hm forex k kea hain...?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    hm forex k kea hain...?
    forex brokers ko hamari waja se kea faida hota hai...? share your openion
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bhai forex brokers ko hum say yee faida hota hay kay jub hum koi trade open kertay hain to real rate main or humaray purchased rate main some pips ka farak hoota hay bas yeh pips ka different hee unke earning hain..
    • #3 Collapse

      assalamu alaikum dear jes borkar ke sath ham kam kartee hai os ko hi asal faida hota hai ham ko nahi keyo ke wo hamree har trad see profit leta hai jo ke bohot hi mamulee hota hai leke os ko hamree loss or faide see koee garaz nahi hai os ko os ka hisa miljata hai
      • #4 Collapse

        G janab is bary mai nai pata nai hita hy butt forex mai ap ko knowledge or expeirnece ky zaryay ap ko bht kuch hasil ho skta hy or forex mai broker ahxa ho tu ap ko bht kuch hasil ho skta hy.
        • #5 Collapse

          hm to forex ke simple se traders hain aur forex ek bohat hi riksy business hai aur apko chahiye ke iski khoob practice karen is mein kamiyab hone ke liye.
          • #6 Collapse

            bhai jaan jab se maine is business ko join kiya hai tab se maine yaha se shukar hai k bohat he achi earning and profit ko earn kiya hai and shukar hai k ab main apni tamam needs ko bhe pura kar raha hoin.
            • #7 Collapse

              Forex main brokers ko hamari waja se buht faida hota ha. hum jb trade krte hain to hr pair pr un ka spread(commision) hota ha hamare order place krte hi wo apna commision le lete ain hum ko chahe loss ho ya profit. yahan se hi brokers earning krte ain. hum brokers k client hain jis trha kisi bhi forum ke member hote hain.
              اللہ آپ کو خوش رکھے ۔ اپنی دعا میں مجھے یاد رکھیے گا۔ شکریہ
              • #8 Collapse

                dear forex main ham daily kam kerk passay kama saktay hain forex bahot hi a acha business hai is main profit hi profit hai
                • #9 Collapse

                  my dear hum jo trading k liye investment karte hain us me se ye charges cut karte hain wo hi in ka faida hota hai mere khayal me tu iss k ilawa mujhe pata nahi hai kiun k me abhi new hun so itna nahi pata iss k bare me.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    My dear friends hum forex market main jo investment karte hain wo forex broker ke zarye hi karte hain. or humari sari transactions broker ke zarye hi complete hoti ha. humar har trade par forex broker ko commission milta ha.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X