trial stop say hamko konsay nuksanaat hotay hain?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trial stop say hamko konsay nuksanaat hotay hain?
    dear,jub ham makreet main trial stop ko use kartay hain to ham bazahir yeh samjhtay hain k hamko is say faida hasil hota hay laikin yeh faida har baar nai hota hay is main hamko kuch nuksanaat bhi hotay hain,wo konsay nuksanaat hotay hain unki wazahat kar dain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: trial stop say hamko konsay nuksanaat hotay hain?

    hamain stop loss ko use kar hi trade karni ho gi ta k earn karein gay aur hamain is forum main rules ko mind main rakh khi hum achy say trade kar sakty hain aur hamain is forum main pahly learning karni ho gi tab hi hum achi earning karny k kabil ho satky hain aur hamain expeirence ho ga tab hi hum cahy say trade karny main bi asani ho saky gi aur hamain loss km ho
    • #3 Collapse

      Re: trial stop say hamko konsay nuksanaat hotay hain?

      Ji bilkul akser aisa bhi hota hai ke hum Jb trailing stop lagaty haen tu wo jaldi hit ho jata hai. Us ki wajah yehi hoti hai ke market reverse ziada move ker jati hai jiss ki wajah se hamara trailing stop hit ho jata hai. Lekin yeh har dafa nahi hota kabhi kabhi ho jata hai aur Agar hum trailing stop ziada pips ka lagaen tu humara her trailing stop hit nahi ho ga.
      • #4 Collapse

        Re: trial stop say hamko konsay nuksanaat hotay hain?

        ham market ko achy sy lean kar kam karna chahey agar hum is mai tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jay ga is mai market ka yai moderator ka koi balm nahe hota loss hum apne he waja sy karty hai hamy loss hony ke har aik waja ko sahe karna chahey pher he hum agy bar sakty hai or market main run kar sakty hai yai online ke duna main king business hain
        • #5 Collapse

          Re: trial stop say hamko konsay nuksanaat hotay hain?

          trial stop ka koi bhi nuksan nahi hai balky ap ko faide he hai kyon jab bhi ap ki trade profit main ja rahi hoti hai tu ap ka profit ziada say ziada karny ky lea ap ko trial stop lgaa daina chahye jis say market jesy jesy ap ky order ky mutabik jati jati ha ap ka trial stop jitny point pay lagay hota ha wo profit ki janab shift hota jata hai jiss say ap ka profit maximize hota jata hai is lea ap ko trial stop faida he daita hai nuksan koi nahi daita.
          • #6 Collapse

            Re: trial stop say hamko konsay nuksanaat hotay hain?

            Trial stop mere khayal se is liye use kia jata ha ka is ma ham jo pips fix karty ha jab market utna pips move karay gy tu trade automatic close ho jae ya be take profit ki tarah hi kam karta ha bas thora bohat hi change hota ha is ka use manay bohat kam hi dekha ha.
            • #7 Collapse

              Re: trial stop say hamko konsay nuksanaat hotay hain?

              Trial stop b i think stop loss ki trhan h jis sy loss sy bcha ja skta h or loss nh hota blky profit hota h jo order ap lgaty hn us k according ee ye jata h or profit zyada hota..baki zyada nh maloom iska mjy
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: trial stop say hamko konsay nuksanaat hotay hain?

                ji aan apny sahi kaha hai hamain hamesha faida ni hota hai hamain kabhi kabhi is k nuqsan bhi mil jaty hain jese k trial stop start hua tu market oper ni gai tu apko loss hosata hai

                اب آن لائن

                Working...
                X