mhnt sy akhir kar kamyabi mil he jati h..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    mhnt sy akhir kar kamyabi mil he jati h..
    aslamoalekum dear forex members kesy hn ap??dear dunia mn koi b kam insan k liy namumkin ni h insan apni mhnt sy hr kam ko mumkin bna leta h.lgatar mhnt krny sy insan ko ik na ik din kamyabi mil jati h.is liy huymn b Pakistan forex forum pr mhnt sy kam krna chy inshallah kamybi zaror mily gi
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: mhnt sy akhir kar kamyabi mil he jati h..

    Hardworking hamare liye bahut important hoti hai aur ham isliye successful ho sakte hain to hamen try karna chahie ki ham always hi hardworking ke sath working Karen then hamen isliye success mil jayegi aur agar Ham is business mein hard work nahin karte Hain to Ham isliye success nahin Mil sakti hai hi to kyunki success tab Hi milati Hai jab Ham apne experience ko approve kar lete hain otherwise I'm loser hi rahte hain
    • #3 Collapse

      Re: mhnt sy akhir kar kamyabi mil he jati h..

      mehnat ke bagair Koi kamyab nahin ho sakta hai aur jiski jitni mehnat hoti hai usko itni hi kamyabi milati hai yah bahut hi mushkil kam hai aur ismein agar Ham mehnat nahin karte Hain to hamen kamyabi bilkul nahin milati hai isliye hamen mehnat to karni padati hai aur jo log mehnat kar lete hain vah bahut accha munafa Kama lete hain aur jo mehnat nahin kar sakte hain vah kabhi achcha munafa nahin Kama sakte hain
      SOME THING IS BETTER THEN NOTHING
      • #4 Collapse

        Re: mhnt sy akhir kar kamyabi mil he jati h..

        Yes dear no doubt Jab Ek Bandar struggle karna start ho jata hai aur vah lagatar hardworking Karta rahata Hai To Ek Din aata hai ki usko kamyabi mil Jaati Hai same ISI Tarah trading Mein Bhi Jab Ek Bandar Dil lagakar kam start kar deta hai aur vah ismein hone wale nuksan aur Baki Tamam factors ko ek side per rakhkar Sachitra Kisi kam Karta Hai To vah bahut jaldi Kamyab ho jata hai aur ek din Aata Hai Jab vah kamyabi Begum jaan ho jata hai isliye agar koi bhi Banda Chahta Hai Ki vah is Bheed Mein Kamyab Ho Jaaye to Uske pass just Ek Hi Raasta Hai yah jitni jyada ho sake main Kyunki main aapke bagair is Mein kamyabi Hasil karna Namumkin si Baat Hai
        • #5 Collapse

          Re: mhnt sy akhir kar kamyabi mil he jati h..

          Mehnat mein azmat hai agar ek trader Jo new trading start kar raha hai agar voh shuru mein hi mehnat karta hai aur apni is koshish ko jari rakhta hai to voh ek din achcha trader ban jata hai aur expert ban jata hai to hamen mehnat karte rahana chahie aur apni koshish ko jari rakhna chahie Taki future mein acche trader Ban sake aur nuksan se Bach sake
          • #6 Collapse

            Re: mhnt sy akhir kar kamyabi mil he jati h..

            Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men shuru shuru men nakami ka samena karna parhta lekin jo log tension lenay ki bajay mehnat aur himat jari rakhtay hen woh aik din zaroor kamyab trader ban jatay hen kiun k forex trading men mehnat aik aesi cheez hey jo kisi bhi namumkin cheez ko mumkin bana deti hey
            • #7 Collapse

              Re: mhnt sy akhir kar kamyabi mil he jati h..

              mehnat kamyabi ki pahli sidhi hoti hai jo log mehnat karte hain vah jarur kamyab hote hain lekin kuchh log der se kamyab hote hain kuchh log jaldi kamyab Ho jaate hain lekin jo log mehnat ka Daman hath se nahin chhod de vah log jarur kamyab hokar hi rahte hain chahe unhen jitni bhi mushkil adayein aakhirkar unhen aisi kamyabi milati hai jiski log tamanna karte Hain
              • #8 Collapse

                Re: mhnt sy akhir kar kamyabi mil he jati h..

                gee han dear appp nain theek kaha hai agar hum forex main kamyabi hasil karna chahty hain to hamain forex main dil laga kar kam karna hoga pher he hum ismaain kamyab hon gay forex main dil say or lagan say kam karin gay to he acha reward hasil hoga forex main acha kam he hamian kamyabi daita hai
                • #9 Collapse

                  Re: mhnt sy akhir kar kamyabi mil he jati h..

                  mehnat karay insan to kia ho nai sakta agar insan chahye ky woh kamyab ho jaye to ussy ju aik kaam sab sy ziadaa karna parta hy woh hay mehnat kio ky mehnat ky baghair kamyabi ka tasawur karna lag bhag na mumkin hy iss liye jub aap forex trading main aatay hain tu apna ziada time mehnat karny main invest karain ho sakta hy start main ap ko mehnat karny sy matlooba nataij hasil na hon laikan jald hi agar ap lagatar mehnat jaari rakhain gy to aap ko matlooba nataij hasil ho sakty hain aur aap forex trading main kamyabi ky jhanday gaarh sakhty hain to iss liye mayoos nai hon aur kamyabi ky liye lagatar aur anthak mehnat ko jaari rakhain taakeh aap apni manzil e maqsood tak pohnch jain.
                  • #10 Collapse

                    Re: mhnt sy akhir kar kamyabi mil he jati h..

                    Han g ap sahi kah rahy hain k hamain forex forum main mahnat sy kam krna chahay q k mahnat krnaysy hamain kamyabi hasel hoty hy hamain forex main acha aur high quality Walla kam krna chahay hamain forex forum main dil laga k kam krna chahay aur act bonus hasel krna chahay
                    • #11 Collapse

                      Re: mhnt sy akhir kar kamyabi mil he jati h..

                      pak forex business mein mehnat kerne se bilkul aik din success milty zror hy but hamain himat nahi harni cheye bass apna sara dehan kam par lagna cheye knowledge ko or experience ko daily base pe increase kerna cheye or learning zeyda kerne se achi earning bhe zror hasil hoty han
                      • #12 Collapse

                        Re: mhnt sy akhir kar kamyabi mil he jati h..

                        g han dosto 1 na 1 din insan ki mehnat rang zaror lati hy kamyabi rastay main para howa koi sika ni hy jisay utha k pocket dal liya jaye kamyab honay k liye bhot ziyada mehnat krna perti hy bhot ziyada thokrain khani perti hn agar kisi waja say hum kahe fail bhi ho jatay hn tu hamain ghabhrana ni chahiye bal k sabr krna chahiye or apni ghalti sudharni chahiye asal kamyabi os kamyabi ko kaha jata hy jis main gir k sanbhla jaye or jo 1 bar gir k sanbhal jaye or rastay main her anay walay pathar ka khiyal rakhta hy shukria
                        • #13 Collapse

                          Re: mhnt sy akhir kar kamyabi mil he jati h..

                          Forex trading mein achi kamyabi hasil karne ke liye hamari mehnat bahut hi zaruri hai kyunki Forex trading mein kamyabi sirf mehnat ki wajah se milti hai aur forex mein earning ki koi limit nahin hai Forex mein earning mehnat per depend karti hai aur Forex mein ham jitna zyada work karenge Forex mein hum utna acha profit aur achi kamyabi hasil kar sakte hain isliye Forex mein hamen chahie ki hum hard work ke sath apni mehnat jari rakhen aur Forex mein hamen us waqt Tak apni mehnat jari rakhne chahie jab tak hum kamyab nahin ho jate aur Forex main hamein himmat aur hausale ke sath work karna chahie aur Forex mein hamen himmat nahin harni chahie aur Forex trading mein hamari nakami ki sabse badi wajah himmat har jana hai aur Forex trading mein achi kamyabi hasil karne ke liye aur achi trading ke liye ache confidence ka hona bahut hi zaruri hai isliye Forex mein hamen ache confidence ke sath to work our trading karni chahie jisse Forex mein ham jald hi kamyab ho sakte hain.
                          • #14 Collapse

                            Re: mhnt sy akhir kar kamyabi mil he jati h..

                            G han dear sir ap ny sahi kaha mehnat sy akhr kamiyabi hasil ho hi jati hy jab hum mehnat sy apan Kam krty hain achy experience aur knowledge ky sath apan Kam karty hain tu hum of course successful ho jaty hain jo log mehnat nh krty tu wo Kabhi bhi manzil tak nh ja sakty hain ek just mehnat hi hy tu hum ko kamiyabi ki rah dekhti hy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: mhnt sy akhir kar kamyabi mil he jati h..

                              Assalamu Alaikum
                              Mehnat say kamiyabi mil hi jati hai aur kamiyabi Kay lia bhot say failure kp face karna parta hai aur wohi failure ap ko seekhty hain aur ap ko kamiyabi ki taraf lay Kay jaty hain jitni zayda mehnat karain gy utna hi ap ko fahida ho ga
                              Thanks

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X