Greed Ku Avoid karain trading me

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Greed Ku Avoid karain trading me
    Mere Pyare doston meri taraf se Tamam doston Ko Salaam Walekum doston main aapko Kahana Chahta Hun Ki Jab aap log Forex Mein kam karen to hamesha greed ko avoid karna chahie Kyunki Forex main ya aap ko nuksan Dete Hain Lala Karne Wale traders Kabhi Kamyab Nahin Ho table ke Ziada nuksan uthate Hain isliye agar aap forest Mein Kamyab Hona Chahte Hain To nuksan Se Bachana Chahte Hain to Lala Chuna Kijiye Lal Aaj Aur jaldbazi yah Forex traders Ke Dushman Hoti Hai aapane bilkul bhi lalach nahin Karni agar aap naraj Karenge to aapko nuksan Hoga aur aap bilkul bhi Kamyab Nahin Ho sakendra Kamyab Hona Hai To Sab ke sath kam Kijiye Sabar karne wale log Hamesha Kamyab Hote Hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Greed Ku Avoid karain trading me

    Greed ya lalach ko avoid karna to mushkil hai lekin is ko door karna bhi zarori hota hai ye karobar ko tabah karya hai. Lalach aik aisi bala hai jo hamen aksar awqat acha munafa loss me convert kar deta hai. Forex trading bohut risk bari karobar hai. Is me market ka koi pata nahi chalta k wo kab kis time karwat badal deti hai. Baaz awqat acha khasa profit loss me chala jata hai. Hamen trading k dowran jo maqsad select keya ho hal haal me zarori nahi k wo target pora ho jaye. Q k aksar awqat profit hamare target k qareeb se wapis ana shoro kar deta hai aur ulta hum bohut nuqsan uthate hen. Lalach k chakar me aksar hum jaldi me bhi trade kar jate hen jo nuqsan deh amal hai. Is waja se jo munafa mele us pe shukar hona chaheye.
    • #3 Collapse

      Re: Greed Ku Avoid karain trading me

      ji han dost aap bilkul theek kah rahe ho main aapki baat se a atefah karunga laalach aur jazbati Pan Ke Sath Ham Forex trading Mein kamyabi Hasil nahin kar sakte isliye Hamen laalach aur jajbat Se Dur Rahana hoga yah human nature hai kya aur Insan lalchi Hota Hai Har Banda yah Chahta Hai Ki Main Jaldi Amir ho jaaun mere pass jaldi Jyada Se Jyada paise a jaen is lalach ki vajah se maximum log Forex trading trading Mein failures face Karte Hain Main aapko Ye Mashwara Doonga ki aap Jitna lalaj aur jajbat Se Dur Rahenge Forex trading Mein acche earnings Hasil Karenge
      • #4 Collapse

        Re: Greed Ku Avoid karain trading me

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Riskytrader9 پيغام ديکھيے
        Mere Pyare doston meri taraf se Tamam doston Ko Salaam Walekum doston main aapko Kahana Chahta Hun Ki Jab aap log Forex Mein kam karen to hamesha greed ko avoid karna chahie Kyunki Forex main ya aap ko nuksan Dete Hain Lala Karne Wale traders Kabhi Kamyab Nahin Ho table ke Ziada nuksan uthate Hain isliye agar aap forest Mein Kamyab Hona Chahte Hain To nuksan Se Bachana Chahte Hain to Lala Chuna Kijiye Lal Aaj Aur jaldbazi yah Forex traders Ke Dushman Hoti Hai aapane bilkul bhi lalach nahin Karni agar aap naraj Karenge to aapko nuksan Hoga aur aap bilkul bhi Kamyab Nahin Ho sakendra Kamyab Hona Hai To Sab ke sath kam Kijiye Sabar karne wale log Hamesha Kamyab Hote Hain
        Greed trading mai esa element hai jo slow nahi bul k bhut teei say apka acount kha jata hai, market mai jitnay bhi bare traders hai wo hamesha apko subse pehla step yehi sikhaingay k apko greed pay kese control akrty howay trading karni hai, ye greed hi hoti hai jo apka account wash karadeti hai,werna ager ap money management k sath kam kare to apka account wash hunay mai 1 year say above time lag jaiga but yehi kam greed jo ahi wo apse eek week ya isse bhi km time mai account wahs karadegi, is lie greed say bachna or money management or risk management ko follow karany mai hi kamiyabi hai.
        Last edited by ; 11-05-2020, 11:22 PM.
        • #5 Collapse

          Re: Greed Ku Avoid karain trading me

          Ji han bilkul Hamen greed se avoid karna chahie Kyon Ke Jo theatre Forex Mein lalach karte hain aur unko bhi koshish hoti hai ki vah Thode Waqt mein jyada paise cancel kar sake to vah is knowledge ki vajah se Galti karte hain aur Hamesha hi nuksan uthate Hain Jaisa ke aapko Maloom Hai Ki lalach Ek Buri Bala hai aur yah Ek Buri Aadat hai aur yah Hamare liye Kabhi faydemand sabit Nahin ho sakti to isliye Hamen trading karte waqt lalaj nahin karna chahie aur Hamesha Thode paison par bhi khush ho jana chahie aur Bahar Lalit K trading Karni chahie
          • #6 Collapse

            Re: Greed Ku Avoid karain trading me

            Lalach karne se members ko trading mein jyada nuksan ho jata hai isliye is avoid karna chahie aur sabse best yah hai ki member apne trading ke liye acchi planning banaa le aur usko acche se focus kar len aur isi tarah se hi fir unko lalach nahin karna hogi aur vah kisi bhi trade mein acche se usko manage karke aur ek accha profit lene mein bhi kamyab ho jaenge isliye member ko chahie ki vah lalach karne se avoid karen
            • #7 Collapse

              Re: Greed Ku Avoid karain trading me

              Yes dear bahut acha mashwara diya hai ap ne jo trader greed karty hain wo kabhi achy trader ni banty kabhi na kabhi zaroor nakam ho jaty hain kyun k greed karny se some time apko faida ho jata hai ap bari lot laga k lalach se paisa kama lety hain but greed aik paki habit ban jati hai aur wo kabhi na kabhi bahut bary loss ka sabab banti hai is liye kabhi bhi trading mein greed se kam na karyn
              • #8 Collapse

                Re: Greed Ku Avoid karain trading me

                Forex trading mein success sirf aapko lalach se bachkar hi mil sakti hai kyunki Jab Bhi Forex trading mein Na kami Hoti Hai to uske piche ek abhi aapane lalach ki hoti hai isliye aapko chahie ki Hamesha main se kam Karen aur Forex trading mein kam karne ke liye kabhi bhi lalach mein mat pade
                There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
                • #9 Collapse

                  Re: Greed Ku Avoid karain trading me

                  ji aan hamin greed sy avoid karna cahiye is sy bachna nhut mushkil hota hai magar jo is sy bach jata hai wo kabhi bhi nakaam ni hota hai is k elawa hamain is sy door reh kar he kaam karna hoga hardwork akrain magar lalch na karain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Greed Ku Avoid karain trading me

                    Forex treading min hum greed ko aaviid karin gy to hum firex min acha progit hasil kar skaty hain q k forex min greedi insaan kabhi bhi kamyaab mahin ho skata hy iis lia hum firex min treading karty hoy greed jani lalch sy bachna chaye tab hum firex min achi treaiding kar sakin gy q l jab insaan lalchi hota hy ro who forex min aur bhi ziyada profit kamy ka chaker min bahit ziyda loos kar sakta hy isi lia hamin forex min socha amjh ka treading karin gy ro acha prodit haial kar sakty hainn

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X