Forex rich or poor ma kio tameez ni karta jo mehnat kary ye uska favourite ban jata h

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex rich or poor ma kio tameez ni karta jo mehnat kary ye uska favourite ban jata h
    Friends forex business ki ye he quaility hai k ye rich or poor ma kio difference ni karta, ye hamesa us ko favour karta hai jo hardwork karta hai, agr ap hard work chor deyn gy to phr ap forex ma kbi success hasil ni kar sakyn gy, kiu k success k lae mehnat lazmi factor hai, plz comment??@?##
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex rich or poor ma kio tameez ni karta jo mehnat kary ye uska favourite ban ja

    maarket maai kam karna muskil hain hamy analysis ko learn kar ky use kar ky kam karna ho ga hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho ga hum is mai agar tuka systrm sy kam kary gy to hamy loss ho ga forex mai poors be kam kar sakty hain agar hamary pass pasia nahi hain to um is mai baager balance account bana kar be kam kar sakty hain
    Last edited by ; 11-05-2020, 08:18 PM.
    • #3 Collapse

      Re: Forex rich or poor ma kio tameez ni karta jo mehnat kary ye uska favourite ban ja

      aslamoalekum g han bilkul jnb Pakistan forex forum mn kamyabi ka razz sirf ar sirf mhnt he h.jo log is mn mhnt sy kam krty hn himat ar hosly sy aggy bhrty hn to wo kamyb ho sakty hn
      • #4 Collapse

        Re: Forex rich or poor ma kio tameez ni karta jo mehnat kary ye uska favourite ban ja

        Assalamu Alaikum dear friend ji han bhai main aapki baat se sahmat ho aapane bahut hi acchi baat kiye website Mein hone ke Koi baat hi nahin Karega usko aap Jitna hi jyada is website Mein Apne aapko Dillagi se kam karunga aapko Nahin Jyada Achcha rahega yeah ki bahut hi Achcha mauka hai aur yah bahut acchi website hai Hamen chahie kam se fayda uthaen aur Jyada Se Jyada paisa
        • #5 Collapse

          Re: Forex rich or poor ma kio tameez ni karta jo mehnat kary ye uska favourite ban ja

          Forex bahut hi acha business hy hamen as men bahut acha faida hasil ho raha hy as lia forex men kam karna koi mushkil kam nahin hy kun kay as men kisi bhe degree ki zarorat nahin hoty hy as lia hamen forex men bahut himaat kay sath kam karna chhaey takeh hum as mne kamyaby hasil kar saken a slia hamen forex men bahut dil lagy kay satgh kam karna chaheay kun kay forex men kisi bhe ameer ghareb ka fark nahin hota hy
          • #6 Collapse

            Re: Forex rich or poor ma kio tameez ni karta jo mehnat kary ye uska favourite ban ja

            forex har tarha ky logo ko kam karny ka moka dyta hai is main poor man be kam kar sakty hain or is mai job less log be kam kar sakty hain hamy is main aik time table bana kar kam karna chahey hum is main aik din main aik account main 24 ganty he kam kar sakty hain yai aik asa karobar hai jo hamy learning be dyta hai or yai hamy kam karny par ache earning be dyta hai
            • #7 Collapse

              Re: Forex rich or poor ma kio tameez ni karta jo mehnat kary ye uska favourite ban ja

              bhai forex eik bohat acha business hai agr hum is main sahi kam krein gey tu phr hum asani se kameyab be ho sakte hein hume is main over trading se hi zada nuqsan hota ha is business main wohi kameyab hota ha jo is main acha kam krta ha bhagir knowledge k agr hum is business main kam krein gey tu hume nakam hone main der nai lagey gey
              :1f60d: hard work :1f60d:
              • #8 Collapse

                Re: Forex rich or poor ma kio tameez ni karta jo mehnat kary ye uska favourite ban ja

                ji haan forex main haam saaab barabar hain agar koi imtiaz hai to wo sirf apki mehnat ka hai agar aap jitni menhat karain gy uthna he kamayein gy is k elawa hamein na sirf yeah k hamain cheezain yaad hongi tu haman kafi kuch hasil hoga is k elwa hamain kafi knowledge hasil hoga is liye hamain aoni mehnat par etemaad hasil hota hai
                • #9 Collapse

                  Re: Forex rich or poor ma kio tameez ni karta jo mehnat kary ye uska favourite ban ja

                  g hana ap nay shi kh hy es main forex poor or rich ki koi value nhi hoti hy es main sirf kam ki value hoti hy agar hum es main acha kam kuray gay or apni mehnat say kam kuray gay to hum es main zror kamyab ho sakay gay es main sirf kam ki value hoti hy agar hum achaa kam kuray gay to hum forex main favorite bn jay gay or agar hum acha kam nhi kuray gay to hum es main kamyab bhi nhi ho sakay gaya to humain es main agar kamyab hona hy to es kay liyay humain mehnat say kam kurna ho ga mehnat say he humain kamyabi gain hoti hy
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex rich or poor ma kio tameez ni karta jo mehnat kary ye uska favourite ban ja

                    Ji han Friend Forex mein rich aur poor ka koi difference Nahin Hota Forex main Vahi log Kamyab Hote Hain Jo acchi mehnat karte hain jo Forex ko zyada Se zyada time de kar acchi learning experience aur knowledge Hasil kar lete hain Jaruri Nahin ke Forex Mein rich log Kamyab trader bn ske bal ke is mein poor log bhi Upar aa sakte hain Is liye ye ek behtarin work Hai Hamen is Mein mehnat Karke Apna Naam Kamana chahie.
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex rich or poor ma kio tameez ni karta jo mehnat kary ye uska favourite ban ja

                      Bilkul thek bat ki hai apne yah aik Aisa business hai jismein yah matter nahin karta ki ap ki education kitni hai yah aap kitne ismein aap ki qualification kya hai yah doctor Hain yah app ismein labour Hain ismein yah bilkul matter nahin karta hai ismein sirf mehnat Jo ismein jitne zyada mehnat aur Himmat se kam Karke aata hai aur Kabhi give up nahin karta hai vah hi isme Kamyab hota hai aur Vahi achi kamai Karta Hai Kyunki yah business hai yah size mein jo Himmat Aur mehnat Ke Sath kam Karta jata hai vah hi isme Kamyab Hota To Tum Logon Ko chahie ki vah Hamesha is mehnat Karen achi Tarah Se Kamyab hone ki koshish karen Taki vah is Mein Kamyab Ho chuke hain Jo ismein jitne zyada mehnat aur Himmat ke sath kam Karta jata hai vah usne utna hi Kamyab log Hamesha Acha kam karna chahie Taki vah Mein Kamyab
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex rich or poor ma kio tameez ni karta jo mehnat kary ye uska favourite ban ja

                        forex mn joinig k wakt hum jo bhe apni information datay hn us say hamari status condition ka koe pta ni chulta ahe ur na he kisi ki ameeer ya gareeb honay say forex ko koe ferk perta ahe is mn rich wahn hota ahe jo is mn mehnut keta ahe isko time data ahe ur time danay say ak to target hamra achive ho jata ahe dosara hamri experience capacity bhe bahut improve ho jati hae jo hamn kafi agay tak lay jati hae mage rrich ur ameer mn aisa koe concept ni jis ki maded k sath hum forex mn unki limit ko check ker sakyn yeh bussiness her khas ur aam kalea hae yeh aam shukhs ko bhe ahm bna data ha ejo mehnut kerta ahe
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex rich or poor ma kio tameez ni karta jo mehnat kary ye uska favourite ban ja

                          Asalam o Alikum umeed karta hon kay ap sab theek hon gay jesa kay ham sab janty han kay forex ak lajawab business ha is jesa koi bhi business nai ha is ko jitni mehnat or lagan kay sath ham karee gay utna he is main kamyaab ho sakyen gay is business ki bahut sari khasoiaat han ye business kisi ameer or ghareeb main koi farq nai karta jo koi is main mehnat karta ha hard work karta ha ye usi kay favour main ho jata ha jo koi is main chahyeye jitna bhi invest kar kay agr us ny is kaam ko sekha nai ho ga wo hameshaa jab bhi trade shoroo karee ga us ko loss he ho ga is leye is business main kamyabii hasil karny kay leye bahut ziada mehnat ki zarorat ha jo bhi apny analysis ko stronge kar kay markit main entry lay ga usy koi bhi parshanii nai ho gi or na he usi loss ho ga Q ky us ny bahut he hard work kia ho ga
                          HARD WORK IS KEY TO SUCCESS
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex rich or poor ma kio tameez ni karta jo mehnat kary ye uska favourite ban ja

                            Forex mein poor or rich ka koi concept Nahin Hai Bal ke Forex mein mehnat experience aur aur knowledge ke bare mein Kafi concept hai. Jo log mehnat Karte Hain Chahe voh rich Hain yah poor Hain voh Log hi Kamyab Hote Hain isliye Forex main Hamesha mehnat Jari rakhni chahie aur experience bhi lete Rahana chahie Is Tarah Se Ham Forex Mein Kamyab ho sakte hain aur loss se Bach sakte hain.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X