Beginner traders ko experience traders se sekhna chahiye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Beginner traders ko experience traders se sekhna chahiye
    beginners ko hamesha experience k sath sekhna chahye experience aur learning he sab kuch hay experience ka faida yeh hota ha ke app kabhi kisi cheez main phas jaaye toh apko apka experience wahan se bachi sakta ha apne experience eki waja se apko uska solution jaldi miljaayega hamesha apna acha focus rakhain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Beginner traders ko experience traders se sekhna chahiye

    agar hamy market main keser be cheez ke samj nahe a rahe to hum apny expert trader ke tips ko follow kar sakty hai hamy apne learning ko best bana kar market mai enter hona chahye yai aik aam job ke nisbat bohat ache job hain hum gar bath kar is mai kam karty hain is mai kam karny ky liey hamy office jany ke need nahe hote hum is ko apna life time career be baan sakty han
    Last edited by ; 12-05-2020, 10:05 AM.
    • #3 Collapse

      Re: Beginner traders ko experience traders se sekhna chahiye

      Forex Trading me begginer ko experience trader se seekhna chaheye ta keh wo bhi apna khud kaam karr saken. Har karobar k shoro karne k leye experience ki zarorat hoti hai. Is tarah forex trading me bhi knowledge aur experience ki khas ahmeyat hai. Jo new persons hotebhen forex trading me matlab Joiners un k leye forex trading bohut hi ziada khatarnak riski hai. Aur wo is ka tajurba demo account pe kar sakte hen k is me kitna risk hota hai. Joniers ko chaheye k wo seniors se forex ki mukhtalif analysis aur techniques seekhne ki koshash kare ta keh wo is ko apni trading me azma kar kamyab trader bane.
      • #4 Collapse

        Re: Beginner traders ko experience traders se sekhna chahiye

        G Han senior member sy junior ko bilkul seekhna chahiy aur Jo bi senior Pak forum p trading k related tips dety Hain unko her soorat follow krna chahiy aur is Pak forum p regularly bahut ziada senior log apny trading experience aur knowledge ko share krty rehty Hain un ki is Mehnat sy hm sab ko faida uthana chahiy
        • #5 Collapse

          Re: Beginner traders ko experience traders se sekhna chahiye

          hamy forex ko achy sy samaj kaar is ky rules ko follow kar ky is main mehant kam karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain ham is main 24 ganhto main sy kisi be waqt kam kar sajty han yai aik asa business hain jis man kam karny ky liye hamy kisi e office jany ki zaort nahi hoti ham apny gar beth kar is main kam kar sakty hain
          • #6 Collapse

            Re: Beginner traders ko experience traders se sekhna chahiye

            Je he, new trader ko experience trader sy bhot kuch hasil ho sakta hai agr wo senior sy achi tarha help leyn or unki respect karyn, forex ma seniors hamara sarmaya hain, un sy jetni information mel sakti hai wo hamy kisi booklet ya kisi website sy b ni mel sakti, forex ma bhot sy seniors asy hain jo apna work karny k elawa kisi ko time ni dety,
            • #7 Collapse

              Re: Beginner traders ko experience traders se sekhna chahiye

              اصل پيغام ارسال کردہ از: sheroz پيغام ديکھيے
              beginners ko hamesha experience k sath sekhna chahye experience aur learning he sab kuch hay experience ka faida yeh hota ha ke app kabhi kisi cheez main phas jaaye toh apko apka experience wahan se bachi sakta ha apne experience eki waja se apko uska solution jaldi miljaayega hamesha apna acha focus rakhain.
              G haan jitne bhi new members is business mein aate Hain sab ko chahie ki vah senior member se sikhane ki koshish karen aur agar aap senior se sikhate Hain to aapko bahut kuchh Hasil hota hai aapko is business ka accha knowledge or experience hota hai aur jiske pass yah donon chij Ho yani knowledge or experience vahi is business se fayda Hasil kar sakte hain.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Beginner traders ko experience traders se sekhna chahiye

                اصل پيغام ارسال کردہ از: sheroz پيغام ديکھيے
                beginners ko hamesha experience k sath sekhna chahye experience aur learning he sab kuch hay experience ka faida yeh hota ha ke app kabhi kisi cheez main phas jaaye toh apko apka experience wahan se bachi sakta ha apne experience eki waja se apko uska solution jaldi miljaayega hamesha apna acha focus rakhain.
                Jitne bhi new traders hote hain unko sikhana chahie ki vah expert your traders forex market Mein kam Karen unko follow Karen aur Unki Jo trading strategies Hai unko apni trading Mein use karne ki koshish karen but aap log ek baat Hamesha Yad Rakhenge Kisi dusre member ki Jab aap log trading strategy and planning yah trading signal ko Kafi ka rate hai to usko aap log koshish Karenge sabse pahle Apna Jo time account hai use per test kar le agar aap Logon Ko Apne demo account per Kisi dusre trader ki strategies planning ya FIR working jo uska style hota hai uski vajah se a kamyabi mil rahi hai to aap is chij ko Apne real account per apply kar sakte hain but without testing aap log kabhi bhi kisi dusre member ya Kisi dusre trader ko copy Karne Ki Koshish Na Karen agar aap log kaise karenge to aapko directly real account per loss ho jaega aur aap isko recover bhi nahin kar Sakenge Ji Ne aapko bahut jyada last so Jaate Hain isliye aap log dusre expert Jo traders se unko Jarur Kafi Karen But Soch Samajh Kar.

                اب آن لائن

                Working...
                X