Trad lagany ka Rulles kia hein any reply???????
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trad lagany ka Rulles kia hein any reply???????
    Asalam o Alaikum pak Forex trading business all world mein bahut hi famous business hai aur Yahan per bahut se log inter ho rahe hain aur Achcha kam kar rahe hain Hamen Forex ke rules ke bare mein all information Den Forex ke rules kaun kaun se Hain Ham Jab acchi trading Karen uski rules kaun se Hain Uske bare mein all information share Karen I have no more information just tell me now
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trad lagany ka Rulles kia hein any reply???????

    hamen always koi bhi trade open karne se pahle good analyse kar leni chahie trading ka sabse bada bus yahi hai ki hamare good analyses hone chahie jab hamare analyses God honge to hamari trade successful hogi hamari trade kabhi bhi successful nahin ho sakti hai soham a always good analyses ke sath working karni chahie then Ham easily successful ho sakte hain aur yahi trading ka sabse bada rule hai
    • #3 Collapse

      Re: Trad lagany ka Rulles kia hein any reply???????

      hamy apny emotion or lalach ko qaboo main rakh kar is main mehnat sy kam karna chahey pher hi ham loss sy bach sakty hain or ach bonus hasil kar akty hain ham is main out off cost account bana kar be kam kar sakty hain yai aik wasee business hain yai usa or china or new yourk man aik unique business hain or pakistan main be aik legal business ban cuka hain
      • #4 Collapse

        Re: Trad lagany ka Rulles kia hein any reply???????

        Phly hume market ka rules ko fallow kar ka kam karna chlye pak forex m treading lgty waqot phly hume market ke movement ko dakh kar treading lagana chely phir sabar ka sath trading lagan cheye phir hum kamyab hu sakty hya phri achi earning hasil kar sakty hay
        • #5 Collapse

          Re: Trad lagany ka Rulles kia hein any reply???????

          Dear trade Lagane ke yahan per bahut Sare different rules hain jinko aap follow karke successful trading co possible banaa sakte hain aur on rules ke bare mein Ham form per Har Tarah Se read kar sakte hain Iske alava Jo rules Mujhe Maloom Hai vah main aapse share kar deta hun
          1- sabse pahle Hamen market ko Behtar analyse karna hoga Taki Ham market ke Trend ke against Apne trade ko open Na kar sake
          2- acchi trading ke liye Hamen Apne emotions ko control Mein rakhne ki koshish Karni Hogi Kyunki Hamare emotions kabhi bhi Hamen Achcha profit Hasil karne mein kamyabi ki taraf Nahin jaane de sakte
          3- trading karne ke liye Hamen proper plan banana Hoga aur uske according Hamen Apna Kam Karne Ki Koshish Karni Hogi Kyunki Hamara plan Hamari acchi learning aur Hamare acche experience per dependent hota hai usse Ham acchi ka maja bhi aasani se Hasil kar sakte hain
          4- news ko acchi Tarah Se read karne ki koshish Karni Hogi Taki news ke Waqt trading ko avoid Karke Achcha result Hasil Kiya Ja sake
          5- khudko lalaj aur shortcuts Se Dur rakhne ki koshish Karni Hogi Kyunki yah Hamari kamyabi ke Dushman hai ki Hamen kabhi bhi is business Mein Kamyab Nahin hone de sakte
          6- apni learning Apne experience ko increase karne ke liye daily basis per demo account per practice ko time dene ki koshish karen
          Yah Kuchh rules hai jo main aapke sath discuss Kiye Hain Inko apply Karke bhi aap acchi trading ko possible banaa sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: Trad lagany ka Rulles kia hein any reply???????

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Waseemkhokhar پيغام ديکھيے
            Asalam o Alaikum pak Forex trading business all world mein bahut hi famous business hai aur Yahan per bahut se log inter ho rahe hain aur Achcha kam kar rahe hain Hamen Forex ke rules ke bare mein all information Den Forex ke rules kaun kaun se Hain Ham Jab acchi trading Karen uski rules kaun se Hain Uske bare mein all information share Karen I have no more information just tell me now
            ji han bilkul forex market Mein trade Lagane ke liye rules ko follow karna zaruri hota hai Kyunki Jab Ham trade Lagate Hain aur Agar Ham us rules ko follow na Karen To Hamen loss hota hai trader ko Hamesha forex market Mein rules and regulation ko follow karne ke sath hi trade Karni chahie Kyunki yeh Hamari kamyabi ke liye zaruri hai ki Ham Forex Mein usko zyada Se zyada follow Karen aur Hamesha Ek dusre ki help Karen aur mehnat Karen Kyunki mehnat se Forex Mein trader Kamyab Hota Hai
            • #7 Collapse

              Re: Trad lagany ka Rulles kia hein any reply???????

              Friends forex trading man trade lagany say phaly haman achi tarh charts ko analysis kar lana cheya as kay bad haman dialy charts and hourly carts ko judge karna ho ga phaie ja kar ham trade laga sakty han
              • #8 Collapse

                Re: Trad lagany ka Rulles kia hein any reply???????

                Dear trades laganay kay kafi rules hen jesay kay best analysis bahot zrori hay trade lagany say pehlay takay loss na ho aor market ki direction ka sahee pata chal saky aor sahee direction men trade laga kar profit gain kia ja saky to hame chaye kay ham overall news pay bhi nazar rakhen agar koi data aanay wla ho to ham us day men tab trade karen jab data ka time juzar jaye to he ham foex men say koi faida lay sakty hen.
                • #9 Collapse

                  Re: Trad lagany ka Rulles kia hein any reply???????

                  Trade Lagane ke liye Hamen sabse pahle market ka analyses karna Hota Hai Jab tak Ham market Mein Achcha Nahin Karenge Ham acchi trade Nahin Laga Sakenge Hamen market Mein stop loss aur take profit ke sath kam karna hoga
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Trad lagany ka Rulles kia hein any reply???????

                    Koi bhi trade open karne se pahle market ko acche se analyse Karen emotions ko control mein rakhen taake entry hamari acchi jagah per ho sake aur knowledge se divide Karen Taki kam lot size use kar saken aur kam lot size se hamen kam profit to hoga lekin loss ke chances bhi kam ho jaenge yah behtarin trading strategy hai

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X