhai jan ap bilkul thek kehta he ke hm loge forex me short kat cut rasta estamal kartey he start me hme acha profit hasil hota he jies sey bad me utna he loss hota he is loss ki vaja sey hmry sariy investment b khtam ho jati he is liye hard work sey ham ache trade ban sakte he
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #930 Collapse

                                ha ye sahi hai ki forex trading me kabhi koi shortkut nahi hai kyuki me manta hun ki forex trading khud hi apane aapme ek shortkut hai money kamana hai to is liye aako ek shortkut me dusra shortkut kabhi nahi dekhna chahiye kyuki forex trading me aapko sabse jaldi hi money milte hai to aapko jaldi karni nahi chajye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X