forex trading me jaldi na krain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex trading me jaldi na krain
    forex trading jaldi ka km ni ha kyu k jaldi me hume sha loss howa ha to hum chahye k sab se marekt ko watch krain or us baad fundamentl dekhain us k baad trade krain huma ye dekhain apko 95% profit ki chance ho or 5% loss ka chance ho to trade krain shukriya
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex trading me jaldi na krain

    Trading mein hamen jaldi nahin karni chahie agar Ham aisa karenge to hamara kam bilkul bhi achcha nahin hoga isliye hamen chahie to Ham hamesha hi aaram ke sath aur Samar sochkar kam Kiya Karen tab hamen paida hota hai aur agar Ham aaram ke sath Kam nahin karte Hain to hamen kabhi fayda nahin hota hai yah khatarnak karwar hai aur ismein nuksan ho jata hai
    SOME THING IS BETTER THEN NOTHING
    • #3 Collapse

      Re: forex trading me jaldi na krain

      hamy jald bazi ko kathem kar ky is main mhenat sy kam karna chahey pher hi ham kamayb ho sakty hain yai aik asa business hain jis main kam karny ky liye hamy kisi be office jany ki zarot nahi hoti ham apny gar beth kar is main kam kar sakty hain yai usa or china or new yourk main aik unique business hain or pakitsna main be aik lagal business ban cua hain yai aik real business hain
      • #4 Collapse

        Re: forex trading me jaldi na krain

        Forex trading ke Business mein of Jitna Jyada Apne kam ko easy tarike ke sath karte hain aap Jitna Jyada Apne kam ko acche tarike se Kahate Hain Yahan per aapke kamyabi ke chances hote hi jyada hote hain aap koshish karen kya apne kam Mein Jaldi mat Karen Apne kam ko pura time de usko acchi Tarah Se understand Karen main acchi strategy rakhen aur apne kaam ko Apne hisab se Karen jaldi Girne se bahut jyada mistakes a chance Honge to mistakes Hogi to Aapka bonus Achcha Nahin Banega
        • #5 Collapse

          Re: forex trading me jaldi na krain

          kisi bhi kam mn jald bazi sa hmesha nuksan he hota ha forex trading mn jo log trade lganay mn jald bazi sa kam letay hn unki trades ziada tr loss mn he jati hn isliay apko chayay k jald bazi na kren balkay trade lganay sa pehlay market ka achhi trh analysis kren aur uskay mutabik achhi trh soch smjh kr trade lgayn
          • #6 Collapse

            Re: forex trading me jaldi na krain

            G han forex trading men jald bazi nuksan ki jarh hey kiun k iss men jo log jaldi profit lenay k liay bagher sochay samjhay trade laga detey hen jiss ki waja se bara loss ho jata hey iss liay account jaldi wash ho jata hey iss liay agar kamyabi chahtay hen tu phir jaldi nah karen balkay soch samaj kar trading karen
            • #7 Collapse

              Re: forex trading me jaldi na krain

              Ji han my dear friends Forex trading me jaldbazi nuksan de sabit ho sakti hai Hamen Hamen jaldbazi Nahin Karni chahie agar humne Kamyab hona hai To Hamen is merit ke sath work karna hoga tab hi Ham ismein Kamyab Ho Sake ge Pak forex forum Milak karne wale log Hamesha Kamyab rahte hain
              • #8 Collapse

                Re: forex trading me jaldi na krain

                Dear friend, kam koi bhi ho hum ko jaldbazi mn nh karana chahie realx ho kr apan Kam mehnat ky sath krana chahie agr hum jaldbazi Karen gy tu jaldbazi hamry liye nuqsan de sabit ho sakti hy
                • #9 Collapse

                  Re: forex trading me jaldi na krain

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Rehan4x پيغام ديکھيے
                  forex trading jaldi ka km ni ha kyu k jaldi me hume sha loss howa ha to hum chahye k sab se marekt ko watch krain or us baad fundamentl dekhain us k baad trade krain huma ye dekhain apko 95% profit ki chance ho or 5% loss ka chance ho to trade krain shukriya
                  G ham dear Pakistan Forex trading mein hamen jaldbazi Nahin Karni chahie market ko chitra analyse Karke trade open karna chahie jab market ke movement ko achi tarha analyse Karke trade open karenge to hamen trading kar payenge aur hamen Pakistan Forex trading main Dil lagakar mehnat se sabar ke sath kam karna hoga tabhi ham kamyab ho sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: forex trading me jaldi na krain

                    Dear friend apki baat se main agree krta hon k forex patience logo ka kaam hai sirf wo log forex main easily kaam kar sakty hain jo apny emotions py control Kar skty hain or loss ho ya profit save kr skty hain. Forex main jaldbazi krny waly traders k lie forex trading business main koi jagah ni hai Q k wo hmasha loss ki trf jyen gy or apni investment bhi waste krein gy.
                    • #11 Collapse

                      Re: forex trading me jaldi na krain

                      Han g ap sahi kah rahy hain k hamain forex trading main jald bazi nahi krny chahay q k jald bazi main loss hota hy hamain forex trading main soch samgh k kam krna chahay hamain achi trading krny chahay aur acha profit kamna chahay hamain forex main acha kam krna chahay
                      • #12 Collapse

                        Re: forex trading me jaldi na krain

                        ji aapane bilkul theek kaha hai jab Ham koi bhi trade open karte waqt jaldi karte hain aur ham yah samajhte Hain ki hamari trade mis ho jayegi aur ham uske bad profit aur nahin kar sakenge to yah hamari sabse galat soch hoti hai jab hamari ek opportunity mein hoti hai uske bad hamen usse acchi opportunity milati hai hamen sabse pahle koshish karni chahie ki Ham market ko acche se analyse Karen jab hamen Koi achcha sa entry point mil jaaye vahan se Ham entry Le Taki hamen achcha profit ho sake
                        • #13 Collapse

                          Re: forex trading me jaldi na krain

                          Jaldbazi kisi bhi Insan ke experience aur knowledge ko kam kar deti hai ek acche trader ko hamesha sabr se kaam Lena chahie aur apne mind ko use karte hue trading karni chahie iske opposite agar voh jaldi jaldi mein trading laga deta hai to ho sakta hai use nuksan ho jaaye kyunki usne market ko theek se analyse nahin kiya hoga aur use market ki movement ka Nahin pata hoga
                          • #14 Collapse

                            Re: forex trading me jaldi na krain

                            forex trading jald bazi ka kaam hi nai hy aur yahan iss buisness main jald baaz logo ki koi jagha nai hay waisy bhi kaaha jata hy ky jaldi ka kaam shaitan ka kaam hota hy iss liye humain chahye ky trading open karny sy pehly achi tarha analyse kar lain market ko ky market kis simat main jaye gi aur phr yeh bhi daikh lain ky aap ko ksisi bhi trade ko kita hold rakhna hay iss ky baad hi aap trade karain laikan trade bhi sirf uss sorat main karni chaye jb kam az kam aap ko 80 percent profit ka chance lag raha ho. trading sirf aur sirf aap ky samjhny ka name hy ky aap market ko jitna ziada samjh lain gy utna behtar aap trade open kar sakain gy agar aap ny trade open karny main jald baazi ka muzahira kia to phr aap ko sirf aur sirf nuqsan ho ga faida bilkul bhi nai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: forex trading me jaldi na krain

                              Forex trading mein jitna ho sake hamen jaldbazi se bachna chahie kyunki forex trading main jaldbazi ki wajah se ham nakam ho sakte hain aur Forex trading mein hamen bahut bada loss hota hai jisse forex main hamara bonus account wash ho jata hai aur hamari Puri mehnat waste ho jati hai isliye forex trading mein hamen jaldbazi aur lalach se bachana chahie aur Forex trading mein hamen sabar sath work karna chahie aur Forex mein hamen fresh our active mind ke sath trading karni chahie aur Forex mein hamen emandari ke sath work karna chahie jisse Forex mein ham kamyab ho sakte hain aur achi earning hasil kar sakte hain aur Forex mein ek ache trader bhi ban sakte hain.

                              اب آن لائن

                              avatar Aviz
                              avatar Azaad
                              Working...
                              X