Munasib waqat ka intakhab

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Munasib waqat ka intakhab
    Friends vaise to market 24 ghante open rahti hai lekin 24 ghante market mein trading ke liye maujud nahin hote Hamesha soch samajhkar aur market ki train ko samajh Kar Hi trade karni chahie kamyab trader Hamesha Marathi waqt ke hisab se trading karte Hain jaldbaji aur bemetara trading mein Hamesha nuksan hota hai Forex trading ke andar manasae fakat tab hota hai jab market sewing mein chal rahi hoti hai sidelined market mein trade karne se Hamesha gurez Karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Munasib waqat ka intakhab

    hamare liye good time vahi hota Hai jab market hamen good signal provide karti hai ja market mein good signal hota hai aur market trading ke liye good hoti Hai hamen tab trading karni chahie aur agar hamen market strong signal provide nahin karti hai to hamen trading nahin karni chahie hamen market ka vate karna chahie aur agar hamen market current trade nahin de rahi hai to hamen pending gardens laga dene chahie pending gardens bhi hamare liye useful ho sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: Munasib waqat ka intakhab

      manasi bhakt mein trading karna hamare liye faydemand hota hai ham har waqt market ko nahin dekh Rahe hote hain isliye hamen chahie ki Ham sham ke time trading Karen aur subah ke time posting Karen saheb hamari posting DSC ho jayegi aur trading bhi acchi ho jayegi kyunki sham ke time market mein acchi movement Ho jaati hai isliye hamen sham ke time trading karni chahie aur subah ke time hamen posting ko Dena chahie
      SOME THING IS BETTER THEN NOTHING
      • #4 Collapse

        Re: Munasib waqat ka intakhab

        hamy aik time table bana kar is main mehnat sy kam karna chhaey hamy is main acha or alla qualites ka kam karn chahey pher hi ham kmayab ho sakty hain or acha bonus hasil kar saky hian ham is main bager pasio ky account bana kar be kam kr sakty hain agr ham is main tukky laga kar is main jald bazi sy kam kary gy to hamy loss ho skata hain yai aik real business hain
        • #5 Collapse

          Re: Munasib waqat ka intakhab

          Bilkul Hamen trade karne mein jaldi Nahin Karni chahie balki Sahi Waqt Ko dekhne ki koshish Karni chahie Jab Hamen acchi entry mil rahi ho Agar Ham bagair soche samjhe trading Karenge To Hamen nuksan ka Samna ho sakta hai lekin Agar Ham market ki movement ko acchi Tarah analyse karne ke bad acchi entry ko find Karke trading Karenge To Ham bahut Achcha profit Hasil karne mein Kamyab ho sakte hain aur Yahi Ek Achcha trader Karta Hai hamen bhi achcha trader Agar banna hai to acche Waqt Ko Dekh Kar Apne kam ko successful banane ki koshish Karni Hogi
          • #6 Collapse

            Re: Munasib waqat ka intakhab

            ap ko sahi time me hi sahi trading karni chahiye or jub tak ap sahi time par sahi tarha se trading nahi kare gey tub tak ap kamyabi hasil nahi kar pay gey is liye hamesha acha kam kare or market ko achi tarah se analysis kare or achi tarah se soch samaj kar trading kare ta k ap zaayada se zayada achi tarah se earning kar sake or acha kam kar sake.
            • #7 Collapse

              Re: Munasib waqat ka intakhab

              Bahut Sare log market Mein Apni trade open karne mein bahut jaldi kar Jaate Hain Jiski vajah Se unhen nuksan Ka Samna karna hota hai agar Ham jaldi karne ki jagah koshish karen kay acchi entry Ka Intezar Kar Le To Hamen bahut acchi entry mil sakti hai aur ham use per trading Karke Achcha fayda Hasil kar sakte hain Hamen kabhi bhi market Mein trade open karne ke liye jaldi Nahin Karni chahie bacche acche Waqt Ka Intezar karne ki koshish Karni chahie Taki Achcha result Hasil kiya jaaye aur apne nuksan ko kam kiya jaaye
              • #8 Collapse

                Re: Munasib waqat ka intakhab

                Hot Forex forum Hamen online earning ka ek bahut Achcha mauka Deta Hai Hamen chahie ki Ham is mauke se fayda uthaen aur is per mehnat Karen Taki Ham Bhi Jyada Se Jyada earning kar sake credit ko chahie ki vah Sahi mauke Ka Intezar Karen tabhi vah trade lagaen Nahin to vah nuksan utha sakte hain aur new members ko chahie ki vah sabse pahle senior se advice Le Kyunki seniors ke pass bahut experience Hota Hai
                • #9 Collapse

                  Re: Munasib waqat ka intakhab

                  G han hmain munasib waqt ka inttakhab karna chahaiy hmain pak forex forum main bhut hi soch samjh kar kam karna chahaiy pak forex aik online business hy aur ham iss main online hi earning hasil karty hain pak forex sy ham apni life ko secure kar sakty hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Munasib waqat ka intakhab

                    Forex trade karne ke liye aapko Kuchh chijon ko Madhya Najar Rakhna Hota Hai aur usmein se sabse Aham Baat yah hoti hai ki aapko trade ke liye Apna entry point set karna Hota Hai inter. Agar aapka Waqt Ke hisab se behtar hoga to aapko profit Hoga agar aap aap bagair Waqt Ke aur acche entry point ko mis kiye Karke trade Karenge to usmein aapko nuksan hoga
                    • #11 Collapse

                      Re: Munasib waqat ka intakhab

                      Dear member Forex trading Mein trading ke liye Hamen munasib Waqt Ka vate kar lena chahie Kyunki Agar Ham market ko analyse kar lete hain aur trend ki movement ko samajh Lete Hain tabhi Ham profitable trade karne mein Kamyab hote hain isliye hamen exit time ka intekhab karna members ke liye trading mein sahi sabit ho sakta hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Munasib waqat ka intakhab

                        Dostun ny bilkul thek kha hei agr ak kam krny ka munasb wqt ho tl us kam men bht traqqivhoti hai agr aam dekha jay to hmen pta chlata hei kh markete 24 ghnte open hotni hai mgr open hony ka mtlb yh ni kh us men kaam bhiv24 ganthy hoga jo aysa krta hei na usy losss bhi ho jata hei but agr wo apna kaam wqt pr krta hai to yaqenn kamyab ho jay ha ur agr mashrry men dekha jay to hmen yhi pta chlata hai kh hr kaam krny ka makhsoss wqt hei subah apny wqt pr hoti hei rr shaam bhi wqt pr lihaza forx men aik munasib waqt ka tahhiya kr lena chahiy
                        • #13 Collapse

                          Re: Munasib waqat ka intakhab

                          Hamen Forex ko proper time Dena chahie agar Ham ise apna permanent business banana chahte Hain to hamen iske sath bilkul aise hi behave karna chahie jaise Ham dusre kam se khane ke liye karte hain jaise Ham private job ke liye 8 ghante nikaalte Hain ISI tarah main Forex ke liye beef 6 se 8 ghante kam se kam nikalna chahie jab Ham isko proper time denge aur munasib waqt Ka intekhab karenge to hamen bahut jald sadak samajh mein a jaega
                          • #14 Collapse

                            Re: Munasib waqat ka intakhab

                            Ek Achcha trader kabhi bhi jaldbazi Se Kam Nahin Leta vah munasib Waqt Ka Intezar karta hai aur Jitna jyada ho sake market ko analyse karta hai aur Market per Najar Rakhta hai aur Jahan se use Ek acchi entry mil rahi ho vahan se trade open kar deta hai isase fayda yah hota hai ki trend Ka Pata hota hai aur Market ki moment ko acchi Tarah Samjha vah Hota Hai to nuksan ka Khatra kam ho jata hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Munasib waqat ka intakhab

                              Treating krny ky liye hum ko munasib waqt ka wait krana chahie Kiun ky hum asy hi ankh band kr ky tu treading nh kr sakty hain Zahir si bat hy Treading asy tu nh ki jati Treading sy pahly aur market mn entry leny sy pahly market ki movement ko check krana hota hy market ko analysis krna hota hy market mn entry leny ky liye market ki kuch opportunity hoti hy jis ko agr pora na kiya jaey tu hum ko just loss hi hota hy hum ko apny Kam mn interest lena cahiye mehnat sy apna Kam krana chahie

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X