Forex mai Greed ka kya mtlb hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Forex mai Greed ka kya mtlb hai?

    iss ka mtlub yehhy keh ham apni trade ko sahi time smjhna chahiy iss mein jab hmara profit target achive bhi ho jata hy to ham uss key bad hi apni trade ko close nhi kerty hein mazeed laluch kerty hein aourr una profit target bhi waste hoo jata hy lihaza hamin yhan per greed nhi belkeh saber sey kaam lena chahiy.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Forex mai Greed ka kya mtlb hai?

      Pak forex main greed ka mtlb hy lalach karna agar ham lalach krain gy to ham apny kam ko achy sy nahi kar sakain gy hmain chahaiy k ham forex main lalach sy kam na krain aur bhut mehnat aur imandari sy kam pa focus krain tabhi ham iss forum main success ho sakty hain.
      • #18 Collapse

        Re: Forex mai Greed ka kya mtlb hai?

        bhi forex mein greed kafi chezo k liye istamal hota hy agar ap koi kam karen aur wo acha ja raha ho magar ziada jk chakar mein ap thory ko bhee ignore karen ye greed hota hy jis sy aksar bara loss ho jata hy matlab k agar ap nay koi plan banaya aur profit bhee hasi kar liya magar zaida k chakar min loss kar bethy hamesha trading mein aik hikmat e amli set karen aurb us hisab sy apnui trading karen agar daily 10 gdollar ka mind set kiya hy tou es k aagy trade mat open karen aur us din k liye wohi kafi samjhen
        • #19 Collapse

          Re: Forex mai Greed ka kya mtlb hai?

          Greed ka maqsad lalchi hona hai. Forex Mein greed ka maksad hai ki Ham zyada Se zyada trade Karen aur zyada Se zyada profit Hasil karne ki koshish karen. Isko over trading bhi Kahate Hain jismein Insan lalach Mein Aakar zyada Paise kamane Ki Koshish karta hai aur loss Mein Chala Jata Hai. Isliye Hamen Ek Daily ka Goal banana chahie ki Ham Kitna profit Din Mein Hasil Karen aur isase zyada trade na Karen Aisa karne se Ham profit ki ratio Bada sakte hain. Forex Mein lalach Nahin Karni chahie.
          • #20 Collapse

            Re: Forex mai Greed ka kya mtlb hai?

            Dear member greed ka means simple hay ke lalach kerna. Profit hone ke bawajud dinnka target pura hone ke bawajud bhi lalach kerna ke or or mazeed or profit hojye isey greed lalach khete hain jab ke humey profit hone din ka target pura hone ke bad forex ko quit kerjana chaiye hay ye lalach se bachne ka tarika hay ke jab lage ke mamlaat bhetar nai hay koi trade na open hojye koi galat faisla na hojye tab humey market se leave kerna hay or lalach se bachna hay dusri baat ke humey sabar bhi kerna hay trading mein werna loss hone ki ye bhi bari waja hay.
            # Wants Successful Trader & Also Wants Empower Other.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse

              Re: Forex mai Greed ka kya mtlb hai?

              Pak forex ka bhi hum greed ban sakty hy jus tarha ka hum business ma zadia monhat se work kerty ray gaw us hi traha hum ko faida ho sakta hy jab humery post ka level high ho gaw to hum ko us business ma greed bhi good ho gaw

              اب آن لائن

              Working...
              X