kia jo apni mistake say learn kr leta hay wo zaroor kamyb hota hay .
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kia jo apni mistake say learn kr leta hay wo zaroor kamyb hota hay .
    kia dear yeah bat waqay main sahee hay k agar ham apni mistake ko learn kr letay hein aor agay ki janib bad main asani say ja saktay hein kia yeah bat bhi sahee hay k ham ko kabhi bhi apni mistake ko less think kr k is ko nahi igore karna chye kia ham ko forex say related hr knowledge ko better say better think kr k am ko last tak karty rahna ho g .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kia jo apni mistake say learn kr leta hay wo zaroor kamyb hota hay .

    hamy apne mistake ko avpid kar ky kam karna ho ga hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy losss ho ga hum is mai agar tuka system sy kam kary gy to hamy loss ho ga yai kabe be band na hony wala business hain yai aik amm business ke nisbt acha business hain is jasa koi or business nhi hain yai aik best business hain is mai hamara koi be boss nahi han
    • #3 Collapse

      Re: kia jo apni mistake say learn kr leta hay wo zaroor kamyb hota hay .

      ji bilkul Jo apni galtiyon se sikhate Hain vah jarur kamyab ho jate Hain isliye hamen bhi koshish karni chahie ki Ham bhi apni galti HO se sikhen jab Ham apni galti HO se sikhane ki koshish karenge to tab hi hamen kamyabi milegi iske alava hamen kamyabi itni aasani ke sath nahin milati hai hamen koshish karni chahie ki Ham apni galti HO se sikhen tab Ham aasani ke sath kamyab ho sakte hain
      SOME THING IS BETTER THEN NOTHING
      • #4 Collapse

        Re: kia jo apni mistake say learn kr leta hay wo zaroor kamyb hota hay .

        kuch log hote hain agar unhen loss Ho jaaye to vah yah samajhte Hain ki loss kismat mein likha hua tha vah Ho Gaya lekin agar Ham yah soche kelaas hamen hamari galiyon ki vajah se hota hai aur ham last hone per apni galti dhundhte to yakin jab Ham agali trade karenge vah galti hone ke chances bahut kam honge aur hamare profit ke chances badh jaenge aur loss ke chances kam ho jaenge aur yahi hamari kamyabi hai
        • #5 Collapse

          Re: kia jo apni mistake say learn kr leta hay wo zaroor kamyb hota hay .

          Apni mistake se learn karna aur dobara mistakes ko revise hone se bachana apne aap ko improve karna apni skills ko polish karna aur apne knowledge mein izafa karna Insan ko hamesha kamyab banata hai koi bhi trader ek Hi din mein kamyab Nahin ban jata use market ko time Dena padta hai aur musalsal mehnat karni padati hai aur apni galtiyan se sikhana padta hai shayad hi aisa Koi Insan Ho jisse galtiyan Na hoti Hun ghaltiyon se ghabrana nahin chahie balki unhen theek karna chahie
          • #6 Collapse

            Re: kia jo apni mistake say learn kr leta hay wo zaroor kamyb hota hay .

            Jo Insan apni mistake se Sikh jata hai vah Jyada Se Jyada learning kar sakta hai aur Vahi Insan kamyabi Hasil kar sakta hai Hamen chahie ki jo Galti Humse Ek Bar Hui Hai Ham use Galti ko repeat na Karen aur usse learning karne ke bad Dobara se Ek Naya Raasta Talash Karen aur Yahi vah Raj hai yah secret hai jo Hamen success ki taraf Safar karwata Hai
            • #7 Collapse

              Re: kia jo apni mistake say learn kr leta hay wo zaroor kamyb hota hay .

              gee han dear appp nain theek kaha hia jo log apnai mistakes say learn karty hain wo forex main kamyab hoty hain hamain forex main dil laga kar kam karna ho ga pher he hum ismain kamyab hongay forex main acaha kam karain gay to he hum is main kamyab hongay forex main acha kam he hamain kamyabi daita hai
              • #8 Collapse

                Re: kia jo apni mistake say learn kr leta hay wo zaroor kamyb hota hay .

                aslamoalekum dear forex members g han bilkul jo b apni ghltion pr nazr sani krta h wo zaror kamyab hota h.is liy hmyn apni ghltion sy seekhna chy.ta k hum aenda loss sy bach sken
                • #9 Collapse

                  Re: kia jo apni mistake say learn kr leta hay wo zaroor kamyb hota hay .

                  Bilkul ye baat theek hai k aisy members jo apni mistakes se learn krty hain unka knowledge or experience dosro se zyda hota hai o wo jaldi expert or professional ban jaty hain. Forex Main logo se mistakes bhi hoti hain or losses bhi Q k ye market ka hissa hain lekin sirf intelligent or hard worker traders hi apni mistakes se learn krty hain baqi tu apny losses ko ly k Rona shuru kar dety hain or phr forex ko leave bhi kar jaty hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: kia jo apni mistake say learn kr leta hay wo zaroor kamyb hota hay .

                    Jo Mambar apni mistake Learn kr lety hain wo zarur kamiyab hoty hain agr hum koi mistake krty hain tu next time hum ko wohin mistake nh krni chahie apni mistakes learn krana chahie khud ko convenience krana chahie ky hum dobara asi mistake nh Karen gy aur apan Kam pori mehnat aur Iman dari ky sath Karen gy
                    • #11 Collapse

                      Re: kia jo apni mistake say learn kr leta hay wo zaroor kamyb hota hay .

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: yasiriqbal پيغام ديکھيے
                      kia dear yeah bat waqay main sahee hay k agar ham apni mistake ko learn kr letay hein aor agay ki janib bad main asani say ja saktay hein kia yeah bat bhi sahee hay k ham ko kabhi bhi apni mistake ko less think kr k is ko nahi igore karna chye kia ham ko forex say related hr knowledge ko better say better think kr k am ko last tak karty rahna ho g .
                      Forex platform pe jo Apne mehnat ke sath kam karte hain vah oryx mein bahut jald Kamyab ho Jate Hain Jo log mystic se learning Karte Hain vah Jarur Kamyab Ho Jaate Hain Kyunki Jab Insan Ko Ek Bar koi nuksan pahunchta hai to vah dusri bar vo Galti nahin karta Jo Ek Bar Galti Ho Jaati Hai Bar Bar Nahin Hoti Forex platform per acchi running Karni chahie.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: kia jo apni mistake say learn kr leta hay wo zaroor kamyb hota hay .

                        g han dear bilkul pak forex business mein jo member apne mistakes selesson hasil kerty han wo aik mistakes ko again and again nahi kerty han jis ke waja se zror kamyabi hasil kerty han ye business hamain mehnat kerne se acha phal deta hy

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X