Never lose hope

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Never lose hope
    Ji han mere doston mein kabhi bhi ummid ka Daman Nahin chhodana chahie Kyunki Hamesha ummid hi hai jo Hamen Mushkil Halat se Nikalti Hai Aur Hamen Ek ummid deti hai ki agar Aaj Achcha Nahin Hua to cal Jarur Achcha hoga aur aapki mehnat Majeed aapko reward Degi isliye Hamen abhi bhi apni mehnat ko aur apni ummid Ko Nahin chorna cahiye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Never lose hope

    Han Mere Pyare bhai aapki baat bilkul theek hai Hamen Forex Mein kam karte waqt Himmat bilkul bhi nahin Har Nahin chahie balki Hamesha Behtar tarike se kam karna chahie aur always apni e struggle ko Jari Rakhna chahie Agar Ham struggle Jari Rakhenge To Hamara experience Hota Rahega Jitna Jyada experience Hoga utna Jyada munafa hoga to ismein kam karne ke liye aapko struggle karna Hogi Jyada Se Jyada
    • #3 Collapse

      Re: Never lose hope

      Assam alaikum bhai jaan aapane bilkul sahi kaha hai aur Main agri karta hun aapki baat Se Ke Hamen Ho Nahin Karni chahie Ban Ke Hamen koshish Karni chahie ki Ham agar koi loss Mein Chali Jaati Hai To Hamen usse Jyada mehnat Karni chahie aur apni ki Gai mistake se Sab Hasil karna chahie aur dobara mistake ko karne se Garaj kar na chahie aur uske sath Uske bad hi friend Karni chahie
      • #4 Collapse

        Re: Never lose hope

        Hamen Himmat Nahin Harni chahie aur mehnat Karke kam karna chahie Jo traders se Himmat Har Jaate Hain vah Kabhi Bhi Kamyab Nahin ho sakte isliye Agar nuksan ho jata hai to usse learn karne ki koshish karo Himmat na Haro
        FRD 07 TRADING JOURNAL
        • #5 Collapse

          Re: Never lose hope

          ji haan mer ebhai apny sahi kaha hai hami kabhi bhiapni umeed ko khona ni cahiye q k umeed sy he haam bhut kuch hasil kar lerty hain bhut daf aesa hota hai k haam kafi depress hoty hain tu hamian apni umeed ko ni khona cahiye q esa karny sy aam kanhi nhi kamayab ni ho sakain gy r forex foreum par survice bhi ni kar sakain gy is liye haamian hope ko mazboot rakhna hoga
          • #6 Collapse

            Re: Never lose hope

            yes dear Hamen kabhi bhi Forex trading mein himmat nahin harni chahie kyunki Forex trading main mayus ho jane wala trader kabhi kamyab nahin Ho Jay Ho sakta isliye aapko chahie ki kabhi bhi hope mat loose Karen kyunki Forex trading mere se kam karenge to hi aapko confident rahakar reading karne mein fayda bhi hota hai aur profit ke chances Bhi jyada hote Hain
            There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
            • #7 Collapse

              Re: Never lose hope

              Jaisa ke aapko Maloom Hai Forex Ek business hai aur Har business Ki Tarah Forex main bhi profit aur loss donon hi trader ko face Karne padte hain Kuchh traders last face karne ke bad trading Ko Chhod Dete Hain Kyunki vah ummid Har Jaate Hain aur UN Mein Milta Nahin Hoti ki vah Aage badh sake To Hamen was hurt Nahin Hona chahie aur Hamesha Apne andar abilities ko strong Karke trading Karni chahie aur Kabhi Bhi Na ummid Nahin Hona chahie Kyunki is ummid per hi Duniya Kayam hai aur ham apni ummid Kariye accha profit bhi bana sakte hain Kyunki Agar Baki log profit and kar sakte hain To Ham bhi koshish karen to hamare liye yah Mumkin hai
              • #8 Collapse

                Re: Never lose hope

                اصل پيغام ارسال کردہ از: junaidhaider پيغام ديکھيے
                Ji han mere doston mein kabhi bhi ummid ka Daman Nahin chhodana chahie Kyunki Hamesha ummid hi hai jo Hamen Mushkil Halat se Nikalti Hai Aur Hamen Ek ummid deti hai ki agar Aaj Achcha Nahin Hua to cal Jarur Achcha hoga aur aapki mehnat Majeed aapko reward Degi isliye Hamen abhi bhi apni mehnat ko aur apni ummid Ko Nahin chorna cahiye
                Ge ha senior member naumeed nahi hona chaya aur zayada mehnet karni chaya ke acha knkwledge aur experience hasil ho jai forim se aur acha bonus hasil karne ka koshish jari rake take acha treading kar sake
                • #9 Collapse

                  Re: Never lose hope

                  Yes dear forex trading mein some time loss bhi ho jata hai but kabhi hopless ni hona chahye hamesha mehnat karyn aur kamyabi zaroor mily gi kabhi mayoos mat hon agar ap hope loose kar dyn gy tu ap ki learning achi ni hogi aur apko loss hota rahy ga agar success hasil karni hai tu mehnat karyn aur yaqeen rakhyn k profit hoga
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Never lose hope

                    Pawasta rahay shajar sae umeed e bahar rakh iss lye kaha gaya hai kay umeed ka damamn kabhi mat choro aur mehnat karo tou kamyabi zaroor milay gi humain kabhi bhi apni umeed ko khona nahin chahyea kyun kay umeed sy he haam bhut kuch hasil kar lerty hain bhut daf aesa hota hai k haam kafi depress hoty hain tou hamian apni umeed ko nahin khona chahyea kyun kay aisa karny sy aam kanhi nhi kamayab nahin ho sakain gy r forex foreum par survice bhi ni kar sakain gy is liye haamian hope ko mazboot rakhna hoga

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X