Try to avoid spelling mistakes....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Try to avoid spelling mistakes....
    Slam to everyone umeed hn sb kheriyat sy hngy dear all members plzzz koshish kiya krein k jb thread bnaen ap dhyan sy spell likha krein takay read krny waly ko apki bat clear smj ajae asa na ho apka mtlb or ho read krny waly ko or smj ae or wo clearly smj na pae apki bat or sender or receiver k drnyan communication barrier ajae
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Try to avoid spelling mistakes....

    Walaikum assalam dear friend ji han Ham bilkul theek hai aur ummid karte hain kya aapane bilkul theek Honge yaar Asal mein baat yah hai ki Jab Ham post Karte Hain To Ham likhate Nahin Hai balki ham bolkar Google Translator se likhate Hain voice voice Karte Hain To uske andar Google ko jo samajh Aata Hai Vahi likhta hai lekin aapki baat ki kya main koshish Karni chahie ki spelling jo hai theek se likhen Taki dusron ko aapki baat clear Ho Jaaye aur samajh gaya Aur dusron Ko samajhne mein aasani ho to bad Mein edit kar liya Karen agar aap voice Keru Karte Hain Main member se Yahi suggest karunga
    • #3 Collapse

      Re: Try to avoid spelling mistakes....

      G dear member aapane bilkul theek kaha hai Ham sab ko koshish karni chahie ki spelling ki mistake kam se kam Ho kyunki spelling ki vajah se Mara pura sentence galat ho jata hai lekin agar mistake ho bhi jaaye to Koi masla nahin aap edit karke mistake ko khatm kar sakte hain Maine dekha ki new member kafi mistake karte hain lekin Koi milane with the passage of time aap ki spelling ki mistake khatm ho jayegi jaise jaise aap Pakistan forex for main apni kam mein net Niti karenge to inshallah aapko result acche milenge aur aap successful trader aur aapke sab problem aur sab mistake khatm ho jayegi inshallah aapane achcha trader banna hai guzarte waqt ke sath.
      • #4 Collapse

        Re: Try to avoid spelling mistakes....

        aap nay sahi kaha spelling mistakes hamen avoid karni chahiay spelling mistakes say ham apni post ka miyar kho detay hain quality ki forum pay bohat importance hay Forex aik aesa online business hay jis main ham jitna ziyada knowledge gain karain gay jitni ziyada mehnat kar k learning karain gay and practice kar k practical knowledge gain karain gay hamen utna hi faida ho ga utni hi ziyada hamari earning ho gi and ham kamyaab trader ban jain gay forex market main trading karnay k liay hamen bohat ziyda mehant ki zrurt hoti hay agar ham hardwork k bagher shortcut say kamyabi hasil krna chahtay hen es online market me to yeh hamri bhol hay k ham kamybi hasil kar saken gay bal k me to yeh kahon ga k ham apna sab kuch luta dain gay kamyaab nai hon gy es trha hmen mehnt ki zrurt hy kamyabi k liay and manfa kamany k liay
        If you work hard no body can stop you from success
        • #5 Collapse

          Re: Try to avoid spelling mistakes....

          اصل پيغام ارسال کردہ از: AnamRiaz پيغام ديکھيے
          Slam to everyone umeed hn sb kheriyat sy hngy dear all members plzzz koshish kiya krein k jb thread bnaen ap dhyan sy spell likha krein takay read krny waly ko apki bat clear smj ajae asa na ho apka mtlb or ho read krny waly ko or smj ae or wo clearly smj na pae apki bat or sender or receiver k drnyan communication barrier ajae
          Ye bat forum members mai comman pai jati hai k members posting karty howay post ki quality pay focus karty hai but wo typing mai itni ziada mistakes kardete hai k unki post read karnay k qabil nahi hoti hai or zahi c bat hai k koi esi post jispe perhnay wale ko spelling mistakes ki waja say understanding na hu rahi hoto wo post kitni bhi achi quality ki q na hu, spam kardi jati hai ya phir ager consider bhi kare to use fazol post samjha jata hai, ager ap post ki quality ko focus karty hai to thora focus apni spellings pay bhi kele to ziada faida huga.
          Last edited by ; 11-05-2020, 10:40 PM.
          • #6 Collapse

            Re: Try to avoid spelling mistakes....

            Ji han bilkul aisa hi hai Hamen Puri koshish Karni chahie ki Ham spelling ki mistakes na Karen aur apni post ko share karne se pahle Ek Tarfa 12 review kar le aur isko acchi Tarah lead Kar Le Ja per sentences yah spelling ki mistake ho usko collect kar len Kyunki Agar Hamare spelling ki mistake hogi to use word ka money change ho jaega Jiski vajah se Hamari Puri post galat ho sakti hai aur vah Hamare liye Logon ki vajah bhi ban sakti hai To Hamen chahie ki Ham quality per concentrate karte hue spelling aur sentences ki mistake ko connect karne ke bad post send Karen
            • #7 Collapse

              Re: Try to avoid spelling mistakes....

              Hamen Apne post Mein spelling mistakes kam se kam Karni chahie Kyunki Ham voice typing karte hain isliye Kuchh mistake Ho Jaati Hain lekin Aap Jo Bhi thread create kar rahe hain use thread Ki Jo Main heading aap de rahe hain usmein kabhi bhi aap voice typing na use Karen aur vah aap apni hand typing se Karen Taki aapke use ladke heading Mein Koi Bhi Galti Na Ho spelling ki koi mistake Na Ho To Agar aapke vah 3rd ki hardik jo hai vah spelling ki mistake se Park hai to aapka bonus Zoya nahin hoga
              • #8 Collapse

                Re: Try to avoid spelling mistakes....

                Ji bilkul dear member hamen koshish karni chahie ki ham spelling mistake se avoid karen Kyon ke form per aisa var ki hi kami lapak hai jo ke samajh aane wala ho jisse information Milati ho kyunki aurum per vahi members kamyab hai jo informative chat kariye karte hain aur jim ka kam quality bike hota hai aur har lihaj se samajh aane wala hota hai unke form hamari activities check karta hai isliye form per hamari varg ko har yahan se achcha hona chahie taki hamen achcha bonus mil sake Per ham spelling se hi apni mein apna work form tak pahunch jaate hain aur apni information other members tak kaun chahte hain isliye hamen koshish karni chahie ki ham spelling mistake se avoid karen aur apne spelling ko theek kar kar post aur thread kariye karen
                • #9 Collapse

                  Re: Try to avoid spelling mistakes....

                  Har ek post ko ek acche mein aakar ke sath karne ke liye yah bahut jaruri hai ki members usmein spelling ki mistakes na karen kyunki agar member is tarah ki mistake karenge to unki post aur unki threads Koi bhi sahi se read nahin kar sakega aur is tarah se unka experience baki aur members tak bhi nahin pahunchega isliye har ek member ko chahie ki vah spelling mistake na kiya karen aur ine se avoid karke hi form per kam kiya karen
                  • #10 Collapse

                    Re: Try to avoid spelling mistakes....

                    han g bilkul tk kaha h ap ny hmy posting my treading my apni mistakes sy hm ko avoid karna chahiy ni to profit km loss zada ho ga
                    • #11 Collapse

                      Re: Try to avoid spelling mistakes....

                      Basically Threads aur post ka matlab yah hai ki Ham Ek dusre ke sath Apna knowledge share Karen aur apni trading skills ko mazeed badhaen to main aapko yah batata chalu ke Ham Agar spelling mistake Karte Hain tu kisi padhne wale ko Mushkil Hogi ki Humne Aaya ke jawab kya likha hai ho sakta hai and Mumkin hai ki vah jawab galat samajh Le aur pidit galat kar le Aur Is Tarah Uska Bhi nuksan Ho Sakta Hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Try to avoid spelling mistakes....

                        Spelling mistakes ko avoid kar ke hi kam karna chahie kyunki jab members sahi se typing nahin kar rahe hote hain to is tarah se kafi aise members bhi hai ki jo unki post aur unki threads ko sahi se read nahin kar sakte hain aur yahi vajah hai ki jab vah baki members unki ek kam ko sahi se read nahin kar sakenge to use kam ka bhi form per koi fayda nahin hai aur aise kaam ka form bhi koi fayda nahin deta hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Try to avoid spelling mistakes....

                          walikum assalam g bilkul hamen sub sa phly yehi try karna cheye k hum apni spelling mistakes ko dur karen or hum spelling mistakes ko dur kar he kamiyab ho sakty hain..
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Try to avoid spelling mistakes....

                            Ji bahi ap na sahe kaha, if spell wrong ho tu samjh he ni ati, aglah bndah ke bth, us ka idea kbi kbr smjh ni atah k woh kya kehna cha raha, sb ko chahiyh khud sa type kr k likhain meri trha, translator use ni karain because translator sa ghltiya hti.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X