Forex ma ap kitna kamaty hen?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex ma ap kitna kamaty hen?
    Sary members ko mera slam mera swal sub sy ye hy k ap log seniors aur juniors forex sy monthly kitna kama lyty hen. Aur kya forex ma trade krna job krny sy behtar hy. Agar esi bat hy to q hy. Sub log apny apny ideas share kren aur apna apna experience bhi share kren ta k hum aur beginners ki motivation ma izafa ho aur sub log ziada mehnat sy kam kren aur achi earning kren.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex ma ap kitna kamaty hen?

    trading mein hamare jitne good analyzers hote hain aur jitna hamara account balance hota hai Ham usi hisab ke sath reading mein earning kar sakte hain agar hamara account balance big hota hai to hamari earning bhi big ho sakti hai aur agar hamara account balance big nahin hota to hamari earning bhi big nahin ho sakti hai to hamen try karna chahie ki ham god working Karen aur apne account balance ko increase Karen bahan hamari aur nimbod ho sakti hai
    • #3 Collapse

      Re: Forex ma ap kitna kamaty hen?

      mere pass to abhi Tak balance nahin hai lekin main apne real account se monthly $500 earning kar Leta Hun kyunki Mera real account bahut bada hai aur isliye Meri trading bhi bahut acchi hai to main acchi earning kar Leta Hun aapko bhi chahie kya aap Jahan per mehnat karen to aapko bhi acchi garmi mil sakti hai isliye hamen mehnat karni chahie mehnat kaise hua hamen kamyabi nahin milegi
      SOME THING IS BETTER THEN NOTHING
      • #4 Collapse

        Re: Forex ma ap kitna kamaty hen?

        forex aik wasee business hain ham is main live or sada urdu main baat karty hain ham is main amount be invest kar sakty hain hamy aik time table bana kar is main daily base par kam karna chahey pher hi ham success gain kar sakty hain ham is main part time be kam kar sakty hain or ham is main apni marz i sy full time be kam kr saktyy hain ya aik international business hain
        • #5 Collapse

          Re: Forex ma ap kitna kamaty hen?

          dear ap forex mein tamam member apne mehnat ke hisab se kamty han or learning jitna zeyda kerty han utna hamain achi earning bhe zror hoty han es liye ap bhe ager achi earning hasil kerna chaty han to aj se knowledge se kam kerna start keryn or experience ko gain kerne kilye learning keryn ge to zror kamyab hon ge
          • #6 Collapse

            Re: Forex ma ap kitna kamaty hen?

            Forex trading main main abi itni senior member ni hon aur filhal thori bahut earning ho jati Hy mery liy yeh bahut Hy aur is main koi shak ni k forex trading k business main bahut ziada profit Hy aur log rozana ki bunyad p bahut achi earning Kama rahy Hain to Jo jitni ziada Mehnat kry ga usko utni ziada earning ho gi
            • #7 Collapse

              Re: Forex ma ap kitna kamaty hen?

              Pak forex ek bhut acha aur kamyab business pk forex bhut zadya mehant say kam karty hay aur bhut zadya hardworking ka sath kam karty hay phir hum kamyab hu sakty hya phir achi earning hasil milty hay allahumduallah bhut acha profit kama lety hay
              • #8 Collapse

                Re: Forex ma ap kitna kamaty hen?

                Jab tak bonus monthly aata tha tab tak To Har koi acchi earning possible banaa Leta tha lekin Jab Se bonus weekly hua hai yahan per acchi earning Hasil karna possible Nahin Raha Kyunki weekly milane wala bonus Itna Nahin Hota Jis per Ham trading kar sake forum walon ko chahie Ki vah Sab Ko Unki mehnat ke according result provide Karen Taki Har Koi Yahan per acchi earning aasani se Hasil karne mein Kamyab Ho Jaaye aur agar aisa Nahin ho sakta to kam se kam bonus monthly kar de ta ke Ham apni mehnat ka Sahi result Hasil kar sake
                • #9 Collapse

                  Re: Forex ma ap kitna kamaty hen?

                  g mary bhai har insan ko pasa ki talb ha or wo chata ha ka ham kam wakt ma zyada sa zyada pasa kama saky agr ham es ma mehnat karan to ya posible ha agr bagr mehnat ka ham agr pasy ko hasl karna chahy to ya na mumkin ha or aik acah trader hamysah bohat hi sakon sa kam karta ha or wo zyada sa zyada mehnat kar ka aik achi manzl pa ja sakta ha agr ham aik achy target ka sath kam karan ga to bohat acha profit gain karan ga os ma learnig zayada honi chahiya jis kadr hamri learning achi hu gi ham os kadr es ma acha profit bi hasl kar saky gan or agr hamri mehnat sa hasl hoi earnig ko ham jitna acha bnay gan os s hamy otna profit hu ga forex ma sab sa zyada depend earnng pa karat han earnig ki waja sa hamy aik achy profit ka hak mila ga adr earning nai to profit nai
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex ma ap kitna kamaty hen?

                    dear friends forex apki mehnat per depend krta hy jitna ziyada mehnat utna ziyada kamai shukria
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex ma ap kitna kamaty hen?

                      bhai forex ak boht bara business ha es liay forex trading ma hamny boht ziada profit bi ho sakta ha tradeing ma hmari investment k hisab sy hamny profit hota ha lakin hamny ak target rakh kr kam krna chaheay or apny profit ka ak target rakhna chaeay es tara hum safe trading bi kr sakty ha or acha profit bi hasil kr sakty ha.
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex ma ap kitna kamaty hen?

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: asafshahzada پيغام ديکھيے
                        Sary members ko mera slam mera swal sub sy ye hy k ap log seniors aur juniors forex sy monthly kitna kama lyty hen. Aur kya forex ma trade krna job krny sy behtar hy. Agar esi bat hy to q hy. Sub log apny apny ideas share kren aur apna apna experience bhi share kren ta k hum aur beginners ki motivation ma izafa ho aur sub log ziada mehnat sy kam kren aur achi earning kren.
                        Forex Mein kamane ke liye Hamen apni quality ko improve karna chahie Agar Ham apni quality ko sahi tarah se improve karne mein Kamyab Hote Hain To Ham bahut zyada successful Ho Jaate Hain acha profit lene ke liye trader ko Hamesha zyada Se zyada apni quality per focus karna chahie Kyunki ISI se Hamen bahut fayda Hota Hai aur apni quality ko improve karne ke bad hi Ham bahut jyada successful Hote Hain Jo Bhi trader market Mein successful Hona Chahta Hai use chahie ki woh sabse pahle apni quality per focus Karen aur Iske bad hi Ham Forex se bahut zyada earning kar sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex ma ap kitna kamaty hen?

                          Forex mein earning ki koi limit nahin hai Forex main earning mehnat par depend karti hai isliye forex mein hamen zyada se zyada work karna chahie aur forex mein jitna zyada hum work karenge Forex main utna acha profit aur achi kamyabi hasil kar sakte hain isliye Forex mein jitna ho sake hamen zyada se zyada work karna chahie aur hard work ke sath apni mehnat jari rakhni chahie forex mein jo log jitni zyada mehnat karte hain Forex mein woh utna acha profit hasil karte hain aur Forex mein achi trading ke liye ache experience aur ache knowledge ka hona bhi bahut zaruri hai jisse forex main ham achi trading kar sakte hain aur acha profit bhi hasil kar sakte hain.
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex ma ap kitna kamaty hen?

                            Forex m Jo koi jitni mehnat karta h it a kmata hmain chahye keh ham log mehnat krein agar Ham log mehnat kreingy to ziada chances Hein keh ham log kamyab ho skein jiski base p ham n kamyab hona h
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex ma ap kitna kamaty hen?

                              hum es main utna kamatay hain jitna hum es main mehnat say kaaam kurtay hain es main sirf or sirf humain mehnat kurni hoti hy agar hum woh kurtay hain to hum es main say aachi say achi earning gain kur saktaay hain or jub humain es main say acha bonus gain hota hy to humain es maina achay say trade lgani chahaiyaaay or trading kurtay waqt es main market ki achy say ananlysis kur kay kaaam kurna ho ga es kay bad he hum es maina achay say trade kur sakay gaay or apni trade main kamyab ho kur es main achi income bhi hasil kuray gay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X