difference between capital and equity
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    difference between capital and equity
    Dear senior members main aapse yah puchna Chahunga ki capital aur equity mein kya difference hota hai jahan tak Hamari information Hai usmein capital vah amount hoti hai jo Humne apne business Mein invest ki Hui hoti hai lekin equity Se Kya Murad hai agar ine donon mein koi difference hai to please mention kar den aur Agar donon Ek Hi chijen Hai To fir kindly vah bhi explain kar den thanks very much
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: difference between capital and equity

    Dear member Jaisa ki aapane bataya ke capital vah Maut Ho Gai Jo aapane apne business Mein invest Kiya Hai aur uske sath sath equity use hota hai equity vah Maut hoti hai jo bhi aapko trade Karte Hain To usmein jo aapko Agar loss ho raha hai ya koi aapko profit ho raha hai Tula uski Surat mein jo loss wali Rekha Mewada uske andar se nikalkar jo Baki bache ki vah aapki equity Hogi aur ISI Tarah Jab aapko fayda ho raha hai to fayda wali aapki Jo bich Mein rakam dalkar Uske bad bataya jo hai vah aapke account per aapki Koti Rah Jayegi
    • #3 Collapse

      Re: difference between capital and equity

      Brother Forex trading me capital aapki vah amount hoti hai jo aap apne account mein deposite karte hain ya FIR aap jis per trading kar rahe hote hain aur equity vah chij hoti hai jo jo aap Koi trade open karte hain to usmein Aapka profit ya FIR aapka usmein loss Shamil hota hai vah aapki total equity hoti hai agar aap trading Mein capital aapka Jyada hoga to aap ismein Jyada trades Laga sakte hain aur equity ko aap ko manage karna Hota Hai.
      • #4 Collapse

        Re: difference between capital and equity

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Pips-Humter پيغام ديکھيے
        Dear senior members main aapse yah puchna Chahunga ki capital aur equity mein kya difference hota hai jahan tak Hamari information Hai usmein capital vah amount hoti hai jo Humne apne business Mein invest ki Hui hoti hai lekin equity Se Kya Murad hai agar ine donon mein koi difference hai to please mention kar den aur Agar donon Ek Hi chijen Hai To fir kindly vah bhi explain kar den thanks very much
        Dear ap ais market mai jab trade lagaty hai to aus mai ap k pass jo account balance hota hai wo ap ka capital hota hai ausk baad ap aus account par agar trade lagaty hai aor ap ki trade loss mai jati hai to aus mai ap ki equity atni kam ho gi jitna ap ka aus time loss chal raha ho ga ais mai balance tab tak same rahy ga jab tak ap trade ko close nai karty ais mai equity change hoti rehti hai running trades k sath ais mai ap ko lot kam use karni chaye tak ap ki equity maintain rahy.
        • #5 Collapse

          Re: difference between capital and equity

          Dear friends capital aur equity may thora sa he differance ha equity may hamra baki trading k bad vala ballance shiw hota ha aur capital may hamar total ballance show hota ha hum ko cahyh k jo be ballance show ho hum ko cahyh k hum better aur sahe way k sath trading karin aur kamaybi k sath trading karin
          • #6 Collapse

            Re: difference between capital and equity

            Capital bharkam hai jo aap invest karte ho jis per aapane munafa kamana hota hai aur equity Jo broker aapki help karta hai ki kis had Tak aap stock purchase kar sakte ho to yah broker ki taraf se Di Hui help hoti hai aur capital hamara invest Kiya vah hota hai aur capital per Ham munafa kamate Hain uska commission hamen broker ko Dena hota hai jo hamen vah equity provide karta hai aur equity hamari trade mein stock lene ki capacity ko badha deti hai aur ham apne capital per jyada profit hasil kar sakte hain aur iske liye hamen spread caste aur commission Dena hota hai
            • #7 Collapse

              Re: difference between capital and equity

              Dear member capital amount hoti hai jo aap hote apne account mein deposite karte hain ya fir vah maut hoti hai jis ap trade kar rahe hote hain Aur equity Chij ko kahate hain jo aapke loss ya profit mein shamil hoti haiCapital amount aapke jitni badi hogi utna achcha track kar sakenge lekin ek kudi ko aap mange karna hota ha
              • #8 Collapse

                Re: difference between capital and equity

                Bear bro capital apki wo amount hoti ha jo apany trading karnay kay liay apnay acount main rakhi hoti ha or equity apki wo raqam hoti ha jo apki deposit ki hoe raqam mn sy loss ya profit kay bad bachti ha apkay pas .in dono yahi diffrence ha jo apko bata dia ha keh equity kia ha or capital kia ha .lakin apka question acha tha hamin istrah ki information ak dosry say zaror share karni chaey
                • #9 Collapse

                  Re: difference between capital and equity

                  dear capital ap ka deposit balance hota ha ager ap ne 500$ deposit kiey huey hain tu ap kay pass 500$ ka capital ha or jo equity hoti ha wo ap ka current balance hota ha or ap ki open trades me jo profit or loss ho raha hota ha wo ap ki equity me add or subtract ho raha hota ha or ap ki equity ap ka current balance bhi hota ha
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: difference between capital and equity

                    Capital basically aapki invested amount Hoti Hai Jaise Ke Main aapko Bata Dun ki capital aapki invest Karda amount hai jo aap apne account mein invest karte hain ya FIR usse real account create karte hain equity aapki total amount Hoti Hai Jiske andar aapka profit aapka revenue aur aapka capital Shamil hota hai usko Ham total equity bolate Hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X