Tmam Time Frames ki apni Alag value hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Tmam Time Frames ki apni Alag value hai
    Market ko completely analyse krny k leay kisi ek time frame py depend nhi Kia ja skta .agr hmain market ko puri trah smjhna hai to tmam time frames ki help leni pry gi or market ko smjhna pry ga tbhi ek achi trade open kr paen gy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Tmam Time Frames ki apni Alag value hai

    Forex Trading me time frame ki ahmeyat bohut hai. Hamen analysis aur Market news k bagher trading bulkul nahi karni chahheye. Forex Trading jaldi me karne wala karobar nahi hai. Is k leye apko sakon se beth kar hi aram se analysis aur market news dekh kar trading karni chaheye. Forex trading k leye hamen chaheye k din me is k leye aik khas lamha muhtas karen jis me hum apni analysis k zarye se trading kare. Agar aik client new hai to pher us ko is k leye aur zyada time dena zarori hai. Q k pehle wo apne analysis practice account ya Demo account pe kare us k baad hi wo real account me trading karen. Bagher waqat deye hum forex k knowledge aur experience se waqif nahi ho sakte. Hamara sarmaya bohut ehem hota hai is waja se hamen trading k leye bhi waqat dene ki zarorat hai.
    • #3 Collapse

      Re: Tmam Time Frames ki apni Alag value hai

      Ji bilkul aapane theek baat ki ke Tamam timeframes ki Apni Apni Jagah hai aap Jaise type ke trader Hain scalping tractor hai ya long term trader hai use hisab se aap apne Apne timeframe Ko check Karke usse time frame mein agar entry Lenge to usmein aapko fayda Hoga isliye Har time ka Apna value value hai aur period jo hai vah apni value ke sabse aapko analyse Karega isliye aap apni trading strategy ko Dekhte Hue Apna time frame pahle choose Karen Uske bad FIR Apne analyses Karke usmein trade Karen
      • #4 Collapse

        Re: Tmam Time Frames ki apni Alag value hai

        Mere Pyare dost Forex trading business Mein candlestick knowledge both ka kamal hai aur Hamen chahie ke Ham Chemistry ke knowledge ko ****l Karen Kyunki yah bahut jyada important hai aur Hamen iski importance ko samajhna chahie aur Hamen yah bhi samajhna chahie a candlestick ke kitne time frame hai aur candle ki body Kaise perform ki jaati hai aur kaun kaun se time frame hai Hamen ghante wale timeframe per Naam change karna chahie aur Chhote timeframe ke sath analysis karne ka koi fayda nahin hai isliye Hamen Tumhara time frame ke bare mein information Hona bahut Lal me hai
        • #5 Collapse

          Re: Tmam Time Frames ki apni Alag value hai

          Forex market ko analysis Karne kay leye hum time frame ko use kartay han aur time frame hum apni strategy kay mutabik hi use kartay han hum js strategy se trading kartay han us kay mutabik hi time frame ko use Kiya jata hai aur time frame sab hi mein analysis karain tu is se bhi hum market ko Achi traha samjh saktay han
          • #6 Collapse

            Re: Tmam Time Frames ki apni Alag value hai

            hamy time frame ko use kar ky kam karna chahey hamy kam karny ky har aik rules ko pora karna chahey hum is mai jitna be kam karty hain yai hamy ise ky hesab sy earning dyta hai hum is mai pair or currency main trading karty hain hamy aik time mai aik he pair yai currency main kam karna chahey agar hum new trader hain to hamh euro usd currency main kam karna ho ga
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Tmam Time Frames ki apni Alag value hai

              Ji bilkal, different time frames ka maqsad yehi hay keh hum inko different conditions main use kara sakain, M1 time frame hamain market movement kay bary main batata hay, jab keh W1 time frame hamain weekly ups and downs ka batata hay, hamain har time frame ki value samjhni chahiye or apni trade main in time frames ki use and advantages ka pata hona chaiye.

              اب آن لائن

              Working...
              X