Successfully trading krni hai tu market ko te dein

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Successfully trading krni hai tu market ko te dein
    Dear members forex trading mein agr aap analysis nhi kr sakty lekin aap simply analysis tu kr sakty hein jis mein aap ne market ki movement note krni hai k konsa pair kis position mein hai is tarah agr market ko time dein tu profitable trading ki ja sakti hai aik dafa aazma lein.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Successfully trading krni hai tu market ko te dein

    Bulkul successful trading k leye market ko bohut waqqat dena darkar hota hai. Is me mehnat lagta hai. Forex Trading me kamyab hone k leye bohut struggling karni parti hai. Aam tawar par ye aik asaan karobar dekhaye deta hai lekin ye aisa hai nahi. Hamen koshash karni chaheye k hum positive mind k sath achi se achi trading karen. Kuch zarori points ye hai forex trading me kamyabbi k leye. Over trading se bachen, account ki valum barane ki koshash karen, lalach na karen, analysis aur strategy k mutabiq chalen, knowledge aur experience hasil karne ki koshash karen, apne leye daily goal select karen. Jazbat pe control rakhen.
    • #3 Collapse

      Re: Successfully trading krni hai tu market ko te dein

      Assalamu alaikum friends forever ke business mein bilkul sahi hai agar aapane successful trade lagani hai to aapko sabse pahle market ka acche se dekhna padega kaun si study karna padega aur aap ko ek dafa chhilke se shadi karna padega aapkoaap apni mehnat ke sath form ke sath rahe aur sabse sweet reading ke liye market khusro study Karen taki aapko jyada se jyada acchi ho aur aapko kam se kam nuksan ka samna karna pade
      • #4 Collapse

        Re: Successfully trading krni hai tu market ko te dein

        Ap nay sahee bat share ki hay dear agar ham market ki movement ko achi tara say smjh jain to ham acha profit earn kay kay kamyab ho sakty hen aor hamen learning pya zeada focus karna chaye aor knowledge men agar ham day by day izafa karen to ham jaldi kamyab ho saken gay islye hamen jab bhi free time milay knowledge men serf karen.
        • #5 Collapse

          Re: Successfully trading krni hai tu market ko te dein

          dear friend ap na bilkul theak kaha ha k forex trading mn achhi aur kamyab trading k liay zroori ha k ap forex trading market ko ziada sa ziada time dn aur market ko movement ko hmesha read krtay rhen aur jb apko market mn profitable position milay to fauran trade lga kr achha profit hasil kr sktay hn
          • #6 Collapse

            Re: Successfully trading krni hai tu market ko te dein

            اصل پيغام ارسال کردہ از: aarifshahzad پيغام ديکھيے
            Dear members forex trading mein agr aap analysis nhi kr sakty lekin aap simply analysis tu kr sakty hein jis mein aap ne market ki movement note krni hai k konsa pair kis position mein hai is tarah agr market ko time dein tu profitable trading ki ja sakti hai aik dafa aazma lein.
            ji han dost apne sahi kaha agar apne successful trading karni hai to is ke lye ap ko din raat mehnat karna hogi jab ap din raat mehnat karen ge to ap ko isha Allah result bhi ache hi hasil hon ge is lye knowledge our experience hasil karna bhot zrori hai.
            • #7 Collapse

              Re: Successfully trading krni hai tu market ko te dein

              hamy kamyabe ky tools ko use kar ky kam karna chahey pher he hum is main successful trader ban sakty hain hum is main aik din main aik account main 50 posts or 4threads karty hai hamy daily base par kam ke limit ko pora karna chahey pher he hum is mai ache earning hasil kar sakty hai agar hum kam ko pora nahe kary gy to hamy is ka acha bonus hasil nahe ho ga
              • #8 Collapse

                Re: Successfully trading krni hai tu market ko te dein

                successfully trading kerne kilye hamain market ko zror time dena cheye jitna zeyda ham market ka analysis kerty han utna hi hamain achi success milty han es liye learning par focus kerna cheye or zeyda se zyda knowledge or experience ko gain kerne se ham quality wala kam ker sakty han
                • #9 Collapse

                  Re: Successfully trading krni hai tu market ko te dein

                  g han ap nay shi kha hy humain es main successfully trdaaing kay liyaaay humain market ko zror time dayna chaahiyaaay agar hum es main market ko time day gay or achay say market ki analysis kur kay kaaam kuray gay to hum es main success gin kur saktay hain hum agar trading main zyada say zyada time daytay hain to hum es main achay say es kay baray main jan saktay hain or es main aachay say kam bhi kur saktay hain q keh humain es kay baray main kafi hud rtuk maloom hota hy or jub hu achay say trding kurtay hain or apni trading main kamyab hotay hain to hum aik achay trader bhi bun jatay hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Successfully trading krni hai tu market ko te dein

                    Market ko jitna ziada time den gy utna ziada kamyabi hamen mily gi. Forex ma kamyab hona itna bhi asan nai hy jitna lgta hy. Is ma bhut sy log mistakes krty hen aur market ka analysis kiye bagair market ko judge kiye bagair hi trade ly lyty hen. Is ma hamen over trade nai krna chahiye, lalach nai krna chahiye bal k sbar aur hard working k sath kam kr k aik achy time pr market ko smjh ke entry lyni chahiye ta k hum profit gain kr saken. Thank you
                    • #11 Collapse

                      Re: Successfully trading krni hai tu market ko te dein

                      Bilkul thek bat ki hai apne agar apko aik successful trader banna hai aur achi trading karni hai to iske liye apko chahie kya apas Mein Hamesha acchi Tarah Se trading karte hain aur trading market ke sath aap Hamesha touch Mera Karen aur isko zyada Se zyada time nahin Kyunki aap isko Jitna zyada time Denge aap usko utna hi zyada Kahenge to Tamam Logon Ko chahie ki vah forex market ko time de isko sikhane ki koshish karen Taki vo isme Ek acche dost Ban sakte hain aur ismein Kamyab ho sake Kyunki Ek accha trader hai vah isliye Kamyab hota hai Kyunki vah is business ko bahut time Deta Hai To hamen bhi isko time Dene Ki Koshish Karna chahie Taki Ham ismein Kamyab nuskhe aur ek ache Ban sake Ham ismein jitne zyada mehnat se kam Karte Hain Ham use utna zyada Kamyab Hote To Ham log Hamesha acchi Tarah Se mehnat Karni chahie
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Successfully trading krni hai tu market ko te dein

                        yes dear your right i am agree with you agar forex main hum successful hona chahte hain tu humhain bhto mehant say kaam karna hain humhain chahiaye k hum hard work kare humhain chahiye k hum apni mistake say learn kare merket ko jitna time diya jata hain itna he trder apni trading main kamyabi and profit hasil karta hain merket ko ziyda say ziyda time dena hain merket main ziyda say ziyda learning karna hain trading main sucessfull itna jaldi koi b nhe hota hain time lagta hian haar chez ko samjhne k liye
                        ​Sadaf Khan

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X