Do not trade with panic

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Do not trade with panic
    Assalam walekum Pyare doston Forex trading Mein relax ok cool mind ke sath fresh mind ke sath kam Karen aur pahna create na Karen Kyunki agar aap tension mind ke sath aur Panna create Karke kam Karenge to aap trading se acche results Aasan Nahin kar sakte isliye jaruri hai aapka dimag cool aur fresh Hona chahie tension mind ke sath trading karne ke bure se bure result ho sakte hain Agar aapko koi problem hain ya koi issue chal rahe hain pahle apni problems aur issues ko solve Karen fir market Mein entry len
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Do not trade with panic

    Forex Trading jaldbazi ya panic wala business nahi hai. Agar ap ne trading me jaldi karna hai to is se behter hai k na ki jaye to nuqsan nahi hoga. Jalbazi me trading karna apko kabhi bhi faida nahi de sakti. Is ki waja ye hai k k jald bazi me hum yrade lagate howe market news aur analysis ko nazar andaz kar dete hen jo hamare leye nuqsan ka bahis banta hai. Jald bazi umoman hum us time time karte hen jab market me bohut zyada changing a jaye aur hum samajh rahe hote hen k ye value ab peek ko cho rahi hai to ye is point is wapis ho sakti hai lekin aam tawar pe aisa nahi hota. Kionke market k movement analysis k through hoti hai aur wo value mazeed us se kahi door chali jati hai aur hum jald bazi ki waja se nuqsan kar bethte hen. So hamen jaldbazi is avoid karna chaheye jitna hum se ho sake. Aur apne trade ko bachana chaheye.
    • #3 Collapse

      Re: Do not trade with panic

      Do not trade with panic trading mein aapane apne aap ko bahut hi cool rakhna Hai Jahan aapko Koi masla Ho trading mein aapane jawab nahin karna aapane hamesha trading mein apne mindset ke sath hi khelna hai trading mushkil Hai lekin agar aapko aasan karna hai to aapane trading main panic nahin karna trading maker karenge to aap ke liye devade difficulties hongi aur aap training mein acche aur best performing nahin sakte trading mein aapane apne aap ko bahut hi cool rakhna Hai panic nahin pahchana trading mein agar aapane pahle bhi to aapka account bahut jaldi wash ho jaega aur aap ki kamyabi nahin aate ke gi.
      • #4 Collapse

        Re: Do not trade with panic

        Kisi bhi trade ke lene ke bad aapko Har Gaye panic hone ki jarurat nahin hai aap holsale ke sath aur Sabra ke sath Agar Apne analyses acche ki hai na to aapko bilkul Bhi panico Na ki jarurat nahin hai aapko sirf Sawar ke sath thoda vate karna hoga aur aapki market jo hai vah aapke Hath Mein Jarur Hogi aur aapko Ek profitable trade Hai dene mein bhi Kamyab Hogi isliye Hamen chahie ki Ham panic hone Ki Surat Mein Hai bilkul bhi trading Ki Taraf Na Jaaye Kyunki is Surat Mein Hamen sirf aur sirf nuksaan hoga
        • #5 Collapse

          Re: Do not trade with panic

          bilkul trading hamesha relax ho kar krni chahiay pani nai karna chahaiy Forex aik aesa online business hay jis main ham jitna ziyada knowledge gain karain gay jitni ziyada mehnat kar k learning karain gay and practice kar k practical knowledge gain karain gay hamen utna hi faida ho ga utni hi ziyada hamari earning ho gi and ham kamyaab trader ban jain gay forex market main trading karnay k liay hamen bohat ziyda mehant ki zrurt hoti hay agar ham hardwork k bagher shortcut say kamyabi hasil krna chahtay hen es online market me to yeh hamri bhol hay k ham kamybi hasil kar saken gay bal k me to yeh kahon ga k ham apna sab kuch luta dain gay kamyaab nai hon gy es trha hmen mehnt ki zrurt hy kamyabi k liay and manfa kamany k liay
          If you work hard no body can stop you from success
          • #6 Collapse

            Re: Do not trade with panic

            G han hmein relax ho k sb kamon ki fikr aik trf kr k dimgh ko fresh kr k sirf trading mind m rkh k trading krna hogi istrhan apka focus kam p zyada lgy ga or jb kam p zyada focus hoga to profit zyada hoga isliye cool n fresh ho k trade krna hogi..
            • #7 Collapse

              Re: Do not trade with panic

              Trading karne mein members ka relax mind hona bahut jaruri hai kyunki jab vah is tarah se trading co continue nahin karte hain to vah koi bhi decision sahi se nahin le sakte hain aur jab setting mein koi bhi decision sahi se nahin diya ja sakta hai tu is tarah se koi bhi member apni trading mein kamyab bhi nahin ho sakta hai isliye members ko chahie ki vah relax aur fresh mind se hi trading karen
              • #8 Collapse

                Re: Do not trade with panic

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Sardar Abid پيغام ديکھيے
                Assalam walekum Pyare doston Forex trading Mein relax ok cool mind ke sath fresh mind ke sath kam Karen aur pahna create na Karen Kyunki agar aap tension mind ke sath aur Panna create Karke kam Karenge to aap trading se acche results Aasan Nahin kar sakte isliye jaruri hai aapka dimag cool aur fresh Hona chahie tension mind ke sath trading karne ke bure se bure result ho sakte hain Agar aapko koi problem hain ya koi issue chal rahe hain pahle apni problems aur issues ko solve Karen fir market Mein entry len
                Panic ager deikha jai to apko nahi hota hai bul k actual mai wo ap k brain ko hota hai k apnay bhut ziada mehnat kar k kam kara hota hai to ap k mind ko rest ki zarorat hoti hai or ager ap apnay mind ko rest na do to wo apko panin karna start kardeta hai, esi situation or panic ki condition ami analyse kie janay wale 90% setup hamesha fail hote hai q k analysis k time wo esi kuch ghaltia ignore kardete hai jinki waja say unka trade setup fail hu jata hai, is lie jb bhi analysis ka irada karo to hamesha apka mind fresh huna chaheye ta k behtar tor pay market ko deikh sako.
                • #9 Collapse

                  Re: Do not trade with panic

                  Forex market Mein Hamen trading karte waqt jaldbaji Se Kam Nahin Lena chahie Kyunki jaldbazi ka kaam shetan ka kaam hota hai aur jo trader jald Bali karte hain aur panic create Karke trading Karte Hain To vah Kabhi Bhi profit Nahin banaa Sakte Hamara maksad yah hai ki Ham forex market Mein trading Karke apne liye Kuchh profit banaa sake to uske liye Hamen Sabar se kam karna hoga Kyunki Sabar Ka Phal Meetha hota hai aur jo trader Sabar Karke trading karte hain vah Hamesha hi apne liye profit banate hain aur jo trader panic create Karke trading karte hain vah Hamesha hi nuksan uthate Hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Do not trade with panic

                    Yes aap ne theek kaha ke koi bhi acha experience wala trader jab bhi trade kare ga to wo apney sab tensiin aur mind ko fresh kar ke hi lot lagaye is se lot profit ma jaye gi keun ke market ko study kar ke jo bhi kia jaye acha result aye ga
                    • #11 Collapse

                      Re: Do not trade with panic

                      Ji haan apny sahi kaha hai k hamein hamesha sy bhut achy tareeky sy sambhal kar he trade karna hoti hai tu hamein agar achi trade karni hai tu hamein apny apko calm rakhna hoga q k agar haam pani. Ho k kaam karain gy tu hamain kabhi bhi acha trade entry ni mily a is liye hamein haar haal main khud ko panic ni karna hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Do not trade with panic

                        Ji Sahi Kaha trading kabhi bhi panic Mein Nahin ho sakti Jab Bhi trading karo to Insan ko sabse pahle apne aap a
                        Pe confidence Hona chahie if Insan confidence Hai To woh Har situation ko confidently deal Karega
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Do not trade with panic

                          bilkul aapko trading Hamesha se 4 cool mind ke sath karni chahie aap aakar Forex trading main se kam karke bhej running karne ke liye aapko hamesha mere se kam karna hota hai jitni mere se aap kam karte hain Tarak Mehta kamyab ho sakta hai isliye kam karne ke liye relax mind hokar ka Forex trading mein trade open Karen
                          There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X