Aaj ka kamyab trader aik time mei fail b tha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aaj ka kamyab trader aik time mei fail b tha
    Koi b trader aik dam kamyab nahi hota proper mehnat se hota hay start mei wo fail b hota hay achi learning chahiye hoti hay agar experience hoga to itni knowledge hogi k gain or loss kaisy hota hai hard situation ko kaisy face krna hai etc. agar aap aisa business kar rhy hain jahan bohot mushkil ka samna ho skta hai to vhan ap ko experience ki sakht zrurt pry gi.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Aaj ka kamyab trader aik time mei fail b tha

    hamy start mai kam karny main tore muskil hote hain lykin har muskil ky bad asne be hote hain hamy market ko achy sy sasmj kar kam karna chahey agar hum is mai kamyab hona chaty hai to hamy is mai mehnat karne ho ge yai aik world wide karobar hain hum gar bath kar is mai international level par trading karty hain or dollars man bonus hasil karty hain
    Last edited by ; 12-05-2020, 09:45 AM.
    • #3 Collapse

      Re: Aaj ka kamyab trader aik time mei fail b tha

      Jitne bhi new trailer hote hain yah Jo log newly Forex ko join karte hain vah field Jarur Hote Hain Kyunki Jab new member koi bhi aata hai to na to Itna knowledge Hota Hi Nahin Apna experience Hota Hai To fir band ho jata hai but fail hone ke bad fir se apne knowledge or experience ke liye hard work karte hain rebuilt karte hain apni hard work ko interest show karte hain apni will power ko strong rakhte Hain Forex ko try try again karte hain daily practice karte hain demo account ke at the end we achieve hote hain Vahi successful hote hain aur wahi professional Hote Hain Ham Logon Ko disappoint Nahin Hona chahie Aaj Agar Hamen loss ho raha hai but Aane Wale Dinon mein agar Ham practice continue Rakhenge To
      • #4 Collapse

        Re: Aaj ka kamyab trader aik time mei fail b tha

        Han ye to hai kamayab trader bhi forex me faik ho sakta hai. Aur apki observations keh Aaj ka kamyab trader aik time mei fail b tha Forex Trading me kamyab hone k leye bohut struggling karni parti hai. Aam tawar par ye aik asaan karobar dekhaye deta hai lekin ye aisa hai nahi. Hamen koshash karni chaheye k hum positive mind k sath achi se achi trading karen. Kuch zarori points ye hai forex trading me kamyabbi k leye. Over trading se bachen, account ki valum barane ki koshash karen, lalach na karen, analysis aur strategy k mutabiq chalen, knowledge aur experience hasil karne ki koshash karen, apne leye daily goal select karen. Jazbat pe control rakhen.
        • #5 Collapse

          Re: Aaj ka kamyab trader aik time mei fail b tha

          hamy forex ko achy sy samja kar is ky ruls ko follow kar ky is main mehant sy kam karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kar askty hain ham is main part time be kam kar ajty hain or ham is main apni marzi sy full time be kam kar sakty hain yai kabe be band na hony wala aik real business hain yai poors man or job less man ky liye aik acha business hain
          • #6 Collapse

            Re: Aaj ka kamyab trader aik time mei fail b tha

            اصل پيغام ارسال کردہ از: fatima_princess پيغام ديکھيے
            Koi b trader aik dam kamyab nahi hota proper mehnat se hota hay start mei wo fail b hota hay achi learning chahiye hoti hay agar experience hoga to itni knowledge hogi k gain or loss kaisy hota hai hard situation ko kaisy face krna hai etc. agar aap aisa business kar rhy hain jahan bohot mushkil ka samna ho skta hai to vhan ap ko experience ki sakht zrurt pry gi.
            Aap Jin successful traders ko dekhte hain iska matlab yah Nahin Hota Ki Ek Din Mein successful Ho Jaate Hain ya FIR Unki success Ke Piche Kisi bhi Kishan Ki Na Kami Nahin Hoti balki jo bhi successful people hote hain Unki success Ke Piche na Kami Jarur Chhupi Hoti Hai yani Ke vah Jab starting Mein kam start Karte Hain To vah Kafi Jyada failure face karne ke bad apni success ki Raste per Chalte Hain yani Unki success Ke Piche Kafi Jyada failure hote hain jinki vajah se boss successful bante Hain Koi Bhi member ya koi bhi successful trader aise hi successfully ban jata balki vah Kafi the difficulties faced Karta Hai Kafi Jyada losses Hote Ho usko Uske bad jakar vah Apne kam ko Chitra Kaise samajhta hai aur apni mistakes ko acchi tarike se set karne ke bad aur remove karne ke bad vah aage badhate hain aur successful ho jata hai isliye aap Logon Ko Bhi Agar Kisi bhi time per ya FIR aap Logon Ko Kahin per bhi Kuchh difficulty ho rahi hai to aap bilkul bhi Pareshan mat Anmol ke aage badhane ki koshish Karte Rahe aur apni koshish ko Kabhi Bhi Mat roken Taki aap bhi Ek Din Kamyab ho sake.
            • #7 Collapse

              Re: Aaj ka kamyab trader aik time mei fail b tha

              Yes dear member kamiyabii hasil krnaa asan nh hota hy din rat bht mahnt krky kamiyabii milty hy.. Or aj jo member trader kamiyab hy wio starting m fail hovy hian.. Fail ho kr hii jo learning milty hy wo hmasha yad rhty hy.. Isii lea hmy preshn nh hnaa hy bilky full josh m kam krnaa hy or acha knowledge bi sat sat hasil krnaa hy
              • #8 Collapse

                Re: Aaj ka kamyab trader aik time mei fail b tha

                g bilkuk tk kaha ha ap ny my ap ki baat sy agre karta ho hr treader start my fail hta ha us k bad us ko success mlti ha hm b chahty hy k treader asa bny k expert ho jay par hmy start my jo loss hty hy nakam hty hy inhy accept karna chahiy par himat ni harni chahiy
                • #9 Collapse

                  Re: Aaj ka kamyab trader aik time mei fail b tha

                  Bahut behtarin baat ki hai aapane aaj ka ek Achcha aur Kamyab trader Kisi Waqt Ek nakam trade abhi tha Kyunki koi bhi member start Mein Hi acchi kamyabi Hasil nahin kar sakta Har member ko start Mein nuksan ka Samna karna hi hota hai lekin Aage future Tak Kamyab Vahi hota hai jo start Mein Hone Wali na Kami ko face karta hai uske liye accha solution find karne ke liye mehnat karta hai agar ham log bhi start Mein nuksan hone se pareshan Na Ho Himmat se kaam Le aur accha solution dhundhne ke liye apni mehnat ko Hamesha continue Rakhe to ham log bhi acche trader Ban sakte hain aur usse success ko aasani se Hasil karne mein kamyabi ki taraf Ja sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Aaj ka kamyab trader aik time mei fail b tha

                    Pak forex treader satar ma fail hota hay phir oske bd profit ma ata hay phri treader expert ban jata hay phir kamyabi milti hay phri acha profit hasil kar sakty hay
                    • #11 Collapse

                      Re: Aaj ka kamyab trader aik time mei fail b tha

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: fatima_princess پيغام ديکھيے
                      Koi b trader aik dam kamyab nahi hota proper mehnat se hota hay start mei wo fail b hota hay achi learning chahiye hoti hay agar experience hoga to itni knowledge hogi k gain or loss kaisy hota hai hard situation ko kaisy face krna hai etc. agar aap aisa business kar rhy hain jahan bohot mushkil ka samna ho skta hai to vhan ap ko experience ki sakht zrurt pry gi.
                      Ji han yah Baat bilkul theek hai jo log Aaj forex market ke Business mein Kamyab trader Hain vah bhi kabhi Forex Mein fail Hua Karte The Kyunki Forex trading ke Business mein Kamyab hone ke liye Hamen starting Mein loss ko bhi face karna padta hai agar Ham loss ko face Karke isko bardasht Karenge to hi Ham forex market Mein acchi trading Karke Ek Kamyab trader Ban sakte hain aur jo log forex market Mein loss se Gobra kar Forex Ko Chhod Dete Hain vah galat Karte Hain lor se Gujara Kar Ja Pareshan hokar Ko chhodana Nahin chahie
                      • #12 Collapse

                        Re: Aaj ka kamyab trader aik time mei fail b tha

                        dosto forex trading ma jab koi new member ata ha tu osy forex k bary ma kuch bi pata nahi hota phir wo asta asta mahnat krta ha forex ko samjhta ha sikhta ha or wo lose bi krta ha lakin himat nahi harta or ak din wo kamyab ho jata ha wo ak asa trader ban jata ha or hota ha jo ak wakt ma ak nakam trader tha.
                        • #13 Collapse

                          Re: Aaj ka kamyab trader aik time mei fail b tha

                          g han bro es men koi shk nhe k aj kal jo kamyab trader hen enko shrou men zaror loss hota hy aur agr aik acha trader bnna apko psand hy to apko loss hony ky bad bhe es men mehnat sy kam krty rhna hoga aur acha quality wala kam krky he es men kamyabi hasil krna hoge aur loss sy ap agr dr gy to ap kbhe bhe kamyab trader nhe bnskty
                          • #14 Collapse

                            Re: Aaj ka kamyab trader aik time mei fail b tha

                            bohat sare logo ko forex me loss hota rehta hai lakin jo log achi tarah se sabar k sath kam karte rehte hain wo log zaroor kamyab hote hain is lyie ap ko bi forex me hamesha sabar k sath kam karte rehna ho ga to ap ko bi forex me zaroor kamyabi hail ho gi or ap forex me ek ache trader ban pao gey or acha profit bi earn kar pao gey.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Aaj ka kamyab trader aik time mei fail b tha

                              Kuch din phile mein disheart ho chuka tha. Ab mein Allah k shukr say kamyab hn.
                              Luck and hard work equipment of success.
                              .....

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X