Trend ko follow Karen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trend ko follow Karen
    Trend ek aisi chij hai jiski buniyad per aapki trading loss ya profit mein jaati hai agar aap trend ko follow karte Hain aur trend ko mind mein rakhte hue trading karte Hain to aap ki trading ke profit mein jaane ke chances jyada hote Hain to aapko trend follow jarur karna chahie
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trend ko follow Karen

    Trend ko follow karne se hamen good benefits mil jaate Hain so hamen jarur trend ko follow karna chahie trend is our friend without friend ke Ham kabhi bhi successful nahin ho sakte hain SO hamen always friend ke sath hi hamen apni trading karni hoti Hai din hamari trading profit mein running karti Hai otherwise hamari trading se hamen good profit nahin milta hai aur ham successful nahin hote hain hamen trend ke sath trading karna hi beneficial hota Hai
    • #3 Collapse

      Re: Trend ko follow Karen

      agar humne kamyab hona hai to hamen market ko dekh kar aur samajhdar hi kamyabi milegi aur market ka jaisa trend hoga hamen vaisi hi kamyabi milegi isliye hamen chahie ki Ham hamesha hi market ko dekhkar kam Kiya Karen tab hamen fayda ho sakta hai aur agar Ham market ke sath nahin chalenge to hamen kabhi fayda nahin hoga hamen hamesha market ke sath chalne se Hi fayda ho sakta hai aur accha munafa bhi Kama sakte hain
      SOME THING IS BETTER THEN NOTHING
      • #4 Collapse

        Re: Trend ko follow Karen

        Dear brother aapane bahut hi acchi baat ki Hai Humko koshish Karni chahie ki jo market Trends Hote Hain Uske hisab se trade Lagani chahie Kyunki Agar Ham Trends ko follow Nahin Karenge To Ham Ko nuksan Ho Jaega isliye market indication Jo hote hain aur analysis Jo hote hain yah just isiliye Hote Hain Ki aapko market measurement ke brand Bata sake ki market kis Taraf Jayegi isliye Humko chahie Kyunki Jab Bhi Ham koi bhi trade lagne Lagte Hain To is se pahle Ham apni planning Karke aur Har chij per focus Karke Uske bad rate lagaen Taki Ham Ko samajh a Jaaye ki market kis Taraf Jayegi aur ham Apna nuksan kam se kam kar sake aur apna munafa per Jyada kar sake
        • #5 Collapse

          Re: Trend ko follow Karen

          dear g han ap nay sahee bat kahe hay agar ham market main trend ki direction ko see kr k kam ko last tak karty raha karein gye to bad main ja kr k he ham kamyb ho saktay hein so is main ham ko acahy say acah kam ko kr k he khud ko agay ki janib ley janay ki try karty rahna ho g is main ham ko kabhi bhi apnay kam ko less think kr k ignore nahi karna chye .
          • #6 Collapse

            Re: Trend ko follow Karen

            Trend is your friend jab Ham trend ke sath chalte Hain to hamen prapt hota hai lekin jab Ham trend ko follow nahin karte aur trend ke opposite jaane ki koshish karte Hain to hamen loss bare karna padta hai kyunki market hamari marji se nahin chalti balke humne market ki marji se chalna hota hai agar koi shaks yah soche ke market Meri Marzi se chale to vah loss karne ke liye taiyar Rahe use sirf glass hi hoga aur profit ke chances uske liye bahut kam ho jaenge
            • #7 Collapse

              Re: Trend ko follow Karen

              Seniors hmsha btaty hain k forex trading business main trend hi apka friend hai. Jab bhi him log forex main apni trades jb open krein tu us k liye zarori hai k hum log phly market ka trend find krein agr hum ny right trend find kar lia tu phr jitni barri lot bhi lgyen hmra account safe rhy ga or him log bghr kisi reason or failure's k zyda profit earn kar lein gy. Market main har ek profit earn krny k liye kaam krta hai or profit lena bhi chahye.
              • #8 Collapse

                Re: Trend ko follow Karen

                gee han dear app nain theek kaha hai agar hum forex main kamyab hona chahty hain to haman forex main trad say pahlay trend ko fallow karna ho ga pher he hum is main kmayab hon gay hamain trad open karny say pahlay analysis karna hoga pher he hum is main kamyab hongay forex aik best online business hia forex main acha kam he kamyabi hai
                • #9 Collapse

                  Re: Trend ko follow Karen

                  Me nay bhi suna ha ap nay bhi suna hp ga k Trend is Friend yeh bat bil kul sahi ha agr hum marker k sahe trend ka andaza lga lain to bahut kam chance hotay hain k hmain loss ho. Lekin yeh bat qabil e ghor ha k trend ka pta kesay chalaya jaye to me apko kuch tips btana chahu gi usko agr ap follow kro gay to idea ho jaye ga market ka trend kis trf ha. Teen moving averages set krni hain mukhtalif color day k 8, 15 and 23 jb yeh apas mn faslay say ho k close aen aur candles in k nechay hon to down trend ho g aur oper hon to uptred. Yeh aik sada c trick ha lekin mazid ic mn ap apnay hisab say bhi analysis krna hon gay.
                  • #10 Collapse

                    Re: Trend ko follow Karen

                    trand ko folow kartay hoe he hum aik ache trade ka andaza laga saktay hain trand ko dakhtay hoe hamain best anylisisist ka bhe baghor jayza latay hoe trade ko kise had tak mahfoz or kamyab banain
                    Thank you for your attention
                    • #11 Collapse

                      Re: Trend ko follow Karen

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: AshiqNadeem پيغام ديکھيے
                      Trend ek aisi chij hai jiski buniyad per aapki trading loss ya profit mein jaati hai agar aap trend ko follow karte Hain aur trend ko mind mein rakhte hue trading karte Hain to aap ki trading ke profit mein jaane ke chances jyada hote Hain to aapko trend follow jarur karna chahie
                      Market mein agar Ham trend ko follow Karenge To Hamen nuksan Nahin Hoga isliye Hamen chahie petran Lane ko bhi use Karen aur friend ko bhi follow Karen To Hamen market Mein Kabhi Nahin ho sakta Ham Hamesha Achcha fayda Hans kar Sakenge aur Yahi Hamare liye bahut accha benefit sarie Tarika hai.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Trend ko follow Karen

                        Trend is your friend. Market k trend ko smjhna bhut important hy agar ham market k trend ko smjh kr trade kren gy aur hamen pta hoga k kaha par buying ka trend ziada chal rha hy aur kaha par selling ka trend chal rha hy isi trah trend k mutabiq trade krnj chahiye tab ja kr hi ham kamyab trader ban jaen gy. Aik indicator moving average hy jo hamen market k trend ka bary ma btata hy. Is lye usko bhi use krna chahiye. Thank you.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X