apki planning he apki kamybhi hai...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    apki planning he apki kamybhi hai...
    Dear forex mambers forex trading main planning ki boht ahmiyat hai aghr hum forex main kamyab hona chahty hain tu hmain planning krna hogi q k jub hum planning se karty hain tu hum apni trading ko market k according kar k os main acha profit haisl karty hain jis main hmain loss hony k chances bhi kam hoty hain planning se apk kam main perfection bhi ati hai jis main ap forex main jaldi kamyab hoty hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: apki planning he apki kamybhi hai...

    Main aggree krta hun aapki baat se a Forex ke business Mein Aapki planning hi aapki kamyabi hai balki sirf Forex Mein hi nahin koi bhi business hai agar aapka to aap Agar usmein planning se chalenge to tabhi aap Kamyab Ho Payenge Agar aapki koi planning Nahin Hai to use Surat mein aap kabhi Kamyab Nahin ho sakte isiliye Hamen chahie ki Forex Mein Ham Jab Bhi Koi trade Le Tu usse pahle hamare pass Ek acchi planning honi chahie Ek acchi Seth ji honi chahie hamare pass use trade ko handle karne ke liye
    • #3 Collapse

      Re: apki planning he apki kamybhi hai...

      Remember aapki baat bilkul theek hai Hamari planning ki Hamari kamyabi ki Jameen Hoti Hai Garam acchi planning karte hain aur achi strategies banate hain jo ki Hamare liye harmful or useful Honge to definitely vah Hamari success se Hogi for example if you make trade and want to open not right but you wait for the right time to enter into the market to use Waqt aap explain kar rahe hote hain ki mujhe kis Waqt market ke andar inter Hona chahie aur mera exit. Yani ke take profit. Kaun sa Hoga vah aapki success ki Jameen hoti hai
      • #4 Collapse

        Re: apki planning he apki kamybhi hai...

        Ram Mere Dost main aapki baat se aagrah karta hun ki aap log ki planning ki aap log ki kamyabi hai koi beta kahan hai aap Logon Ne usmein planning Nahin Ki Hogi horse trading Kaisa business hai jismein aap Logon ki Hogi aap Logon Ko Kabhi Nahin Milegi isliye Hamesha unke Saath chatting kar sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: apki planning he apki kamybhi hai...

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Romank پيغام ديکھيے
          Dear forex mambers forex trading main planning ki boht ahmiyat hai aghr hum forex main kamyab hona chahty hain tu hmain planning krna hogi q k jub hum planning se karty hain tu hum apni trading ko market k according kar k os main acha profit haisl karty hain jis main hmain loss hony k chances bhi kam hoty hain planning se apk kam main perfection bhi ati hai jis main ap forex main jaldi kamyab hoty hain.
          Yes dear ye to ap ne sahe kaha hai k hum ne agar ais market mai kamyab hona hai to hum ais market mai acha plan bana k kaam karna ho ga humra agar plan acha nai ho ga to hum ko ais market mai faida nai ho ga ais market mai hum time lagana ho ga aus k baad ap ko ais market mai kamyabi mily gi ais mai ap ko planing k ilawa koi trade nai lagani chaye.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: apki planning he apki kamybhi hai...

            hamen planning ka Sahara Lena chahie kyunki trade setup jab Tak Na bane Ham trade na len yahi hamari planning trade setup kya hota hai trade setup mein Ham is chij ka jayja lete Hain ki over all invester ka interest kis site par hai aur kis tarah ke patton Ban rahe hain aur jab vah pattern Ban Rahe hote Hain to Ham apni entry Le lete Hain to isliye yah kamyabi ke liye jaruri hai ki trade setup banne den aur jab trade setup bante Hain to yah hamari planning hoti hai planning hi hamari trade ki taraf Le jaati hai aur kabhi bhi jab trade setup bane to apna Sara capital invest na Karen aap kaam invest Karen Taki jyada profit hasil kar sake aur jyada se Tak trade karne ka mauka Mile kyunki har dusri trade profitable hoti hai aksar pahle trade nuksan mein jaati hai

            اب آن لائن

            Working...
            X